Showing posts with label B. Show all posts
Showing posts with label B. Show all posts

03 May, 2008

Bachaalo Bachaalo(Khullam khulla pyaar karen)

Album / Movie
KHULLAM KHULLA PYAAR KAREN
Singers
Sonu Nigam And Alka Yagnik
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

-Bachaalo bachaalo, bachaalo bachaalo

(Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo

Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo) - 2

--FEMALE--

Sambhaalo sambhaalo, sambhaalo sambhaalo

(Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo

Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo) - 2

--MALE--

Thodi thodi beqaraari halka halka dard hai

Dekh zara chhooke diljaani

Dil ka shola sard hai

--FEMALE--

Karvat leke jaagti hoon, neend na aaye raat bhar

Rehne lagi hoon ab to dilbar

Khud se bhi main bekhabar

--MALE--

Honton se mujhe jaane jaan lagaalo

--FEMALE--

Sambhaalo sambhaalo, sambhaalo sambhaalo

Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo

Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo

--MALE--

Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo

Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo

--FEMALE--

Pyaasi pyaasi dhadkanon mein jaane kaisa shor hai

Sach kehte hai duniya waale

Ishq pe kiska zor hai

--MALE--

Tanhaai mein jab akele jaanam tera naam loon

Tera samajhke madhoshi mein

Apna daaman thaam loon

--FEMALE--

Gir jaaoon na kahin mujhko tum uthaalo

--MALE--

Bachaalo bachaalo, bachaalo bachaalo

Bachaalo bachaalo bachaalo bachaalo

Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo

--FEMALE--

Sambhaalo sambhaalo sambhaalo sambhaalo

Mohabbat ka kaanta chubha hai, nikaalo

Poet Version
??

Composer Version
??

Baby Baby(Kaante)

Album / Movie
KANNTE
Singers
Sunidhi Chauhan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

-FEMALE--
Chalta hai kahan zor zor dil pe baba, o baba
Hota hai yahan shor shor dil mein baba, o baba
Ho, chalta hai kahan zor zor dil pe baba, o baba
Hota hai yahan shor shor dil mein baba, o baba
Nazrein chala lega, dil ko bacha lega
Aisa nahin hoga, na na na na

--CHORUS--
Ta nanana nanana nanana, ta nanana nanana nanana - 2

--FEMALE--
Chalta hai kahan zor zor dil pe baba, o baba
Hota hai yahan shor shor dil mein baba, o baba

--CHORUS--
Ta nanana nanana nanana, ta nanana nanana nanana - 2

--FEMALE--
Gore gore gaal yeh gore daal rahe hain tujhpe dore - 2
Zulfon ke yeh chaand sunehre, tujhpe nazron ke yeh pehre
Tu kaise jaayega, khud ko bachaayega
Aisa nahin hoga, na na na na

--CHORUS--
Baby baby baby dil deewana, baby baby baby dil deewana - 2
Have some fun baby, ae ae ae ae baby - 2

--FEMALE--
Bigadi hai taqdeer bana le, hejabaazi daao laga le - 2
Baat bategi maan le meri, is baazi mein jeet hai teri
Tu kya samajhta hai ke haar jaayega
Aisa nahin hoga, na na na na

--CHORUS--
Baby baby baby dil deewana, baby baby baby dil deewana - 2

--FEMALE--
Chalta hai kahan zor zor dil pe baba, o baba
Hota hai yahan shor shor dil mein baba, o baba
Nazrein chala lega, dil ko bacha lega
Aisa nahin hoga, na na na na

--CHORUS--
Ta nanana nanana nanana, ta nanana nanana nanana - 4

Poet Version
??

Composer Version
??

Babul Ki Duaayein Leti Jaa(Neel kamal)

Album / Movie
NEEL KAMAL
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

(Babul ki duaayein leti jaa
Jaa, tujhko sukhi sansaar mile) - 2
Maike ki kabhi na yaad aaye
Sasuraal mein itna pyaar mile
Babul ki duaayein leti jaa
Jaa, tujhko sukhi sansaar mile

Naazon se tujhe paala maine
Kaliyon ki tarah, phoolon ki tarah
Bachpan mein jhulaaya hai tujhko
Baahon ne meri jhoolon ki tarah
Mere baagh ki ae naazook daali
Tujhe harpal nayi bahaar mile
Maike ki kabhi na yaad aaye
Sasuraal mein itna pyaar mile

