07 November, 2007

zara si aahat hoti hai (Haqueeqat )

zara si aahat hoti hai to dil sochta hai
kahin yeh woh to nahin (3)
(repeat)

chhup ke seene mein, aaaa
chhup ke seene mein koi jaise sadaa deta hai
shaam se pehle diya dil ka jalaa deta hai
hai usi ki yeh sadaa, hai usi ki yeh adaa
kahin yeh woh to nahin (3)

shakl phirti hai, haa aa
shakl phirti hai nigahon mein wohi pyaari si
meri nas nas mein machalne lagi chingari si
chhoo gayi jism mera, kiske daaman ki hawa
kahin yeh woh to nahin (3)
zara si aahat hoti hai to dil sochta hai
kahin yeh woh to nahin (3)

Zara Sa Jhoom Loon Main (Dilwale dulhaniya le jayenge)

Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha

Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha

Mausam Bhi Be-imaan
Masti Ka Ye Saman
Roko O Logon Zameen Pe
Girne Laga Aasmaan
Thumak Thumak Ke Jhuloongi
Main Udke Gagan Ko Chhuloongi
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha

Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na

Dhandi Dhandi Pavan
Jalta Hai Ye Badan
Jee chahta Hai Bana Loon
Tujhko Apna Sajan
Hua Nahin Ye Pehle Kabhi
Meri Jaan Badal Gayi Abhi Abhi
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha

Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na

Jaati Hai Tu Kahan
Jaaneman Jaanejaan
Ladki Hai Tu Khoobsurat
Ladka Main Naujawaan
Tujhe Gale Laga Loon Aa
Palkhon Mein Bitha Loon Aa
Ho Gaya
Mujhe Nasha
Rabba Mere
Mainu Bacha

Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Ho Gaya
Mujhe Nasha
Rabba Mere
Mainu Bacha

Zara Nazron Se Keh Do Ji (Bees saal baad)

Zara Nazron Se Keh Do Ji Nishaana Chook Na Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji
Maza Jab Hai Tumhari Har Ada Qaatil Hi Kehlaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

Qaatil Tumhe Pukarun Ke Jaan-E-Vafa Kahun
Hairat Mein Pad Gaya Hoon Ke Maein Tum Ko Kya Kahun
Zamaana Hai Tumhaara
Zamaana Hai Tumhaara Chaahe Jiski Zindagi Le Lo
Agar Mera Kaha Maano To Aise Khel Na Khelo
Tumhaari Is Sharaarat Se Na Jaane Kis Ki Maut Aaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

Haye, Kitni Maasoom Lag Rahi Ho Tum
Tumko Zaalim Kahe Vo Jhootha Hai
Ye Bholaapan Tumhaara
Ye Bholaapan Tumhaara Ye Sharaarat Aur Ye Shokhi
Zarurat Kya Tumhen Talwaar Ki Teeron Ki Khanjar Ki
Nazar Bhar Ke Jise Tum Dekh Lo Vo Khud Hi Mar Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

Hum Pe Kyun Is Qadar Bigadti Ho
Chhedhne Vaale Tumko Aur Bhi Hain
Bahaaron Par Karo Gussa Ulajhti Hain Jo Aankhon Se
Havaaon Par Karo Gussa Jo Takraati Hain Zulfon Se
Kahin Aisa Na Ho Koi Tumhaara Dil Bhi Le Jaye
Zara Nazron Se Keh Do Ji

zara dholki bajaao (Salma pe dil aagaya)

--MALE--
Eh hey, zara dholki bajaao goriyo
Hamein naach ke dikhaao goriyo
Ho zara dholki bajaao goriyo
Hamein naach ke dikhaao goriyo
Nazook kamariyaan se jhoom jhoom ke
Zara dhoomka lagaao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki

--CHORUS--
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki

--FEMALE--
Zara dholki uthaao goriyo
Inhe naachna sikhaao goriyo
Ho oh oh oh, zara dholki uthaao goriyo
Inhe naachna sikhaao goriyo
Inhe naaz hai bahut khud par
Inhe aaina dikhaao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki

--CHORUS--
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Ta na na na na, ta na na na na - 2

--MALE--
Hai, kaajal bin yeh kaali aankhen
Shaayad kaajal dhoond rahi hai

--FEMALE--
Bin saawan ke barsega jo
Aisa baadal dhoond rahi hai

--MALE--
Sad ke teri chaal pe jaaooon
Teri adaaon pe mar jaaoon

--FEMALE--
Kisi ved ko bulaao goriyo
Inki navz to dikhaao goriyo
Inka kaara hai bahut chad gaya
Inka paara neeche laao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki

--CHORUS--
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki

Ta na na na na, ta na na na na - 2

--MALE--
Mehndi waale haath ka tere
Kis aashiq ka naam likha hai

--FEMALE--
Jisne dil ko pyaar sikhaaya
Us dilbar ka naam likha hai

--MALE--
Pakadi gayi hai ab teri chori
Ab to sab sach kehde gori

--FEMALE--
Inki baaton mein na aao goriyo
Inhe raasta dikhaao goriyo

--MALE--
Hamein nakhre na dikhaao goriyo
Hamein apna banaao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki

--CHORUS--
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki

--FEMALE--
Zara dholki bajaao goriyo
Inhe naachna sikhaao goriyo

--MALE--
Nazook kamariyaan se jhoom jhoom ke
Zara dhoomka lagaao goriyo

--CHORUS--
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki

Zameen se hume aasmaan par (Adalat)

Zameen se hume aasmaan par
bithake gira to na doge
Agar hum yeh poochhe ke dil mein
basake bhula to na doge

