Showing posts with label Udit Narayan. Show all posts
Showing posts with label Udit Narayan. Show all posts

03 May, 2008

Baant Raha Tha Jab Khuda(Bade dil wala)

Album / Movie
BADE DIL WALA
Singers
Udit narayan,shankar mahadevan,alka yagnik
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Maein Kyun Daaman Ko Faylaaun, Maein Kyun Koi Dua Maangun
Tujhe Jab Pa Liya Maine, Khuda Se Aur Kya Maangun
Baantt Raha Tha Jab Khuda, Saare Jahan Ki Naematein
Apne Khuda Se Maang Li Maine Teri Wafa Sanam

Meri Wafa Ki Saaz Mein, Goonj Rahi Hai Laey Teri
Maein Bhi Hoon Teri Jaanejaan, Wafa Bhi Hai Teri
Tu Hi Jo Mil Gaya Mujhe, Chaahiye Aur Kya Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Kaash Maein Apni Zindag,I Pyar Mein Yoon Guzaar Doon
Waqt Padhe To Dil Ke Saath, Jaan Bhi Apni Vaar Doon
Shayad Isi Tarah Se Ho, Pyar Ka Haq Ada Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Log Yahan Tere Mere, Pyar Ko Aazmayenge
Tujhko Alag Satayenge, Mujhko Alag Rulayenge
Apna Magar Hai Faisla, Honge Na Hum Juda Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Poet Version
??

Composer Version
??

Ek Ladki Ki (MERE YAAR KI SHAADI HAI)

Album / Movie
MERE YAAR KI SAADI HAI
Singers
UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan

Hai Khafa To Khafa Phir Khud Hi Woh Maan Bhi Jaati Hai
Laati Hai Hoton Pe Muskaan Woh
Chup Hai To Chup Hai Woh
Phir Khud Hi Woh Gun Gunaati Hai Gaati Hai Meethi Meethi Gyan Woh
Kaise Kahoon Kaisi Hai Woh Bas Apne Hi Jaisi Hai Woh
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan

Aaj Kal Har Woh Pal Beeta Jo Tha Uske Saath Mein
Kya Kahoon Khwaabon Mein Aata Hai Kyon
Yaad Jo Aaye To Use Bichadne Ki Woh Gadi
Kya Kahoon Dil Toot Sa Jaata Hai Kyon
Ab Main Kahin Woh Hai Kahin Par Hai Aye Hum Nasheen
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Woh Pagli Hai Sab Se Juda
Har Pal Nayi Uski Ada
Phool Barse Log Tarse Jaaye Woh Ladki Jahan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan
Ek Ladki Ki Tumhe Kya Sunaao Daastaan

Poet Version
??

Composer Version
??

Ek Ladki Jiski Aankhen (CHAMPION)

Album / Movie
CHAMPION
Singers
UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK, PRASHANT
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagta Hoon Oh Oh O
Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagta Hoon Oh Oh O
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Koi Bataye Kaise Pagli Ko Samjau Oh Oh O
Ek Ladka Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achchi Lagti Hoon Oh Oh O
Ek Ladka Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achchi Lagti Hoon Oh Oh O
Samajh Na Paaye Kyon Ek Ladki Sharmati Hai
Samajh Na Paaye Kyon Ek Ladki Sharmati Hai
Koi Bataye Kaise Pagle Ko Samjau Oh Oh O

Woh Ladki Kya Jaane Kyun Itni Ziddi Hain
Us Ladke Ne Baat Shayad Aisi Ki Hain
Us Ladki Ki Naak Pe Gussa Kyon Baitha Hai
Woh Ladka Bhi Baat Pe Apni Kyon Aitha Hai
Tang Aake Main Kisi Kuve Mein Kud Na Jaaon
Tang Aake Main Kisi Kuve Mein Kud Na Jaaon
Koi Bataye Pagle Ko Kaise Samjau Oh Oh O

Us Ladke Aakhir Khudko Kya Samjha Hai
Us Ladkiko Samjhao Ladka Achcha Hai
Us Ladke Jaise Milte Hain Jaane Kitne
Us Ladki Se Kaho Ke Nakhre Kare Na Itne
Uski Soorat Aaine Mein Use Dikhao
Uski Soorat Aaine Mein Use Dikhao
Koi Bataye Kaise Pagli Ko Samjau Oh Oh O
Ek Ladki Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achchi Lagti Hoon Oh Oh O
Ek Ladka Jiski Aankhen Yeh Kehti Hai
Main Usko Achcha Lagti Hoon Oh Oh O
Samajh Na Paaye Kyon Ek Ladki Sharmati Hai
Pyar Ki Baato Se Jaane Kyon Gabhraati Hain
Koi Bataye Pagle Ko Kaise Samjau Oh Oh O

Poet Version
??