Is ghar se bandhe hain bhaag tere
Us ghar mein sadaa tera raag rahe
Honton pe hansi ki dhoop khile
Maathe pe khushi ka daag rahe
Kabhi jiski jyot na ho pheeki
Tujhe aisa roop singaar mile
Maike ki kabhi na yaad aaye
Sasuraal mein itna pyaar mile

Beete tere jeevan ki ghadiyaan
Aaraam ki thandi chhaon mein
Kaanta bhi na chhubne paaye kabhi
Meri laadli tere paaon mein
Us baar se bhi dukh door rahe
Jis baar se tera baar mile
Maike ki kabhi na yaad aaye
Sasuraal mein itna pyaar mile
Babul ki duaayein leti jaa
Jaa, tujhko sukhi sansaar mile
Babul ki duaayein leti jaa

Poet Version
??

Composer Version
??

Babul Jo Tumne(Hum aapke hain kaun)

Album / Movie
HUM AAPKE HAIN KAUN
Singers
Sharda Sinha
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Babul Jo Tumne Sikhaaya
Jo Tum Se Paaya
Sajan Ghar Le Chali
Sajan Ghar Le Chali
Sajan Ghar Main Chali
Yaadon Ke Lekar Saaye
Chali Ghar Paraaye
Tumhari Laadli..!

Kaise Bhool Paaongi Main Baba
Suni Jo Tumse Kahaaniyan
Chhod Chali Aangan Mein Maiya
Bachpan Ki Nishaaniyan
Sun Meri Pyari Behna
Sajaye Rehna
Yeh Babul Ki Gali..!

Ban Gaya Pardes Ghar Janam Ka
Mili Hai Duniya Mujhe Nayee
Naam Jo Piya Se Maine Joda
Naye Rishton Se Bandh Gayee
Mere Sasur Ji Pita Hain
Pati Devta Hain
Devar Chhavi Krishna Ki
Sajan Ghar Main Chali
Sajan Ghar Main Chali...Gora Bada Sholo Ki Ladi Hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Babuji Zara Dheere Chalo(Dum)

Album / Movie
DUM
Singers
Sukhwinder singh, Sonu kakar
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

(Babuji Zara Dheere Chalo
Bijli Khadi Yahan Bijli Khadi
Naino Mein Chingariya
Gora Bada Sholo Ki Ladi )…(2)

(O Giri Giri Giri Giri Bijli Giri
Oh Ispe Giri Uspe Giri Lo Girpadi )…(2)
Babuji Zara … Ki Ladi

(Nazron Mein Pyaas Dil Mein Talaash
Hoton Mein Bahut Narmi

Chunri Mein Daag Seene Mein Aaag
Saason Mein Bahut Garmi)..(2)
(Chune Se Jal Jaaoge
Samjhona Khuli Phuljadi )..(2)
(O Giri Giri Giri Giri Bijli Giri
Oh Ispe Giri Uspe Giri Lo Girpadi )..(2)
Babuji Zara …Ladi

Yeh Tera Roop Suraj Ka Dhoop
Angaar Hai Jawani
Paygaam Saath Laati Hai
Tujh Mein Sulagta Ka Pani
Yeh Mera Roop Suraj Ka Dhoop
Angar Hai Jawani
Kehti Hoon Sach Aati Hai Aanch
Mujh Mein Sulagta Pani Pani Pani Pani
(Masti Ka Hai Yeh Samah
Aayi Badi Mushkil Ki Ghadi)..(2)
O Giri Giri Giri Giri Giri Giri Giri Giri
O Giri Giri Giri Giri Bijli Giri
Giri Giri Giri Giri Bijli Giri
Oh Ispe Giri Uspe Giri Lo Girpadi
Babuji Zara … Ladi
Naino Mein Chingariya
Babuji Zara … Ladi
(Giri Giri Giri Giri Bijli Giri
Oh Ispe Giri Uspe Giri Lo Girpadi )..(2)
Babuji Zara Dhire Chalo
Bijli Kadhi Yaha Bijli Kadhi
Naino Mein Chingariya
Gora Bada Sholo Ki Ladi Hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Babuji Dhere Chalna

Album / Movie
AAR PAAR
Singers
GEETA DUTT
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Kyu ho khoye huye sar jhukaaye, jaise jaate ho sab kuchh lutaaye
Ye to baabuji pehla qadam hai, nazar aate hain apne paraaye
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Ye mohabbat hai oh bholebhaale, kar na dil ko ghamo ke havaale
Kaam ulfat ka naazuk bahut hai, aake hontho pe tootenge pyaale
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Ho gayi hai kisi se jo anban, thaam le dusra koyi daaman
Zindagaani ki raahein ajab hain, ho akela to laakho hain dushman
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.