Ae raat is waqt aanchal mein teri
jitne bhi hain yeh sitare
Jo de de tu mujhko to phir main loota doon
kisiki nazar pe yeh saare
Kaho ke yeh rangeen sapne
sajake meeta to na dege
Agar hum yeh poochhe ke dil mein
basake bhula to na doge

Tumhare sahare nikal to pade hain
hai manzil kahan dil na jaane
Jo tum saath doge to aayegi ek din
manzil gale se lagane
Itna to dil ko yakeen hai
hume tum daga to na doge
Agar hum yeh poochhe ke dil mein
basake bhula to na doge

Zameen se hume aasmaan par
bithake gira to na doge
Agar hum yeh poochhe ke dil mein
basake bhula to na doge

Zamane Mein Sabhie Ko (Yeh zindagi ka safar)

Zamane Mein Sabhie Ko
Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana
Yahan Har Raat Ki Subhah Hai Hamdam
Tum Na Ghabrana
Zamane Mein Sabhie Ko
Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana

Chura Lo Tum Khushi Ke Pal
Muqaddar Ke Khazane Se
Bhala Tab Door Hote Hain
Yeh Gham Aansoon Banane Se
Tumhaare Saath Hona Ho Yeh Aalam
Tum Na Ghabrana
Zamane Mein Sabhie Ko
Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana

Sambhal Jaao Sambhal Jaao
Abhi Gir Ke Sambhalna Hai
Utho Vaade Nibhane Hain
Utho Kuch Door Chalna Hain
Chalenge To Manzil Payenge
Tum Na Ghabrana
Zamane Mein Sabhie Ko
Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana
Yahan Har Raat Ki Subhah Hai Hamdam
Tum Na Ghabrana

01 November, 2007

Technorati Profile

Aankhe Mila le (Vadh)

Kamseen Kali Hoon Tu Mujhko Khila De
Haan Apni Botal Se Mujhko Pila De
Kamseen Kali Hoon Tu Mujhko Khila De
Haan Apni Botal Se Mujhko Pila De
Chakh Le Mohabbat Ka Jaam
Tu Mujh Pe Haan Mujh Pe
Tu Mujh Se Aankhen Lada De
Kamseen Kali Hoon Tu Mujhko Khila De
Haan Apni Botal Se Mujhko Pila De
Kamseen Kali Hoon Tu Mujhko Khila De
Haan Apni Botal Se Mujhko Pila De
Chakh Le Mohabbat Ka Jaam
Tu Mujh Pe Haan Mujh Pe
Tu Mujh Se Aankhen Lada De

Chhooke Mujhe Tu Bana Le Apna
Par Mere Dil Ko Sambhale Rakhna
Chhooke Mujhe Tu Bana Le Apna
Par Mere Dil Ko Sambhale Rakhna
Dil Karta Hai Tere Pyaar Mein Pagal
Hoke Tujh Mein Sama Jaaon
Darr Lagta Hai Kahin Pyaar Ki Aandhi
Mein Na Bahek Ke Beh Jaaon
Sun Le Yeh Dil Ka Payaam
Tu Mujh Pe Haan Mujh Pe
Tu Mujh Se Aankhen Lada De

Kar Le Tu Jo Bhi Tujhe Ho Karna
Duniya Ke Nazroon Se Kaisa Darna
Oh Meri Chammak Challo Aa Aa
Kar Le Tu Jo Bhi Tujhe Ho Karna
Duniya Ke Nazroon Se Kaisa Darna
Oud Jadi Hoon Muhje Kis Ki Padi Hai
Jo Mard Hai Muhj Ko Oda Jaaye
Chaahon Koye Yaar Jo Meri Dil Ki Pyaas Buja Paye
Aashiq Hai Aisa Kahaan
Jo Muhj Se Jo Muhj Se
Haan Mujh Se Aankhen Lada Le

Kamseen Kali Hoon Tu Mujhko Khila De
Haan Apni Botal Se Mujhko Pila De
Chakh Le Mohabbat Ka Jaam
Tu Mujh Pe Haan Mujh Pe
Tu Mujh Se Aankhen Lada De
Tu Mujh Se Aankhen Lada De
Tu Mujh Se Aankhen Lada De

Aankhe Bhi Hoti (Haasil)

Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan
Bin Bole Kardeti Hai Hsalat Yeh Pal Mein Bayan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan
Bin Bole Kardeti Hai Hsalat Yeh Pal Mein Bayan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan

Khamoshi Bhi To Pyaar Hai
Rakhti Bahut Yeh Asar Hai
Kab Ishq Hojaye Yaha Dil Ko Kahan Yeh Khabar Hai
Do Din Bhi Yeh Silsile Chup Sake Hai Kahan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan

Hume Neend Aye Na Jab Aankhon Mein
Badhne Lage Bekarari
Shabnam Ko Bhi Chune Se Jab
Mehsoos Ho Chingari
To Aisa Lagta Hai
Ek Hai Zameen Aasmaan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan
Aankhen Bhi Hoti Hai Dil Ki Zubaan
Bin Bole Kardeti Hai Hsalat Yeh Pal Mein Bayan
Bin Bole Kardeti Hai Hsalat Yeh Pal Mein Bayan

Aankhe Band Karke (Aitraz)

Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Udit:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam

Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Udit:
(Tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna
Dil ne mere maana, dilbar tumhein apna) -2
Mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz
Meri chaahton se tum
Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz

Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam


Alka:
(Zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai
Tu meri saason mein, har waqt rehta hai) -2
Mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz
Meri chaahton se tum
Meri chaahton se tum, na karna kabhi aitraaz

Udit:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

Alka:
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi ho…eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam

ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN

--FEMALE--
Chot lage tujhko to dard mujhe hota hai - 2
Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai
(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai
Hota hai, yeh hota hai) - 2
Chot lage tujhko to dard mujhe hota hai
Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai
(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai
Hota hai, yeh hota hai) - 2
(Seva karoon teri din raat main
Sada rahoon bhai tere saath main) - 2
Mere labon pe bas tera naam hai
Main hoon Lakhan tu hi mera Ram hai
Aise aansuon se kyoon palkon ko bighota hai
Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai
(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai
Hota hai, yeh hota hai) - 2

--MALE--
(Aaja yahan, aaja tujhe pyaar doon
Nazar koi lage to utaar doon) - 2
Tere liye bhai meri jaan hai
Tu hi mere jeene ka samaan hai
Neend mujhe aaye jab chain se tu sota hai
Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai
(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai
Hota hai, yeh hota hai) - 2
Chot lage tujhko to dard mujhe hota hai
Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai
(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai
Hota hai, yeh hota hai) - 2

Aankh Milaye Na (MILAN KI RAAT )

Aankh milaaye Na
Muskuraaye Na – 2
Mera yaar bada sharmeela – 2
Door bhi jaaye na
Paas bhi aaye na – 2
Kyon ke pyar bada sharmila
Mera yaar bada Sharmila

Zulfon se ghooghat ka kaam le
Aisa ka kya koyi naam le – 2
Neend churaaye na
chain udhaaye na
hai dildaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila

Honton pe inkaar sa hai
Nazaron mein ikraar sa hai – 2
Saaf bataaye na,
Saaf chhupaaye na – 2
Hai izhaar bada sharmila
Mera yaar bada sharmila

Aankh milaaye na
Muskuraaye Na – 2
Mera yaar bada sharmila
Mera Yaar bada sharmila

Aankh milaate darr lagta hai (RAJA)

--FEMALE--
Oh oh oh oh, oh oh oh, aa aa aa

--MALE--
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye
Kab se sambhaala dil ko maine
Dil yeh kahin na kho jaaye
O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye
(Ishq buri hai cheez, maine maana
Par nahin maane yeh dil deewaana) - 2

--FEMALE--
Dard mile chaahat mein, maine jaana
Hai bada mushkil dil ko samjhaana

--MALE--
Yeh pyaar kahan kab hota hai
Jab hona ho tab hota hai
Yeh koi na jaane, haaye

--FEMALE--
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye
Kab se sambhaala dil ko maine
Dil yeh kahin na kho jaaye
O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4
(Aashiqon ko neend nahin aaye
Har ghadi dilbar ki yaad sataaye) - 2

--MALE--
Pyaar mein doori na sahi jaaye
Beqaraari reh rehke tadpaaye

--FEMALE--
Yeh rog jisse lag jaata hai
Voh jeeta na mar paata hai
Dil kehna na maane, haaye

--MALE--
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye

--FEMALE--
Kab se sambhaala dil ko maine
Dil yeh kahin na kho jaaye
O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 2

--MALE--
O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 2

Aankh Milaaoongi (FIZA)

--FEMALE--
Budtameezi pe hum aa gaye to
Tum shareefon ka phir kya hoga
Hai sheeshe ke ghar tumhaare
Maara patthar to phir kya hoga

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 4

--FEMALE--
Aankh milaaoongi, aankh churaaoongi
Dil dhadkaaoongi, hosh udaaoongi
Ae, sab ko mana loongi, sab ruth gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghunghroo toot gaye to kya - 2

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 4

--FEMALE--
Aankh milaaoongi, aankh churaaoongi
Dil dhadkaaoongi, hosh udaaoongi
Ae, sab ko mana loongi, sab ruth gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghunghroo toot gaye to kya - 2

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 4

--FEMALE--
Kuch mushkil thi meri zara der se aayi hoon
Lekin main mohabbat ke nazaron ne laayi hoon

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 2

--FEMALE--
Kuch mushkil thi meri zara der se aayi hoon
Lekin main mohabbat ke nazaron ne laayi hoon
Dil kaanch ke hote hai, yeh toot gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghoonghroo toot gaye to kya - 2

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 4

--FEMALE--
Maana ke duniya mein har kadam pe dhoka hai
Auron pe nahin lekin mujhe khud pe bharosa hai

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 2

--FEMALE--
Maana ke duniya mein har kadam pe dhoka hai
Auron pe nahin lekin mujhe khud pe bharosa hai
Jo kachche dhaage the, voh toot gaye to kya
Main naachoon bin paayal, ghoonghroo toot gaye to kya - 4

--CHORUS--
Naachoon naachoon, na na na naachoon - 4

Aankh Jabse Hai Ladi (Aa ab laut chalen)

Aa....aa.................aa...
Aaankhe jabse hai ladi, bekarari hai badi
Aaankhe jabse hai ladi, bekarari hai badi
Bada mushkil hai sanam ab intazaar
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Dekhate hi tujhko kho gaya mera karar
Dil mera kahe mai tujhko dekhu bar bar
Dekhu bar bar.....
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Behki behki si lagti hai, gori teri chal ha gori teri chal
Is pagle deewane par na aise dore daal..ho aise dore dal
Ho mohabbat bhare dil mile hai yahan
Rok na banke deewar jaaneja
Mere rang roop pe gazab ka hai nikhar
Jo bhi dekh le kare woh mujh pe jaan nisaar
Mujh pe jaan nisaar....
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Ho ho ho.....aa...aa... ho ho ho.....aa...aa...
Tapta sona bhi sharmayen, aisa mera rang...ho aisa -
mera rang
Har dilwaala jeevan bhar ko chahe mera sang..ho chahemera
sang
Tune pehli nazar me deewana kiya
Neend bhi loot li chain bhi le liya
Sach main bolati hun kar le mera aitbaar
Yeh to musaafir hai, kar na iska intazaar
Iska intazaar...
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar.2
Aaankhe jabse hai ladi, bekarari hai badi
Bada mushkil hai sanam ab intazaar
Yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pyar, yehi hai pya..2