Composer Version
??

Ek Ladki Bas Gayi (JAAL - THE TRAP)

Album / Movie
JAAL - THE TRAP
Singers
UDIT NARAYAN, SASWATI PHUKAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Ek ladki bas gayi mere mann mein - 2
Jaan base jaise dhadkan mein
Oye oye oye ek ladki bas gayi mere mann mein
Jaan base jaise dhadkan mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Ek ladki bas gayi mere mann mein
Jaan base jaise dhadkan mein

Har taraf mujhko vohi voh nazar aaye - 2
Dil ko chain na aaye, aankhon mein neend na aaye - 2
Phool khile mann ke madhuban mein - 2
Ek ladki bas gayi mere mann mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Hey hey, eh, hey
Raat hai zulfein, chehra yun savera ho - 2
Lagta hai jaise chaand ko baadalon ne ghera ho - 2
Dil de baitha main ek pal mein - 2
Ek ladki bas gayi mere mann mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Dekhkar usko kho gaya main khwaabon mein - 2
Rakha hai usko dil mein yun jaise phool kitaabon mein - 2
Jaadu hai uske yauvan mein - 2
Ek ladki bas gayi mere mann mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana
Ho ho ho ho ho ho ho, ho ho ho ho ho ho ho

Ek ladki bas gayi mere mann mein
Jaan base jaise dhadkan mein
Kar gayi mujhko voh deewaana - 2
Aankhen uski hain maikhaana

Ek ladki bas gayi mere mann mein

Poet Version
??

Composer Version
??

Ek Kunwaara (MASTI)

Album / Movie
MASTI
Singers
UDIT NARAYAN, ABHIJEET
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Hey hey hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey hey hey hey hey hey

Ek kunwaara, phir gaya maara
Phas gaya dekho, ye bechaara
Ek kunwaara, phir gaya maara
Phas gaya dekho, ye bechaara
Do din ki hai ye chaandni
Phir kaari kaari raat hai
Tu maan jaa dulhe raaja
(Tak ser khaaji, tak ser khaaja
Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2
Ek kunwaara, phir gaya maara
Phas gaya dekho
Ye bechaara..!

Ankhiyon ke pinjre mein bandh karke
Le gayi jo tujhko pasand karke
Soni soni meethhi baatein chand karke
Kismat apni buland karke
Hey hey hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey hey hey hey hey hey
Ankhiyon ke pinjre mein bandh karke
Le gayi jo tujhko pasand karke
Soni soni meethhi baatein chand karke
Kismat apni buland karke
Sach kya hai zara jaan le
Us chehre ko pehchaan le
Unki galiyan mein na jaa
(Tak ser khaaji, tak ser khaaja
Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2
Ek kunwaara, phir gaya maara

Aaj hasle tu kal rona padega
Sukh chain tujhe sab khona padega
Jab woh kahegi uthh jaayega tu
Jab woh kahegi tujhe sona padega
Hey hey hey hey hey hey hey
Hey hey hey hey hey hey hey hey hey
Hey.. aaj hasle tu kal rona padega
Sukh chain tujhe sab khona padega
Jab woh kahegi uthh jaayega tu
Jab woh kahegi tujhe sona padega
Karni hongi ghulaamiyaan
Teri hongi salaamiyaan
Aa laut ke bandhu aaja
(Tak ser khaaji, tak ser khaaja
Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2
Ek kunwaara
Phir gaya maara
Phas gaya dekho, ye bechaara
Do din ki hai ye chaandni
Phir kaari kaari raat hai
Tu maan jaa dulhe raaja
(Tak ser khaaji, tak ser khaaja
Kal teri shaadi tera baj gaya baaja) -2

Poet Version
??

Composer Version
??