Poet Version
??

Composer Version
??

Baba Ki Rani(Aapko pehle bhi kahin dekha hai)

Album / Movie
Aapko pehle bhi kahin dekha hai
Singers
ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Beh Jaana Hai Jise Do Pal Kahani Hoon
Amma Ki Bitiya Hoon Aangan Ki Mitiya Hoon
Amma Ki Bitiya Hoon Aangan Ki Mitiya Hoon
Took Took Nihare Jo Pardesi Chithiya Hoon
Mamta Ke Aanchal Mein
Jo Geet Gaaye Hai
Babul Ne Chut Put Jo
Sapney Sajaye Hai
Woh Yaad Aayenge
Gup Chup Rulayenge
Woh Yaad Aayenge
Gup Chup Rulayenge
Doli Ke Sang Mere Jab Saath Jaayenge
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Beh Jaana Hai Jise Do Pal Kahani Hoon

Khil Khil Ke Hasna Yeh
Sakhiyon Ki Baaton Pe
Anjaan Naamo Ki
Mehndi Yeh Haathon Pe
Jab Rang Layegi
Rimjhim Ghir Aayengi
Jab Rang Layegi
Rimjhim Ghir Aayengi
Aankhen Ghataon Si Boonde Girayengi

Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Beh Jaana Hai Jise Do Pal Kahani Hoon
Amma Ki Bitiya Hoon Aangan Ki Mitiya Hoon
Amma Ki Bitiya Hoon Aangan Ki Mitiya Hoon
Took Took Nihare Jo Pardesi Chithiya Hoon
Pardesi Chithiya Hoon
Pardesi Chithiya Hoon

Poet Version
??

Composer Version
??

Baazigar O Baazigar(Baazigar)

Album / Movie
BAAZIGAR
Singers
??
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

O Mera Dil Tha Akela, Toone Khel Aisa Khela
Teri Yaad Mein Jaagun Raat Bhar
Baazigar O Baazigar
Tu Hai Badha Jaadugar

Baazigar Maein Baazigar
Dilvaalon Ka Maein Dilbar
O Dil Leke Dil Diya Hai Sauda Pyar Ka Kiya Hai
Dil Ki Baazi Jeeta Dil Haar Kar

Chupke Se Aankhon Ke Raste Tu Mere Dil Me Samaaya
Chaahat Ka Jaadu Jagaake Mujhko Devaana Banaaya
Pehli Nazar Me Bani Hai Tu Mere Sapnon Ki Raani
Yaad Rakhegi Ye Duniya Apni Vafaa Ki Kahaani

O Mera Chain Churaake Meri Neenden Udaake
Kho Na Jaana Kisi Modh Par
Baazigar O Baazigar

Dhak Dhak Dhadakta Hai Ye Dil
Bolo Na Kya Keh Raha Hai
Paas Aao Bata Doon
Na Baba Dar Lag Raha Hai

Mujhko Galat Na Samajhna
Maein Nahin Baadal Aavara
Dil Ki Deevaron Pe Maine
Naam Likha Hai Tumhaara

O Tere Pyaar Pe Qurbaan
Mera Dil Meri Jaan
Tujhe Lag Jaaye Meri Umar
Baazigar O Baazigar

Poet Version
??

Composer Version
??

Baat Samjha Karo(Kyun ho gaya na)

Album / Movie
KYUN HO GAYA NA
Singers
Chetan shashital,Shankar mahadevan,Javed ali
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Dilwalo Sund Re Sund Kaanto Se Kaliyan Chuno
Jeevan Ki In Raahon Mein Hooton Pe Geet Rahe
Baahon Mein Meet Rahe Preet Ghuli
Ho Nigahon Mein Mera Tumse.... Itna Hai Kehna
Sapna Kol.. Dekhte Rehna
Hai Woh Koi Rahi, Jo Na Jaane,
Manzil Hai Kya Jo Nahin Dhadke,
Woh Dil Bhi Koi Dil Hai Kya

Baat Samjha Karo, C'mon Charlie
Baat Samjha Karo, Haan Samjha Karo
Yaar 5amjha Karo,
Pyaar Karna Hai Toh, Zara Khulke Karo
Baat Samjha Karo