Aanewala Pal Jaane (GOLMAAL)

Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm

Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)

Aane Wala Pal (PLAN)

Aane Waala Pal Wo A Raha Hai
Jaane Waala Pal Ye Ja Raha Hai
Aane Waala Pal Wo A Raha Hai
Jaane Waala Pal Ye Ja Raha Hai

Nai Manzilon Ko Hai Tera Intazaar
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La

Aane Waala Pal Wo A Raha Hai

Maana Abhi Hain Raahon Men
Manzil Hai Lekin Nigaahon Men
Maana Abhi Hain Raahon Men
Manzil Hai Lekin Nigaahon Men
Kal Ke Sapane Hain Aankhon Men
Phool Mahakate Hain Saanson Men
Kahata Hai Dil Kahata Hai Baar-Baar
Kahata Hai Ek Din To Aayegi Bahaar
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La

Apana Iraada To Achchha Hai
Na Jaane Rab Ne Kya Socha Hai
Deewaane Hain Ham Deewaane Hain
Masti Ke Lab Pe Taraane Hain
Dil Jo Kahega Kar Jaayenge
Taaron Ko Ham Tod Laayenge
Kahata Hai Dil Kahata Hai Baar-Baar
Kya Beqaraari Se Lena Mere Yaar
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La

Aane Waala Pal Wo A Raha Hai
Jaane Waala Pal Ye Ja Raha Hai
Aane Waala Pal Wo A Raha Hai
Jaane Waala Pal Ye Ja Raha Hai

Nai Manzilon Ko Hai Tera Intazaar
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La

Aane Waala Kal Ek Sapna (PHIR TERI KAHAANI YAAD AAYI )

(Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye) - 2
Chale aaye, chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Oh, bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi - 2
Ladkhadaaye kadam, chale aaye - 2
Chale aaye, chale aaye
Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Is se pehle ke hum pe hasti raat
Banke naagin jo humko dasti raat
Oh, is se pehle ke hum pe hasti raat
Banke naagin jo humko dasti raat - 2
Leke apna bharam chale aaye - 2
Chale aaye, chale aaye
(Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye) - 2

Aane Se Uske Aaye Bahaar (JEENE KI RAAH)

badi mastani hay meri mehbooba
meri zindigani hay meri mehbooba

iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga
iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon ga
kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri mehbooba, mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba


beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein
ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein batein
mein thoora diwana thoori si diwani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

aaa aa aa aa aa a aa
o oo o o ooo o o ooo

saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga
wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon ga
hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

hmmm hmm hmmm hmmm hmmm
a a a a a a a a aa a
hmmmm hmmm hmm hmm hmm
aa a a a a a a aaa a

Aana Zara Paas To Aa (KHOOBSURAT)

--FEMALE--
Hmm hmm hmm hmm, la la la la
Aa na zara paas to aa
Chhoone to de saansein zara
Haan, aa na zara paas to aa
Chhoone to de saansein zara
Aa, honton se tu honton tale
Shahed bharaa ras tapka
Haan, aa na zara

--MALE--
(Baarishein gun gunaaye to
Khwaahishein jaag jaaye to) - 2
Is paaji dil ko kaise samjhaaye
Tu bhi to kabhi samjha zara

--FEMALE--
Aa na zara paas to aa
Chhoone to de saansein zara
Haan, honton se tu honton tale
Shahed bhara ras tapka
Haan, aa na zara

--MALE--
Eh hey hey, aah haa haa, aah ha, hey hey

--FEMALE--
(Raat bhar soyi bhi nahin
Aaj to royi bhi nahin) - 2
Dil ki shaitaani achhi lagti hai
Tu bhi to naadaan mujhko manaa
Aa na zara paas to aa
Chhoone to de saansein zara
Haan, honton se tu honton tale
Shahed bhara ras tapka
Haan, aa na zara

Aan milo sajna, sajna re (GADAR)

--MALE--
Aah, aah re, aah, aah aah, re
Aan milo sajna, sajna re
Aan milo sajna
Ankhiyon mein na aaye nindiya - 2
Mohe na bhaaye kaajal bindiya
Soona padaa angana, angana - 2
Soona padaa angana re, angana re
Aan milo sajna, sajna re - 2
Aan milo sajna

--FEMALE--
Aah, aah aah, aah aah aah aah, aah aah, aah aah
Aan milo sajna, sajna re - 2
Aan milo sajna
Chanda aaye, taarein aaye - 2
Aane waale saare aaye - 2
Aaye tumhi sang na, sang na, sang na, sang na
Aaye tumhi sang na, sang na - 2
Aan milo sajna, sajna re
Aan milo sajna

--MALE--
Aah, aah aah
Beeti jaaye yunhi umariyaa
Kis rang se main rangoon chunariya - 2
Bhaaye koi rang na
Bhaaye koi rang na, rang na - 2
Bhaaye koi rang na re
Aan milo sajna, sajna - 2
Sajna

--BOTH--
Aan milo sajna

--MALE--
Sajna

--FEMALE--
Saajna

--MALE--
Sajna

--FEMALE--
Saajna

--MALE--
Sajna, sajna

--FEMALE--
(Saajna)