Ek Dilruba Hai (BEWAFAA)

Album / Movie
BEWAFAA
Singers
UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Mera dil jis dil pe phida hai - 2
ek dilruba hai 2
ha dilruba hai
ek dilruba hai
meri ulfat meri wafa hai -2
woh dilruba hai - 2
ha dilruba hai
woh dilruba hai
mera dil jis dil pe phida hai 2
ek dilruba hai 2
ha dilruba hai
ek dilruba hai..

ji karta hai teri julfo se khelu
ji karta hai tujhe bahon mein le lu
ji karta hai teri julfo se khelu
ji karta hai tujhe bahon mein le
ji karta hai teri ankhon ko chumu
ji karta hai tere ishq main jhumu

dil karta hai tera sapna sajalu
dil karta hai tujhe apna banalu
dil karta hai tujhe dil main chupalu
dil karta hai tujhe tujhse churalu
sabse dilkash jiski ada hai -2
ek dilruba hai -2
ha dilruba hai
ek dilruba hai

mera dil jis dil pe phida hai -2
ek dilruba hai -2
ha dilruba hai
ek dilruba hai
hai.....

maine sanam tujhe pyaar kiya hai
sirf tera intezaar kiya hai
maine sanam tujhe pyaar kiya hai
sirf tera intezaar kiya hai
mujhse nigahein kahin pher na lena
maine to tera aaitbaar kiya hai

hai tere khayaalo main khoya rahoonga
tere liye har dard sahoonga
mere liye tujhe bheja hai rab ne
saare jamaane se main yeh kahoonga
ho... jiska jaadoo mujhpe chala hai -2
woh dilruba hai - 2
ha dilruba hai
woh dilruba hai

mera dil jis dil pe phida hai - 2
ek dilruba hai 2
ha dilruba hai
ek dilruba hai
meri ulfat meri wafa hai -2
woh dilruba hai - 2
ha dilruba hai
woh dilruba hai

beautiful beatiful
you are so beautiful
ja..anam

Poet Version
??

Composer Version
??

02 May, 2008

Gungunaati Hai (KHWAHISH)

Album / Movie
KHWAHISH
Singers
ASHA BHOSLE, UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Gungunati Hai Dil Ki Dhadkan To Gungunati Kyon Hai
Muskurati Hai Zindagi Yeh To Muskurati Kyon Hai
Thodi Khushi Hai To Kya Thoda Darr Bhi Hai
Madhosh Main Hoon Lekin Itni Khabar Bhi Hai
Kuch To Hai Dil Ki Chaahat Kuch To Hai Aarzoo
Kuch To Hai Dil Ki Khwahish Kuch To Hai Justajoo
Zubaan Saath Deti Nahin Garasta Hai Lab Mere
Kahoon To Main Kaise Kahoon Ude Hosh Kab Mere
Masmasti Hai Rooh Dil Mein To Masmasti Kyon Hai

Jism Se Baras Rahi Aaj Khushboo Koi
Rang Se Uda Raha Dil Mein Harsoo Koi
Jaane Kis Mod Par Yeh Kadam Chal Pade
Bujhte Bujhte Kahin Sholay Se Jal Pade
Yeh Bahar Yeh Fiza Yeh Sama Yeh Nazare
Badle Badle Se Aaj Kyon Lagte Hai Saare
Pehle Bhi Hum Mila Karte The Yeh Mulakaat Aur Hai
Aaj Ki Baat Chodo Aaj To Baat Kuch Aur Hai
Gudguda Ti Hai Rut Yeh Dekho To Gudgudati Kyon Hai

Tu Ne Chu Liya Mujhe To Aisa Kyon Laga
Jaise Dil Mein Le Raha Ho Koi Chutkiyan
Tu Ne Kis Nigaah Se Dekha Hai Mujhe
Gir Padi Hai Dil Pe Mere Kitni Bijliyan
Yeh Nasha Ek Naya Dard Sa Laya Hai
Behka Behka Hoon Mein Jaadoo Sa Chaaya Hai
Yeh Kaisi Bekhudi Mere Dil Ko Aazma Rahi Hai
Aazmati Hai Bekhudi To Aazmati Kyon Hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Ghunghte Mein Chanda (KOYLA)

Album / Movie
LOYLA
Singers
UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala
Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala

Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala

Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Are, Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala...

Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm...

Aaj Sundarta Dulhan Bani Hai
Koi Kismat Ka Kitna Dhani Hai
Aaj Sundarta Dulhan Bani Hai
Koi Kismat Ka Kitna Dhani Hai
Muh Diklayee Ki Khaatir
Dil Kya Jaan Bhi Hai Haazir

Muh Diklayee Ki Khaatir
Dil Kya Jaan Bhi Hai Haazir

Badalon Ko Moor Dekhein
Chand Ko Chakor Dekhein
Tujhko Naseebon Waala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Hey, Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala

Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Are, Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala...