Tum Na Gumsum Raho, Na Aahein Bharo...(2)
Baat Samjha Karo,
Are Samjha Karo Yaar Samjha Karo

Humne Toh Hai Samjha Yahi Zindagi Kuch Bhi Nahin
Bas Khel Hai Is Khel Mein Jeeta Wohi
Jiske Dil Se Kisi Dil Ka Mel Hai
Dil Ki Yahan Jisne Suni
Jisne Bhi Yeh Raah Chuni
Sunte Bechara Mushkil Mein Raha...
Aaa Yun Na Daroo Itna
Karo Hota Hai Jo Hone Bhi Do
Manke Toh Dekho Tum
Dilka Kaha... Haan Na Hd Dariya Toh
Socho Saahil Zara Hai Kya,
Jo Nahtn Dhadke Woh Dil Bhi Koi Dil Hai Kya
Baat Samjha Karo...Yaar Samjha Karo

Samjhe Na Jo Jazbaat Ko
Use Samjhana Hoto Samjhaein Kya
Tehro Zara Jaldi Hai Kya
Khudi Woh Samjhega Hum Gabraye Kya?
Aata Nahin Mujhko Yakeen Aisa Bhi Hai Koi Kahin
Jo Yeh Na Jaane Mohabbat Hai Kya
Dil Ki Jo Sunte Hi Nahin
Dekhna Tum Koi Haseen Unko Sikha Degi
Ki Chaahat Hai Kya Woh
Jo Hai Tanha, Kya Jaane, Mehfil Hai Kya
Jo Nahin Dhadke, Woh Dil Bhi Koi Oil Hai Kya

Baat Samjha Karo...Baat Bamjha Karo
Tum Na Gumsum Raho, Na Aahein Bharo
Tum Na Gumsum Raho
Baat Samjha Karo...Yaar 5amjha Karo

Poet Version
??

Composer Version
??

Baat Meri Suniye To Zara(Kuch na kaho)

Album / Movie
KUCH NA KAHO
Singers
Mahalaxmi & Shanker Mahadevan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Baat Meri Suniye To Zara
Baat Meri Suniye To Zara
Meri Baat Sunke Bataiye Ke Iske Bare
Mein Hai Aap Ka Khayal Kya
Itna Kyon Guroor Aap Mein Hai
Itna Aap Mein Hai Naaz Kisliye
Bataiye Hai Kisne Yeh Sikhaya Aapko
Ke Jo Bhi Tumko Chahe Jo Bhi Tum Ko Pyaar Se
Mile Usi Se Tum Raho Khafa Khafa

Baat Meri Suniye To Zara
Aise Hum Nahi Hai Lekin Hum Agar Ho Aise Bhi To
Issmein Kya Hua
Kyon Na Ho Guror Humko Kyon Na Hum Ko Naaz Ho Ke
Hum Haseen Logo Ki Hi Thokaro Mein Hai Zamana
Jisko Dekhiye Humara Hai Deewana
Hum Kisi Ka Bhi Dil Tod De
Kisko Aadhe Raste Mein Chod De
To Usko Bhi Duniya Kehti Hai Ada
Hey Hey Hey Aap Ko Jawab Mil Gaya
Ho Ho Ho Kahiye Kaisa Aap Ko Laga

Baat Meri Suniye To Zara
Aaj Sunhi Lijiye Ke Kya Hai Husn Aapka
Kya Hai Aap Ki Ada
Aap Ke Har Ek Sitam Ko Humne Hi Ada Kaha
Aur Aap Ki Har Ek Ada Ko Haske Humne Hi Saha
Humne Hi To Zara Si Baat Ko Bada Ke Daastan Kar Diya
Humne Hi To Husn Ki Zameen Ko Aasmaan Kar Diya Hai
Duniya Mein Jo Aap Ka Yeh Husn Bemisal Hai
To Is Mein Bhi Hamare Ishq Ka Hi To Kamal Hai
Agar Humhi Na Hote Isko Kaun Poochta
Aapko Agar Khayal Hai
Aapko Agar Khayal Hai
Ki Hum Husn Jo Mila Hai Aapne Diya Hai
Yani Jo Bhi Hai Kamal Aapne Kiya Hai
To Yeh Baat Saaf Hai Ki Humko Dekhte Hi Aapko Nasha Sa Ho
Gaya Hai Sara Hosh Kho Gaya Hai
Warna Aisi Ulti Sidhi Behki Behki Baato Ki Waje Hai Kya