--BOTH--
Aan milo sajna
Aan milo sajna, sajna re
Aan milo sajna, sajna - 2
Aan milo sajna, sajna, sajna re

Aan Milo Aan Milo (DEVDAS )

gi: aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo
aan milo aan milo shyaam saaNvare, bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire
ma: o raadhe khoyee-khoyee phire, o kaanhaa aan milo
both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo

gi: bRindaavan ki galiyon mein tum bin jiyaraa na laage
ma: o.. jiyaraa naa laage
gi: nis din tumhaari baaT dekhe vyaakul nainaa bhaage
ma: vyaakul naina bhaage
gi: ab hii aisii dashaa hai man kii kyaa hovai phir aage re
bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire
ma: o raadhe khoyee-khoyee phire
o kaanhaa aan milo
both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo

gi: aaj na kaahe jamunaa teere murli madhur bajaai
ma: o.. murli madhur bajaai
gi: aaj na kaahe sakhiyaaN ke sang hil-mil raas rachaai
ma: o.. hil-mil raas rachaai
gi: hamaara aaNgan chhoD ke tohe kaun nagariyaa bhaai re
bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire
ma: o raadhe khoyee-khoyee phire
o kaanhaa aan milo
both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo

gi: ajahuN jo na bheje re Mohan taine koi khabariyaa
ma: o..
gi: ajahuN na bheje re Mohan taine koi khabariyaaa
ma: o.. taine koi khabariyaa
gi: ho gayee hai ye bRij ki baalaa ro-ro kar baaNvariyaa
ma: o.. ro-ro kar baaNvariyaa
gi: dheer bandhaa jaa, dheer bandhaa jaa mukh dikhlaa jaa naT naagar saaNvariyaa re
bRij mein akeli raadhe khoyee-khoyee phire
ma: o raadhe khoyee-khoyee phire
o kaanhaa aan milo
both: o.. aan milo aan milo shyaam saaNvare, aan milo

Aamdani Atthanni (AAMDANI ATTHANI KHARCHA RUPAIYA )

Duniya Ye Gol Hai Andar Se Pol Hai
Rupiye Ka Mol Hai Baki Sab Jhol Hai
Income Ho Anda To Patni Mare Danda
Jeevan Ki Gaadi Bhawar Mein Hai
Bada Problem Hai Bhaiyya
Kyon Ki Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Hai Yahi Sab Ki Tension Life Lambi Chhoti Pension
Ab Kaise Guzara Ho Bhaiya - Yehi Problem Hai All India
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Hai Yahi Sab Ki Tension Life Lambi Chhoti Pension
Ab Kaise Guzara Ho Bhaiya - Yehi Problem Hai All India
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya

Pehli Taarik Jab Aati Hai To Biryani Pak Jati Hai
Gyaara Tarik Jab Aati Hai Achar Ki Naubat Aa Jati Hai
Mehengaayi Ne Sab Ko Mara Band Baji Khushiyon Ki
Lendaar Ki Line Lage Hai Maar Pade Baniyon Ki
Haay Maar Pade Baniyon Ki
Hai Yahi Sab Ki Tension Life Lambi Chhoti Pension
Ab Kaise Guzara Ho Bhaiya - Aare Bahut Mushkil Hai Bhaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya

Biwi Maange Jab Bhi Saadi Miya Bole I Am Sorry
Chhodo Shopping Chhodo Theater Kaam Chalo TV Dekh Kar
Tata Birla Ke Ghar Dena Agla Janam Hume Tu
Yehi Maangna Chahe Agar Mil Jaye Brahma Vishnu
Haan Mil Jaye Brahma Vishnu
Ab Kaise Guzara Ho Bhaiya - Aare Bahut Mushkil Hai Bhaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya

Bhooka Rehna Jab Padta Hai Bhagwan Ka Galla Yaad Aata Hai
Thode Jo Galla Chiller Milti Hai Chahiye Bhi Jis Mein Nahi Banti Hai
Middle Class Ki Kadak Hai Istri Per Khisa Hai Kahli
Bees Se Leke Tees Ke Din Woh Khaali Bajaye Taali
Haay Khaali Bajaye Taali
Hai Yahi Sab Ki Tension Life Lambi Chhoti Pension
Ab Kaise Guzara Ho Bhaiya - Chal Nikal Le Bhaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Hai Yahi Sab Ki Tension Life Lambi Chhoti Pension
Ab Kaise Guzara Ho Bhaiya - Aare Bahut Mushkil Hai Bhaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya
Aamdani Atthanni Kharcha Rupaiya

aala re aala govinda aala (VAASTAV)

tujhaa gharaat naahiin paanii ghaaghar utaanii re gopaalaa
are govindaa re gopaalaa govindaa re gopaalaa
yashode chaa kaanyaavaaDaa yashode chaa kaanyaavaaDaa

are Tolii banaa ke nikale gvaale karane ko huDadang
govindaa ke din sab ho gaye hain govindaa ke sang are samajhe
har taraf hai ye shor he aayaa gokul kaa chor
aaj ham log mastii karegaa
kahiin maTakii toDe kahiin nainaa jode
aaj gadabad ghotaalaa chalegaa
har taraf hai ye shor ...

aalaa re aalaa govindaa aalaa he
chhat ke uupar khadii dekhanaa phulajhadii
ham karenge koii chhedakhaanii
o ham chale jhuumane aasamaan chuumane
aaj mastii mein hai zindagaanii
haan de do duaaen maan jii maarenge ham to baajii
dushman zamaanaa jalegaa
har taraf hai ye shor ...