Paas Tu Door Tak Hain Nazaarein
Mil Rahe Hain Dilon Ko Sahare
Paas Tu Door Tak Hain Nazaarein
Mil Rahe Hain Dilon Ko Sahare

Le Ke Baharein Tu Aayee
Door Hui Hai Tanhai

Le Ke Baharein Tu Aayee
Door Hui Hai Tanhai

Ghar Ko Sanwaar De Ga
Dil Ko Qarar De Ga
Roop Ye Tera Nirala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Hey, Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala

Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Are, Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala...

Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala

Poet Version
??

Composer Version
??

Ghanan Ghanan (LAGAAN )

Album / Movie
LAGAAN
Singers
UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK, SUKHWINDER SINGH,
SHANKAR MAHADEVAN, SHAAN, AND KISHORI GOWARIKER
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--CHORUS--
Ghanan ghanan ghanan - 11
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke

--MALE--
Mann dhadkaaye badarwa - 2

--FEMALE--
Mann mann dhadkaaye badarwa
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

--MALE--
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao
Megha chhaaye, barkha laaye

--FEMALE--
Ghir ghir aaye, ghirke aaye
Kahe yeh mann machal machal
Na yun chal sambhal sambhal

--MALE--
Gaye din badal, tu ghar se nikal

--BOTH--
Barasne waala hai ab amrit jal

--MALE--
Duvidha ke din beet gaye
Bhaiya malhaar sunaao

--CHORUS--
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Mann dhadkaaye badarwa - 2
Mann mann dhadkaaye badarwa

--MALE--
Ras agar barsega, kaun phir tarsega
Koyaliya gaayegi baithi mundero par
Jo panchhi gaayenge, naye din aayenge
Ujaale muskuraa denge andhero par
Prem ki barkha mein bheege bheege tan mann
Dharti pe dekhenge paani ka darpan

--FEMALE--
Jayiyo tum jahan jahan

--MALE--
Dekhiyo vahan vahan

--FEMALE--
Yahin ek samaa

--MALE--
Ki dharti yahan

--BOTH--
Hai pehne saat rangon ki chunariyaan

--CHORUS--
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Mann dhadkaaye badarwa - 2
Mann mann dhadkaaye badarwa

--FEMALE--
Pedon par jhoole daalo, aur oonchi peng badhaao

--MALE--
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

--CHORUS--
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

--MALE--
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao

--CHORUS--
Hey eh eh eh, hm mm mm mm
Mm mm mm mm, oh oh oh oh

--MALE--
Aayi hai raat matwaali, bichhaane hariyali
Yeh apne sang mein laayi hai saawan ko
Yeh bijuri ki paayal, yeh baadal ka aanchal
Sajaane laayi hai dharti ki dulhan ko

--FEMALE--
Daali daali pehnegi phoolon ke kangan
Sukh ab barsega aangan aangan

--MALE--
Khilegi ab kali kali, hansengi ab gali gali

--FEMALE--
Hawa jo chali to rut lagi bhali

--MALE--
Jalaa de jo tan mann voh dhoop dhali

--CHORUS--
Ghanan ghanan ghanan - 2

--MALE--
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao

--CHORUS--
Paani to barsaao

--MALE--
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao

--CHORUS--
Boondon ke baan chalaao
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho
Ghanan ghanan ghanan - 8

Poet Version
??

Composer Version
??

Gham Hai Kyoon (HAMARA DIL AAPKE PAAS HAI )

Album / Movie
HAMARA DIL AAPKE PAAS HAIN
Singers
UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Ho ho, ho ho
Gham hai kyoon, har khushi kam hai kyoon, yeh bata
Har ghadi aankh bhi nam hai kyoon, yeh bata
Tune kis jurm ki paayi yeh saza, ho
Dard se dil ka sangam hai kyoon, yeh bata
Tune kis jurm ki paayi yeh saza, ho
Tujhpe jo sitam hua, dusron ka paap tha
Is mein dosh hai tera kya
Jis pe zulm ho gaya, usko hi mile saza
Kis kitaab mein hai likha
Tu kyoon odhe sar par ilzaamon ki chaadar
Jab ke hai tu hi nirdosh yahan, yeh bata
Ho ho, ho ho
Gham hai kyoon, har khushi kam hai kyoon, yeh bata
Har ghadi aankh bhi nam hai kyoon, yeh bata
Naari jo bhi ho sahe, sar jhukaaye chup rahe
Yeh rawaaj hai duniya ka
Tu yeh reet chhod de, tu yeh rasm tod de
Yeh ilaaj hai duniya ka
Kyoon aansu peeti hai, kyoon dukh mein jeeti hai
Kyoon aankhon mein gham ka hai dhuaan, yeh bata
Ho ho, ho ho
Gham hai kyoon, har khushi kam hai kyoon, yeh bata
Har ghadi aankh bhi nam hai kyoon, yeh bata
Tune kis jurm ki paayi yeh saza, ho
Ho ho, ho ho...