Nahin Samaj Mein Aayi Meri Baat To Nahin Sahin
Jo Aap Apne Husn Par Guror Karte Hai
To Kariyen Par Na Bhool Jayega
Hum Ne Hi To Khoon E Dil Diya
Jisse Rop Mein Yeh Rang Aa Gaya Hai
Aap Ka Yeh Husn Duniya Bhar Pe Cha Gaya Hai
Ho Jadoo Ban Ke Hum Nigaho Par Cha Gaye
Dilo Mein Jo Samagaye Hai To Hairat Ismein Kya Hai
Chehra Phool Hot Kaliyan Aur Zulfein Hai Andhera
Aisa Jo Mehak Raha Hai
Humne Hi To Aap Ke In Hoto Ko Gulab Aur Chehre Ko
Kamal Kaha Hai Hum Ne Hi To Aapki Nazar Ko Jadoo Baton
Ko Ghazal Kaha Hai Hum Ne Hi Zulf Ko Kabhi Kaha Hai Raat
Aur Kabhi Ghata Agar Humi Na Dekhte Na Chahate Na Poochte
To Patharo Ke Booth Ko Kaun Kehta Phir Kudha
Baat Meri Suniye To Zara
Chodiye Bhi Kehne Aur Sunne Ko Hai Baki Kya
Dekhiye Main Keh Rahi Hoon Baat Meri Suniye To Zara
Aap Kya Kahengi Mujhko Khoob Hai Pata
Are Baat Meri Suniye To Zara
Phir Milenge Agar Waqt Agar Mila
Par Baat Meri

Poet Version
??

Composer Version
??

Baat Kya Hai Kaise Kah Dein(Chor aur Chand)

Album / Movie
CHOR AUR CHAND
Singers
S.P. Balasubrahmanyam & Anuradha Paudwal
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Bala:
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
(thode se ham, thode se tum ) -2
donon ajnabee, ho

Anu:
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki -2
(thoDe se ham, thoDe se tum) -2
donon ajnabee

Bala:
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki

Bala:
la la la la la la la-la laa
har pal kyon.. aisi nazar se, tum dekhti ho hamen

Anu:
hamko to.. lagne lagaa hai, ham chaahte hain tumhe

Bala:
Khud se pyaar nahin hamko, kaise pyaar karen tumko
(veeraan hai, sunsaan hai) -2, apni zindagi, hey

Anu:
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki

Bala:
arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki

Anu:
kaise main.. har baat kah doon, jab tak bharosaa na ho

Bala:
main kyaa hoon.. tumne abhi tak, shaayad sochaa na ho

Anu:
soch ke ab kyaa karnaa hai, saath hi jeenaa marnaa hai
(jaane na tu, kaisi agan) -2
dil mein hai lagi, ee

Bala:
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
arey, baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki
(thode se ham, thode se tum ) -2
donon ajnabee, ho

Anu:
baat kyaa hai kaise kah dein tumse raaz ki -2
(thode se ham, thode se tum ) -2
donon ajnabee

Bala:
raa papa paa, raa pa pa pa, paa paa pa pa pa pa pa pa pa pa

Poet Version
??

Composer Version
??

Baar baar haan, bolo yaar haan(Lagaan)

Album / Movie
LAGAAN
Singers
A. R. Rahman and Srinivas
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

(Baar baar haan, bolo yaar haan
Apni jeet ho, unki haar haan) - 2
Koi humse jeet na paave
Chale chalo, chale chalo
Mit jaave jo takraave, chale chalo
Bhale ghor andheraa chhaave
Chale chalo, chale chalo
Koi raah mein na thaam jaawe, chale chalo
Toot gayi jo ungli utthi
Paanchon mili to ban gaye mutthi
Eka badhta hi jaawe
Chale chalo, chale chalo
Koi kitna bhi bahekaave, chale chalo
Koi humse jeet na paave
Chale chalo, chale chalo
Mit jaave jo takraave, chale chalo

--CHORUS--
Koi na ab roke tujhe, toke tujhe
Tod de bandhan saare
Mila hai kya hoke tujhe nirbal, tu hi bataa