dagaduu maamaa dagaduu maamaa petii vaazav maamaa petii vaazav
don konbadyaa deiin naahiitar pathavuun sodav
is galii us galii baat apanii chalii ho gayaa apanaa hii bolabaalaa re ha haa
ho gayaa apanaa hii bolabaalaa
ho josh mein hosh kaa doston kaam kyaa
hamase Takkar na le koii saalaa
ham sab hain dil ke raaje apanaa hii Dankaa baaje
apanaa hii sikkaa chalegaa
har taraf hai ye shor ...

bilkul chalegaa
aalaa re aalaa govindaa aalaa

Aakhon Hi Aakhon main (CID)

aakhon hee aakhon mein ishaaraa ho gayaa
baithhe baithhe jeene kaa sahaaraa ho gayaa

gaate ho geet kyo, dil pe kyo haath hai
khoye ho kis liye, ayesee kyaa baat hai
ye haal kab se tumhaaraa ho gayaa

chalate ho zoom ke, badalee hain chaal bhee
naino mein rang hai, bikhare hain baal bhee
kis dilarubaa kaa najaaraa ho gayaa

apanaa wo jor hai, apanaa wo shor hai
hum ko hain sab pataa, dil mein jo chor hai
ye chor kaise gawaaraa ho gayaa

kaisaa ye pyaar hai, kaisaa ye naaj hai
hum bhee to kuchh sune, hum se kyaa raaj hai
achchhaa to ye dil humaaraa ho gayaa

Aakhir Tumhe Aana Hai (YALGAAR)

*Speaks*
u: ai meri hamraaz mujhko thaam le
zindagi se bhaag kar aayaa hooN
sa: baarish ho rahi hai
ye baarish na hoti, to bhi na aati

u: aakhir tumhen aanaa hai.., zaraa der lagegi -2
baarish kaa bahaanaa hai, zaraa der lagegi
aakhir tumhen aanaa hai.., zaraa der lagegi

*Speaks*
u: jaaneman aa jaao
tumhen apnaa samajh kar koi aavaaz de rahaa hai
sa: tumne mujhe apnaa samjhaa hi kab
tum to mujhe dushman samajhte ho

u: tum hote jo dushman, to koi baat hi kyaa thi -2
( apnoN ko ) -2 manaanaa hai zaraa der lagegi
apnoN ko manaanaa hai zaraa der lagegi

*Speaks*
u: meri jaan mere dard-e-mohabbat kaa kuchh Khayaal karo
sa: sab kuchh bhulaa dooN, ye dard-e-mohabbat bhi miTaa dooN

u: ham dard mohabbat kaa, miTaa sakte hain lekin -2
( ye rog ) -2 puraanaa hai, zaraa der lagegi
ye rog puraanaa hai, zaraa der lagegi

*Speaks*
sa: ye romaani andaaz chhoDo, jo kahnaa hai vo kah Daalo

u: ye baat nahin vo ke, main aate hi sunaa dooN -2
seene se, haay, ( seene se lagaanaa hai zaraa der lagegi ) -2
baarish kaa bahaanaa hai, zaraa der lagegi
aakhir tumhen aanaa hai.., zaraa der lagegi -2
o zaraa der lagegi -2
zaraa der lagegi -2
o zaraa der lagegi -2

Aakh Jo Tujhse (Akhiyon Se Goli Mare)

Darr Darr Ke Nahin Jeena Nahin Jeena Yaaro
Mar Mar Ke Nahin Jeena Nahin Jeena Yaara
Meri Akkhh Jo Tujhse Lad Gayi Re Lad Gayi Re Lad Gayi Re
Meri Akkhh Jo Tujhse Lad Gayi Re Lad Gayi Re Lad Gayi Re
Mere Dil Ki Dhadkan Badh Gayi Re Badh Gayi Re Badh Gayi Re
Bol Deewani Aise Main Dil Kyon Nahin Dolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Meri Akkhh Jo Tujhse Lad Gayi Re Lad Gayi Re Lad Gayi Re
Mere Dil Ki Dhadkan Badh Gayi Re Badh Gayi Re Badh Gayi Re
Bol Deewani Aise Main Dil Kyon Nahin Dolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega

Log Jaane Kyon Humse Jalte Hai
Chal Kahin Door Door Door Bhaag Chalte Hai
Oh Pyaar Karna Hai To Phir Kya Darrna Hai
Saath Jeena Hai Saath Marna Hai
Yeh Ishq Ka Pakka Bandhan Hai Koyi Kaise Todega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega

Main Hoon Tera Yeh Mera Vaada Hai
Mere Dil Ka Yehi Yehi Yehi To Iraada Hai
Main Hoon Tera Yeh Mera Vaada Hai
Mere Dil Ka Yehi Yehi Yehi To Iraada Hai
In Saari Rasmo Ko Mil Ke Todenge
Pyar Karna Kabhi Na Chodenge
Jo Deewana Hai Pyaar Ka Khel To Khelega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Meri Akkhh Jo Tujhse Lad Gayi Re Lad Gayi Re Lad Gayi Re
Mere Dil Ki Dhadkan Badh Gayi Re Badh Gayi Re Badh Gayi Re
Bol Deewani Aise Main Dil Kyon Nahin Dolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega
Yeh Ishq Ka Jaadoo Hai Sar Chad Kar Bolega

Aake Seedhi Lagi (HALF TICKET )

Female: aake seedhi lagi dil pe jaise kaTariyaa o saaNwariyaa oye
aaake seedhi lagi dil pe jaise kaTariyaa o saaNwariyaa oye hoye
o teri tirchhi najariyaa aa
Male: le gayee meraa dil teri julmi najariyaa o gujariyaa oye
le gayee meraa dil teri julmi najariyaa o gujariyaa oye hoye hoye
o jaane saari nagariyaa
Female: aake seedhi lagi dil pe jaise kaTariyaa o saaNwariyaa