Poet Version
??

Composer Version
??

30 April, 2008

It's The Time To Disco (KAL HO NAA HO)

Album / Movie
KAL HO NAA HO
Singers
SADHNA SARGAM, SUJATA BHATTACHARYA,
UDIT NARAYAN, SONU NIGAM AND SHANKAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Dil Hai Mera Deewana Kya
Kehta Hai Ab Ghabrana Kya
Taal Pe Jab Jhoome Badan
Hichkichana Sharmana Kya
Khul Ke Jhoomon Khul Ke Gaao
Aaoo Aaoo Yeh Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
Kaun Mile Hai Kisko
It's The Time To Disco
Dil Hai Mera Deewana Kya
Kehta Hai Ab Ghabrana Kya
Taal Pe Jab Jhoome Badan
Hichkichana Sharmana Kya
Khul Ke Jhoomon Khul Ke Gaao
Aaoo Aaoo Yeh Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
Kaun Mile Dekho Kisko
It's The Time To Disco

Balkhata Hai Badan Aisi Jo Taal Hai
Saanson Mein Chalti Hai Aandhiyaan
Behkata Hai Yeh Maan Ab To Yeh Haal Hai
Masti Mein Khoye Hai Hum Yahan
Tum Bhi Khoke Mast Hoke
Koi Toke To Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
Keh Do Milo Jis Jisko
It's The Time To Disco

Josh Mein Naachti Rangeen Shaam Hai
Bin Piye Jhoomta Hais Ama
Hosh Ka Ab Yahan Bolo Kya Kaam Hai
Tez Hai Dhadkane Dil Javan
Yuh Hi Reh Hai Theek Hai Na
Aur Hai Kehna To Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
Samjho Zara Tum Isko
It's The Time To Disco

Dil Hai Mera Deewana Kya
Kehta Hai Ab Ghabrana Kya
Taal Pe Jab Jhoome Badan
Hichkichana Sharmana Kya
Khul Ke Jhoomon Khul Ke Gaao
Aaoo Aaoo Yeh Khul Ke Kaho
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
Kaun Mile Dekho Kisko
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
It's The Time To Disco
Kaun Mile Dekho Kisko
It's The Time To Disco

Poet Version
??

Composer Version
??

Ishq Junoon (JAANI DUSHMAN)

Album / Movie
JAANI DUSHMAN
Singers
UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK, PRASHANT
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Deewana Kar De Sabko
Duniya Kya Hai Aalam Kya Hai
Ishq Mein Aashiq Paaye Rab
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai

Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua

Bekarar Kar Diya Hai Bekarar Ho Gaye
Dono Ek Dusre Ki Chahaton Mein Kho Gaye
Na Tujhe Khayal Yaara Na Mujhe Khayal Hai
Tera Mera Aashiqi Mein Ek Jaisa Haal Hai
Tera Mera Aashiqi Mein Ek Jaisa Haal Hai
Ishq Saja Ishq Maza Ishq Beena Hai Kya
Ishq Saja Ishq Maza Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua

Teri Ishq Jhuki Nazar Ko Pyaar Ka Salaam Hai
Mere In Labon Pe Dilbar Sirf Tera Naam Hai
Tu Ishara Kare To Main Zamana Chhod Doon
Na Karun Kisiki Ki Parwa Rasme Saari Tod Doon
Na Karun Kisiki Ki Parwa Rasme Saari Tod Doon
Ishq Haseen Ishq Jawan Ishq Beena Hai Kya
Ishq Haseen Ishq Jawan Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Ishq Sanam Ishq Khuda Ishq Beena Hai Kya
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua
Na Honge Kabhi Milke Juda
Hua Re Humme Ishq Hua

Ishq To Hai Saason Ki Khushboo Ishq Dilo Ki Dhadkan Hai
Bin Jode Jo Jud Jaata Hai Ishq Aisa Bandhan Hai
Bandhan Hai Bandhan Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai
Ishq Junoon Hai Ishq Nasha Hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Is tarah pyaar se (JAANAM)