--MALE--
Kabhi na dukh jhelenge, khelenge
Aise ke dushman haare
Ke ab to le lenge, himmat ka rasta
Dharti hilaa denge, sab ko dikhaa denge
Raja hai kya, parja hai kya, oh oh oh
Hum jag pe chhaayenge, ab yeh bataayenge
Hum logon ka darja hai kya, ho oh oh oh
Baar baar haan, bolo yaar haan
Apni jeet ho, unki haar haan
Ab darr nahin mann mein aave
Chale chalo, chale chalo
Har bedi ab khul jaave, chale chalo

--CHORUS--
Chalaa hi chal, haanf nahin, kaanp nahin
Raah mein ab to raahi
Thakan ka saanp nahin ab tujhe dasne paaye

--MALE--
Vohi jo tera haaqim hai, jaalim hai
Ki hai jisne tabaahi
Ghar uska pachhim hai, yahan na bas mein paaye
Dharti hilaa denge, sab ko dikhaa denge
Raja hai kya, parja hai kya, oh oh oh
Hum jag pe chhaayenge, ab yeh bataayenge
Hum logon ka darja hai kya, ho oh oh oh
Jo hona hai, ho jaave
Chale chalo, chale chalo
Ab sar na koi jhukaave, chale chalo
Koi humse jeet na paave
Chale chalo, chale chalo
Mit jaave jo takraave, chale chalo
Baar baar haan, bolo yaar haan
Apni jeet ho, unki haar haan
(Toot gayi jo ungli utthi
Paanchon mili to ban gaye mutthi)

Poet Version
??

Composer Version
??

Baant Raha Tha Jab Khuda(Bade dil wala)

Album / Movie
BADE DIL WALA
Singers
Udit narayan,shankar mahadevan,alka yagnik
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Maein Kyun Daaman Ko Faylaaun, Maein Kyun Koi Dua Maangun
Tujhe Jab Pa Liya Maine, Khuda Se Aur Kya Maangun
Baantt Raha Tha Jab Khuda, Saare Jahan Ki Naematein
Apne Khuda Se Maang Li Maine Teri Wafa Sanam

Meri Wafa Ki Saaz Mein, Goonj Rahi Hai Laey Teri
Maein Bhi Hoon Teri Jaanejaan, Wafa Bhi Hai Teri
Tu Hi Jo Mil Gaya Mujhe, Chaahiye Aur Kya Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Kaash Maein Apni Zindag,I Pyar Mein Yoon Guzaar Doon
Waqt Padhe To Dil Ke Saath, Jaan Bhi Apni Vaar Doon
Shayad Isi Tarah Se Ho, Pyar Ka Haq Ada Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Log Yahan Tere Mere, Pyar Ko Aazmayenge
Tujhko Alag Satayenge, Mujhko Alag Rulayenge
Apna Magar Hai Faisla, Honge Na Hum Juda Sanam
Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Poet Version
??

Composer Version
??

Baaga Mein Jab More Bole(Talaash)

Album / Movie
TALAASH
Singers
ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
(Jogan Bole Jogiya Jog Lagale
Girhan Ke Saang Preet Ka Rog Lagale)…(3)
Baaga Ma Jab Mor Bole, Mann Ma Chit Chor Bole…(2)
O Purvaiyya Behti Hai, Aayega Yaar Mujhse Kehti Hai
Baaga Ma … Mujhse Kehti Hai
Bas Teri Hi Aas Mujhko, Teri Hi Talaash Mujhko
Saathi Tu Na Jaane
Samjhe Ke Main Haar Jaaon, Meri Koi Baat Dil Na Maane
Dil Na Maane
Tu Yeh Bata Main Kya Karoon, Jaaon Kaha Jaaon
Chudi Kangan Har Bole, Paayal Ki Jhankar Bole
O Purvaiyya …Chit Chor Bole
Raaton Ko Khwaab Mein Aaye
Tu Meri Neend Churaaye
Bechaini Meri Badhaaye
Tu Mere Hosh Udaaye
Jaage Jahan Tu Hai Kahan
Aankhon Ke Saamne Aaja
Is Dil Ka Har Taar Bole
Dhadkan Baar Baar Bole
O Purvaiyya …Chit Chor Bole
Baaga Ma Jab Mor Bole
Mann Ma Chit Chor Bole
O Purvaiyya Behti Hai
Aayega Yaar Mujhse Kehti Hai
O Joganiya O Joganiya
Jogan Bole Jogiya Jog Lagale
Girhan Ke Saang Preet Ka Rog Lagale

Poet Version
??

Composer Version
??

baag mein kalee khilee(Chand aur Suraj)

Album / Movie
CHAND AUR SURAJ
Singers
ASHA BHOSLE
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

baag mein kalee khilee, bagiyaan mahakee
par haay re abhee idhar bhanwaraa naheen aayaa
raah mein najar bichhee bahakee, bahakee
aaur bewajah ghadee ghadee ye dil ghabaraayaa

baithhe hum to, aramaan jagaaye
seene mein laakho, toofaan chhoopaaye
mat poochho man ko kaise manaayaa

sapane jo aaye, tadapaa ke jaaye
dil kee lagee ko, lahakaa ke jaaye
mushkil se hum ne har din bitaayaa

ik meethhee aganee mein jalataa hain tanaman
baat aaur bigadee, barasaa jo saawan
bachapan gawaan ke maine, sabakuchh gawaayaa

Poet Version
??

Composer Version
??

Baadshah O Baadshah(Baadshah)

Album / Movie
Baadshah
Singers
Abhijeet
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--FEMALE--
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Chaaron taraf hai mere hi charche
Honthon pe hai bas mera naam
Rangon bhari subah meri
Masti mein doobi hai meri shaam
Jhoothi kahaani sacchi lage
aawargi mujhe achchhi lage
Naghme sunaana sabko nachaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Hai ye mohabbat kamzori meri
Chaahat ki duniya pe mera raaj
Bas rab ke aage jhukta mera sar
Jhukte mere saamne takhto taaj
Andaz mera sabse juda
Main baadshahon ka baadshah
Sapne sajaana hansna hansaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah.

Poet Version
??

Composer Version
??

Baadal Ko Garajne Do(Dil dhoondta hai)

Album / Movie
Dil dhoondta hai
Singers
Lata mangeshkar and udit narayan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--FEMALE--
Aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa

--MALE--
Saawan tera chehra jhuk jhuk ke choomta hai, haai
Deedaar ki ek jhalak ke liye khoob barasta hai, jhoomta hai

--FEMALE--
(Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do) - 2

--MALE--
Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do
Tere chehre ki taarif mein paas mere alfaaz nahin
Zubaan meri khaamosh hai, gale mein bas aawaaz nahin
Yeh gesu hai ke baadal hai, late khuli to naagin hai
Pairon mein paayal hai, nigaahein husn-e-kaatil hain
Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do

--FEMALE--
Jhoote bol sunaane se kya tujhko mil jaayega
Jab tu chhodega toofaan mein, dil naazook hai hil jaayega
Aankhen hain bheegi bheegi, mausam hai bheega bheega
Taarein hain maddham maddham, baahon mein khoye hain hum
Mm mm, mm mm, aa aa aa aa aa
Baadal ko garajne do

--MALE--
Baarish ko barasne do

--FEMALE--
Mausam hai bada beimaan

--MALE--
Dil ko aur dhadakne do

--FEMALE--
Dil ko tadapne do

--MALE--
Baadal ko garajne do

--FEMALE--
Baarish ko barasne do

--MALE--
Mausam hai bada beimaan

--FEMALE--
Dil ko aur dhadakne do
Dil ko tadapne do

Poet Version
??

Composer Version
??

Bahosh-o-Hawaasi(Night in london)

Album / Movie
Night In London
Singers
Md. Rafi
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Bahosh-O-Hawaas Mein Deewana
Yeh Aaj Vasiyat Karta Hoon,
Yeh Dil Yeh Jaan Mile Tumko
Mein Tumse Mohabbat Karta Hoon

Mere Jeeteji Yaar Tumhe
Meri Sari Jagir Mile
Woh Khwab Jo Meine Dekhe Hain
Un Khwabon Ki Tabir Mile,
Har Ek Tamanna Ke Badle
Mein Aaj Yeh Hasrat Karta Hoon
Yeh Dil Yeh Jaan Mile Tumko
Mein Tumse Mohabbat Karta Hoon

Meri Aakhon Mein Neend Nahin
Mere Hothon Pe Pyas Nahin
Har Cheez Tumhare Naam Hui
Ab Kuch Bhi Mere Paas Nahin
Tumne To Loot Liya Mujhko
Mein Tumse Shikayat Karta Hoon Yeh Dil Yeh Jaan Mile Tumko
Mein Tumse Mohabbat Karta Hoon
Bahosh-O-Hawaas Mein Deewana...

Poet Version
??

Composer Version
??