Female: meri gali aate ho kyuN baar baar
chheD chheD jaate ho kyuN dil ke taar
o saiyaaN o saiyaaN o saiyaaN paDuN tore paiyaaN
meri gali aate ho kyuN baar baar
chheD chheD jaate ho kyuN dil ke taar
Male: kyaa main karuN gori mujhe tujhse hai pyaar
jo na tujhe dekhuN na aaye qaraar
o gori o gori o gori baD ke buDhan Teer vi Takkar
kyaa main karuN gori mujhe tujhse hai pyaar
jo na tujhe dekhuN na aaye qaraar
Female: haTo jaao naa banaao
haTo jaao haay haay na banaao haay haay haay
naTkhaT rangeele saaNwariyaa
aake seedhi lagi dil pe jaise kaTariyaa o saaNwariyaa
haay haay
Male: le gayee meraa dil teri julmi najariyaa o gujariyaa

Female: peechhe peechhe aate ho kyuN dil ke chor
maan jaao varnaa machaa dooNgi shor
bachaao o muai o murge o kauve
peechhe peechhe aate ho kyuN dil ke chor
maan jaao varnaa machaa dooNgi shor
Male: pahle to baaNdhi nigaahon ki Dor
ab hamse kahti ho chal peechhaa chhoD
o gori o naTkhaT o khaTpaT o panghaT o jhaTpaT
pahle to baaNdhi nigaahon ki Dor
ab hamse kahti ho chal peechhaa chhoD
Female: tore nainaa o meeThe bainaa
o tore nainaa haay haay meeThe bainaa oye hoye
mujhko banaa gaye baaNwariyaa
aake seedhi lagi dil pe jaise kaTariyaa o saaNwariyaa
oye hoye o teri tirchhi najariyaa
Male: le gayee meraa dil teri julmi najariyaa o gujariyaa
oye hoye o jaane saari nagariyaa
Female: aake seedhi lagi dil pe jaise kaTariyaa o saaNwariyaa
(Male: o gujariyaa
Female: o saaNwariyaa) -2

Aake Meri Jaan (Mirja Galib )

aa, ki meree jaan ko qaraar naheen hai
taaqat-e-bedaad-e-intazaar naheen hai

dete hain jannat hayaat-e-dahar ke badle
nashsha ba_andaaza-e-KHummaar naheen hai

giriya nikaale hai teree bazm se mujh ko
haay ! ki roone pe iKHtiyaar naheen hai

hamse abas hai gumaan-e-ranjish-e-khaatir
Khaak meih ushshaaq kee Ghubaar naheen hai

dil se uThaa lutf-e-jalva haay ma'aneeghair-e-gul aainaa-e-bahaar naheen hai

qatl ka mere kiya hai ahad to baare
waae ! akhar ahad ustuwaar naheen hai

toone qasam mai_kashee kee khaaee hai 'ghalib'
teree qasam ka kuchch 'eitbaar naheen hai !

Aaja Ve Saajan (MAINE DIL TUJHKO DIYA )

Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Taaro Se Teri Mang Sajegi Meri Behna Dulhan Banegi
Mujhko Pata Hai Woh Aayega Teri Doli Le Jaaegya
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Pheeka Na Pad Jaaye Mehndi Ka Rang
Itni Kahin Der Ho Jaaye Na
Jis Pyaar Pe Hum Ko Yakin Hai
Us Pyaar Ki Haar Ho Jaaye Na
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Aaja Ve Maahi Ve Soniya (FIDA)

Ek main hoon, ek tu hai
Chaahatein hain, aarzoo hai
Aashiqui bhi ab shuru hai
Aaja ve maahi ve soniya

Ek main hoon, ek tu hai
Chaahatein hain, aarzoo hai
Aashiqui bhi ab shuru hai
Aaja ve maahi ve soneya

Jaaniya kya kiya
Dil tujhe de diya
Jaaniya kya kiya

Dil tujhe de diya
Aankhon hi aankhon mein
Baaton hi baaton mein tune churaaya jiya

Aaja ve maahi let's do balle balle - 4

Ek main hoon
Ek tu hai
Chaahatein hain
Aarzoo hai
Aashiqui bhi
Ab shuru hai

Aaja ve maahi ve soneya

You and me we'll get it all right
Just you and me gettin on tonight

Only me only you, yo girl you know I'm in love with you
When I see you pass and I see you there
You know I gotta gotta gotta stop and stare
You know I gotta gotta be everywhere
You know I gotta gotta lotta love to share
You and me yo baby girl it's true
Yeah, I'm in love with you

Aaja ve maahi let's do balle balle - 4

Main tere pyaar mein kho gayi is kadar
Ho gayi ho gayi sab se main bekhabar
Dumroo jo bajta hai aashiq tadapta hai
Chhaa jaata hai ek nasha

Aaja ve maahi let's do balle balle - 4

Ek main hoon
Ek tu hai
Chaahatein hain
Aarzoo hai
Aashiqui bhi
Ab shuru hai
Aaja ve maahi ve soneya

Aaja ve maahi let's do balle balle - 4

Dhadkanein tez hain, ishq bhi hai jawaan
Tujhpe hoon main fida jaane jaan
Sapnon ki raani tu dil ki kahaani tu
Love mein hai aaye maza

Aaja ve maahi let's do balle balle - 4

Ek main hoon
Ek tu hai
Chaahatein hain
Aarzoo hai
Aashiqui bhi
Ab shuru hai

Aaja ve maahi ve soneya

Jaaniya kya kiya

Dil tujhe de diya
Aankhon hi aankhon mein
Baaton hi baaton mein tune churaaya jiya