Album / Movie
JAANAM
Singers
UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
(Is tarah pyaar se tumne dekha sanam
Kya kahe kya hua, hum rahe ab na hum
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum) - 2
Is tarah pyaar se
Na hum jaante tumhe, na pehchaante ho tum
Yeh achchha nahin hai jo kiye tumne hosh gum
Tumhe yeh khabar hai kya yeh dard-e-jigar hai kya
Badi khoob dillagi mere saath tumne ki
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum
Is tarah pyaar se
Tumhaare bina hamein na ab chain aayega
Hamaara khayaal to tumhe bhi sataayega
Yehi sach hai maan lo, na yun imtahaan lo
Judaa hoke jaao na, ke ab aazmaao na
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum
Is tarah pyaar se tumne dekha sanam
Kya kahe kya hua, hum rahe ab na hum
Tumhaara kya gaya, hamaara dil gaya
Ke ab dil ko sanam kahan dhoondenge hum
Is tarah pyaar se tumne dekha sanam
Hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm hm

Poet Version
??

Composer Version
??

I'm sorry mere pyaare

Album / Movie
ONE 2 KA 4
Singers
UDIT NARAYAN, SRINIVAS, AND POONAM BHATIA
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--MALE 1--
I'm sorry mere pyaare, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do
(I'm sorry, o sorry, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do) - 2
Ho gayi galti, chhodo bhi yaaron
Jeeb nikaalo pyaaro, nimbu namak chatkaaro
Ho gayi galti, chhodo bhi yaaron
Hey, I'm sorry, o sorry, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do
I'm sorry mere pyaare, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do
Dekho re dekho, hai koi gadbad
Nain hamaare phadke, jaane kyoon dil dhadke

--MALE 2--
Sher aaya, sher aaya
Sher aaya, sher aaya, bhaago re
Sar neeche, per upar bhaago re

--FEMALE--
Chhota sa yeh ghar to mehel hai kal ka
Dekho kaisa rang pade chhalka - 2
(Yeh sapna sachcha ho, jaane do
Hans khilke hil-milke gaane do) - 2

--MALE 1--
I'm sorry, o sorry, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do

--FEMALE--
I'm sorry, o sorry, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do

--MALE 1--
Haai mujhe yaad aaye kisi ki yeh baat
Chhote bade dil hil-milke kar jaaye kaam

--FEMALE--
Aisa kaam ke jag mein ho jaaye naam

--MALE 2--
Koi jo reh jaaye

--FEMALE--
Jaldi se

--MALE 2--
Mil jaaye
Yeh na ho ke peechhe pachtaaye, jaane bhi do
Jaane bhi do

--ALL--
Jaane bhi do

--CHILDREN--
That's okay, that's okay, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do

--MALE 1--
I'm sorry, o sorry, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do

--CHILDREN--
That's okay, that's okay, jaane do
Hota hai, chhodo bhi, jaane do

Poet Version

??

Composer Version
??

26 April, 2008

Main Yahaan Hoon(Veer zaara)

Album / Movie
Veer zaara
Singers
Udit Narayan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..

(Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan) -2
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon
Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon
Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan

Poet Version
??

Composer Version
??

25 April, 2008

Main Tere Khwaabon Mein(Kuch dil ne kaha)

Album / Movie
Kuch dil ne kaha
Singers
Udit Narayan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
(Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga) - 2
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri marzi na ho to paas nahin aaoonga
Paas chala aaoonga to door nahin jaaoonga
Haan, teri marzi na ho to paas nahin aaoonga
Paas chala aaoonga to door nahin jaaoonga, ho
Tere nakhre, tera gussa
Tere jhumke, tera thumka
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Husn pe apne tujhko kitna guroor hai
Haan tu jawaani ki masti mein choor hai
Haan, husn pe apne tujhko kitna guroor hai
Haan tu jawaani ki masti mein choor hai, ho
Tera hasna, tera rona
Tera jagna, tera sona
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga
Teri bindiya, teri paayal
Teri nindiya, tera kaajal
Sab kuch churaake le jaaoonga
Main tere khwaabon mein chala aaoonga
Main teri raaton ko jaga jaaoonga

Poet Version
??

Composer Version
??

Main Taa Jindadi(Parwana)

Album / Movie
Parwana
Singers
Udit Narayan,Preeti Uttam
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Main Taa Jindadi Bitaavaan Tere Naal Chaahe Jag Bairi Ho Jaaye
Main Taa Jindadi Bitaavaan Tere Naal Chaahe Jag Bairi Ho Jaaye
Chaahe Hath Lag Jaaye Hathkadiyaan Chaahe Paanv Pad Jaaye Bediyaan
Ho Chaahe Hath Lag Jaaye Hathkadiyaan Chaahe Paanv Pad Jaaye Bediyaan
Chaahe Kuchh Bhi Ho Meraa Haal
Main To Jindadi Ve Jindadi Ve Jindadi
Hoy Main Taa Jindadi Bitaavaan Tere Naal Chaahe Jag Bairi Ho Jaaye

Sha Laa Laa Sha Laa Laa Sha Laa Laa Laa Laa
Sha Laa Laa Sha Laa Laa Laa Laa
Sha Laa Laa Sha Laa Laa Sha Laa Laa Laa Laa
Sha Laa Laa Sha Laa Laa Laa Laa
Tujhse Nazar Meri Lad Gayee Re Dekh Tujhe Main To Mar Gayee Re
Haan Mar Gayee Re Ho Rabbaa Mar Gayee Re
Haan Tujhse Nazar Meri Lad Gayee Re Dekh Tujhe Main To Mar Gayee Re
Haan Mar Gayee Re Ho Rabbaa Mar Gayee Re
Ho Apni Javaani Tere Naam Kar Doon
Ho Ye Zindagaani Tere Naam Kar Doon
Sau Rab Di Qasam Mere Allaa Terii Meethi Meethi Sun Ke Galaan
Sau Rab Di Qasam Mere Allaa Terii Meethi Meethi Sun Ke Galaan
Main To Ho Gayee Tujhpe Nihaal
Main To Jindadi Ve Jindadi Ve Jindadi
Hoy Main Taa Jindadi Bitaavaan Tere Naal Chaahe Jag Bairi Ho Jaaye

Oo Oo Churaa Churaa Churaa Oo Oo Churaa Churaa Churaa
Oo Oo Churaa Churaa Churaa Oo Oo Churaa Churaa Churaa
Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy
Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy Hoy
Mujhko Zamaane Kaa Nahin Hai Koi Dar Tu Hai Sanam Mere Saath Agar
Mere Saath Agar Mere Saath Agar
Haan Mujhko Zamaane Kaa Nahin Hai Koi Dar Tu Hai Sanam Mere Saath Agar
Mere Saath Agar Mere Saath Agar
Ho Tere Sang Preet Ki Bandh Gayee Dor
Ho Milegaa Papihaa Kare Piyaa Piyaa Shor
Meri Jaan Yahi Hai Haqeeqat Teri Chaahat Meri Mohabbat
Meri Jaan Yahi Hai Haqeeqat Teri Chaahat Meri Mohabbat
Ye To Banegi Apni Misaal
Main To Jindadi Ve Jindadi Ve Jindadi Hoy
Main To Jindadi Ve Jindadi Ve Jindadi Hurre
Main To Jindadi Ve Jindadi Ve Jindadi Hoy Soniye
Main To Jindadi Ve Jindadi Ve Jindadi Hoy Hoy

Poet Version
??

Composer Version
??

Main Khiladi Tu Anari(Main Khiladi Tu Anari)

Album / Movie
Main Khiladi Tu Anari
Singers
Abhijeet,Udit Narayan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

* A:Hum donon hain alag alag, Hum donon hain juda juda
Ek duje se kabhi kabhi, rehte hain hum khafa khafa
U: Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali,
saala ufma aila aigo gori ali ali
A: Main khiladi tu anari
U: Main anari tu khiladi.

* A: gaal gulabi nain sharabi hosh udale jaaye,
uf ldki hai ya hai kayamat dil se nikle haye,
sote jagte ladki dekhoon dil dhak dhak dhak dhadke,
Dekho phadke aankh meri tan main shola sa bhadke;
U: Ladki ladki karke karke ho na jaayen deewane
aisa na ho jaaye ki hum khud ko na pehchane
A: Baar mera jab bhi hota hai kabhi na jaaye khali
Har taale ki rakhta hun mein apni zeb main chaabi.
Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali,
saala ufma aila aigo gori ali ali
A: Main khiladi tu anari
U: Main anari tu khiladi.

* Chahe gadwaal ki ho
ya nainitaal ki ho
chahe punjab ki ho
ya fir bengal ki ho
lovely haseen koi dil se dhoondenge
lovely haseen koi dil se dhoondenge
Not permanent temporary dhoondenere

* U: neele chhatri waale ke bhi man main khub samayi
kya socha jo usne ladki jaisi cheez banayi
chikni chikni dekhke soorat dil yeh fisla jaata
ladki nahin banata bolo rab ka to kya jaata
A: toba toba inki jalwe inki ada nirali
dil karta hai chum ke dil main rakhloon ek dilwaali
U: Kisi ek ka haath pakadke bana use gharwali
Har din tera bane dussera raat bane deewali.

Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali,
saala ufma aila aigo gori ali ali
A: Main khiladi tu anari
U: Main anari tu khiladi.

Posted By: Arabinda Mahapatra

Poet Version
??

Composer Version
??

Main Jogiya(Ek aur ek gyarah)

Album / Movie
Ek aur ek gyarah
Singers
Udit Narayan,Sneha Pant and Shankar
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Mere Haniya Mere Ranjhna Mere Saajna
Main Jogiya Jogiya
Main Jogiya Jogiya Main Ne Dil Tujhko De Diya
Main Jogiya Jogiya Main Ne Dil Tujhko De Diya
Meri Jogan Muhjko De De
Meri Jogan Muhjko De De Raab Ke Aage Sab Ke Aage
Ho Rab Ke Aage Sab Ke Aage Rab Ke Aage Roliya
Roliya Main Roliya
Tu Jogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya
Tu Jogiya Joogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya
Mera Jogi Muhjko De De
Mera Jogi Muhjko De De Rab Ke Aage Sab Ke Aage
Ho Rab Ke Aage Sab Ke Aage Rab Ke Aage Roliya
Main Jogiya Jogiya Main Ne Dil Tujhko De Diya

Woh Kahan Hai Main Na Janu
Raat Din Uski Mala Japu
Woh Mile To Woh Kahen To
Dhoop Kya Chao Mein Bhi Tapu
Main Ne Khwaabon Mein Use Dekha Hai
Meri Haaton Ki Woh Rekha Hai
O Main Ne Khwaabon Mein Use Dekha Hai
Meri Haaton Ki Woh Rekha Hai
Woh Basi Hain Mann Ke Andar
Woh Basi Hain Mann Ke Andar Saamne Jo Aaye Mere
Oh Saamne Jo Aaye Mere Kehdon Ab Le Lo Jiya
Le Lo Jiya Le Lo Jiya
Tu Jogiya Jogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya

Dhoondhta Hoon Dilruba Ko
Pyaar Ke Har Haseen Mod Pe
Ek Din Woh Mere Ghar Mein
Aayegi Apna Sab Chod Ke
Meri Saason Mein Tu Samaya Hai
Meri Yaadon Mein Tu Hi Chaya Hai
Ho Meri Saason Mein Samaya Hai
Yaadon Mein Chaya Hai
Dil Usi Ka Hai Deewana
Dil Usi Ka Hai Deewana Woh Mile To Hass Ke Bolu
Woh Mile To Hass Ke Bolu Main Tu Hoon Tera Piya
Tera Piya Tera Piya
Tu Jogiya Jogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya
Mera Jogi Muhjko De De
Mere Haniya Mere Ranjhna Mere Saajna

Poet Version
??

Composer Version
??

Main Jisse Pyaar Samajh Baitha(Jaanam)

Album / Movie
Jaanam
Singers
Udit Narayan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Main jisse pyaar samajh baitha - 2
Dil machalne ki aadat to nahin
Muskuraake yun tera milna
Kahin teri sharaarat to nahin - 2
Ho ho ho ho main jisse pyaar samajh baitha
Dil machalne ki aadat to nahin
Muskuraake yun tera milna
Kahin teri sharaarat to nahin - 2
Ho ho ho main jisse pyaar samajh baitha
Kaunsi duniya se tu aayi
Yeh husn kahan se laayi
Lootkar le jaaye na mujhko
Yeh teri kaatil angdaai
Kis tarah main bachaaoon dil - 3
Dil ke bachne ki soorat to nahin - 2
Ho ho ho ho main jisse pyaar samajh baitha
Kyoon judaa lagti hai tu sab se
Main soch raha hoon kab se
Bas yehi kehta hai dil mera
Maang loon tujhko main rab se
Pyaar tera mile mujhko - 3
Aur kuch apni chaahat to nahin - 2
Ho ho ho ho main jisse pyaar samajh baitha
Main jisse pyaar samajh baitha
Dil machalne ki aadat to nahin
Muskuraake yun tera milna
Kahin teri sharaarat to nahin - 2
Ho ho ho main jisse pyaar samajh baitha
Oh main jisse pyaar samajh baitha

Poet Version
??

Composer Version
??