Showing posts with label AADESH SHRIVASTAVA. Show all posts
Showing posts with label AADESH SHRIVASTAVA. Show all posts

23 January, 2008

Say Shava Shava(kabhi_khushi_kabhi_gham)

Album / Movie
kabhi_khushi_kabhi_gham
Singers
ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN, SUDESH BHOSLE, AADESH SHRIVASTAVA, AND AMITABH BACHCHAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--CHORUS--
Say shava shava, say shava shava - 2

--MALE--
Roop hai tera sona, soni teri paayal
Hoye, roop hai tera sona sona, soni teri paayal
Chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghaayal
Keh raha aankhon ka kaajal, ishq mein jeena marna, yay

--ALL--
Say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
Say shava shava maahiya, say shava shava, yea

--FEMALE--
Roop hai mera sona, soni meri paayal
Roop hai mera sona sona, soni meri paayal
Chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghaayal

--MALE--
Hey, keh raha aankhon ka kaajal, ishq mein jeena marna
Everybody!

--ALL--
Say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
Say shava shava maahiya, say shava shava

--FEMALE--
Maahiya ve aaja maahi, maahiya ve aaja - 4

--MALE--
Aaja gori nachle, ay shava
Nachle ve nachle, ay shava
Arre, aaja gori nachle, ay shava
Ae, nachle ve nachle, ay shava

Dekha tenu pehli pehli baar ve
Hone laga dil beqaraar ve
Rabba mainu kee ho gaya
Dil jaaniye, haai mainu kee ho gaya

--FEMALE--
Sunke teri baatein sone yaar ve
Maahi mainu tere naal pyaar ve
Haai main mar jaawa
Dil jaaniye, haai main mar jaawa

--ALL--
Say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
Ve shava shava bhangra, ve shava shava

--MALE--
Mm hm hm hm hm hm hm
In kadmon mein saansein waar de
Rab se zyaada tujhe pyaar de
Rab mainu maaf kare
Rabba khairiya, haai mainu maaf kare

--FEMALE--
Tum to meri jind meri jaan ve
Meri tu zameen hai aasmaan ve
Tujh bin main kee kara
Rabba khairiya, haai ve main kee kara

--ALL--
Say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
Say shava shava maahiya, say shava shava, yea

--MALE--
Ae, roop hai tera sona sona, soni teri paayal
Chhan chhana chhan aise chhanke, kar de sabko ghaayal
Keh raha aankhon ka kaajal, ishq mein jeena marna
C'mon!

--ALL--
(Say shava shava maahiya, say shava shava maahiya
Ve shava shava bhangra, ve shava shava bhangra) - 2

Poet Version
??

Composer Version
??

21 January, 2008

Phatela jeb sil jaayega

Album / Movie
AANKHEN
Singers
NITIN RAIKAR, AADESH SHRIVASTAVA & ARUN BAKSHI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Phatela jeb sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka

Khaane ka hai chicken curry, usko mangta pati hari
Jeb main tere dus rupiya, peele cutting khaale bhajiya
Khaane ka hai chicken curry, usko mangta pati hari
Jeb main tere dus rupiya, peele cutting khaale bhajiya
Kismat pe, rone ka nahin, calender badalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Nitin Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Aaj to hai andhera, kal hoga ujaala
Arre apni diwaali hogi, kisi aur ka hoga diwaala
Kal dekh lenga paisa, hoga goni bhar kar
Income tax officer, toh haath dhoke hi peechhe pad jaayega ha ha ha!
Phatela jab sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Phatela jeb sil jaayega, jo chaahe mil jaayega
Arre boltaaej pakda baap line mein aa, line mein aa
Kyun ka kyun ka!
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin thakne ka nahin life mein chalte rehne ka
Life mein chalte rehne ka hey! life mein chalte rehna ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta -4

Poet Version
??

Composer Version
??