Aaja ve maahi let's do balle balle - 8

Aaja Tujhko Pukare (Neel Kamal)

aaaa aaja aaja aaaja
aaaaaaaa aaja aaaja aaja

tujh ko pukarey mera piyaar hoo ho oo o
tujh ko pukarey mera pyaar
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

aakhri pal hein aakhri aahein tujhey dhoond rahi hein
doobti saansein bhujhti nigahein tujhey dhoond rahi hein
saamne aaja aik baar hoooo
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

doono jahan ki bhent charha di mein ney chah mein teri
apney badan ki khaak mila di mein nay raah mein teri
ab to chali aa iss paar hoooooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

itney ugoon tak itney dukhoon ko koi seh na sakey ga
teri qasam mujhey tu hay kisi koi keh na sakey gaa
mujh se hay teri iqraaar hooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

teri nazar ki oos parey to bujhey piyaas milan ki
terey badan ki oot mitey to rahey laaj lagan ki
mil jaaye chain qaarar haeyy
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

tujh ko pukare mera pyaar

Aaja Tujhe Afsana (MIRZA SAHIBAAN)

aa jaa tujhe afsaanaa judaai kaa sunaayen
jo dil pe guzarti hai vo aaNkho se bataayen

o jaane waale unko ye paiGhaam sunaanaa
duniyaa ki tarah vo bhi mujhe bhool na jaayen

ab un se yahi kahti hai roti huyee aaNkhen
yaa maut ko vo bhej den yaa Khud chale aayen

puchhe vo meraa haal to kahnaa unhen ro kar
jeete hain magar karte hain marne ki duvaayen

Aaja Tujeh Ko Pukaare (NEEL KAMAL)

aa jaa tujhe afsaanaa judaai kaa sunaayen
jo dil pe guzarti hai vo aaNkho se bataayen

o jaane waale unko ye paiGhaam sunaanaa
duniyaa ki tarah vo bhi mujhe bhool na jaayen

ab un se yahi kahti hai roti huyee aaNkhen
yaa maut ko vo bhej den yaa Khud chale aayen

puchhe vo meraa haal to kahnaa unhen ro kar
jeete hain magar karte hain marne ki duvaayen

Aaja Soniye (MUJHSE SHAADI KAROGI)

Sonu:
Dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
Pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye

Alka Yagnik:
Main bhi beqaraar hoon, tu bhi beqaraar hai
Tera intezaar hai, tera intezaar hai

Sonu:
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
Dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
Jalwa tera jalwa jaise toofaan hai jaana
Arre jalwa tera jalwa jaise toofaan hai jaana

Alka Yagnik:
Chehra tera chehra meri pehchaan hai jaana

Sonu
Ankhiyon se ankhiyaan lada le
Meri ankhiyon se ankhiyaan lada le

Alka Yagnik:
Mujhko tu apna bana le, mujhko tu apna bana le

Sonu
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
O dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
Mujhpe haan mujhpe kuch to ehsaan hai tera
Arre mujhpe haan mujhpe kuch to ehsaan hai tera

Alka Yagnik:
Sapna mera sapna tu hi armaan hai mera

Sonu:
Likh de prem kahaani o rani
Likh de prem kahaani

Alka Yagnik:
Kar de prem deewaani o jaani
Kar de prem deewaani

Sonu:
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
O dil maangta hai dil dil dil maangta hai
Dil maangta hai dildaar soniye tu aaja soniye
O pyaar ka kar le kar le kar le kar le
Pyaar ka kar le qaraar soniye tu aaja soniye
(Aaja soniye, aaja soniye
Hoye aaja soniye, soniye soniye aaja soniye) - 2

Aaja Sam Hone Aae (Maine Pyar Kiya )

Aaja shaam hone aayi
Mausam ne li angdaai
Aaja shaam hone aayi
Mausam ne li angdaai
To kis baat ki hai ladaai
Tu chal main aayi
Tu chal main aayi

Aaja shaam hone aayi
Mausam ne li angdaai
To kis baat ki hai ladaai
Tu chal main aayi
No no
Tu chal main aayi

Baja kya hai dekho zara tum ghadi
Guzar jaaye na prem ki ye ghadi
Baja kya hai dekho zara tum ghadi
Guzar jaaye na prem ki ye ghadi
Aati hoon thoda sa dheeraj dharo
Laga doongi main prem ki phir jhadi
Utni hi door hai tu jitni kareeb hai
Tere mere pyaar ka kissa ajeeb hai
Dhat tere ki
Ab to jaan pe ban aayi
Ye hai pyaar ki gehraai
Ab to jaan pe ban aayi
Ye hai pyaar ki gehraai
To kis baat ki hai ladaai
Tu chal main aayi
My God
Tu chal main aayi
Come soon yaar

Bahut ho chuki hai teri dillagi
Chali aao ab shaam dhalne lagi
Hey bahut ho chuki hai teri dillagi
Chali aao ab shaam dhalne lagi
Mere dil mein kitni umangein bhari
Tumhein main batati hoon aakar abhi
Haan ha mera jaadu chal gaya tera chehra khil gaya
Peechhe peechhe main chali aage aage tu chala
Dhat tere ki
To kar do sabko tum goodbye
Maine pyaar kiya main aayi
Kar do sabko tum goodbye
Maine pyaar kiya main aayi
To kis baat ki hai ladaai
Tu chal main aayi
Make it fast
Tu chal main aayi
Oh come on.

Aaja sanam madhur chandni mein hum (CHORI CHORI) (OLD)

Aaja sanam madhur chandni mein hum
Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman