Dil dhoondta hai
Singers
Lata mangeshkar and udit narayan
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
--FEMALE--
Aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa
--MALE--
Saawan tera chehra jhuk jhuk ke choomta hai, haai
Deedaar ki ek jhalak ke liye khoob barasta hai, jhoomta hai
--FEMALE--
(Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do) - 2
--MALE--
Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do
Tere chehre ki taarif mein paas mere alfaaz nahin
Zubaan meri khaamosh hai, gale mein bas aawaaz nahin
Yeh gesu hai ke baadal hai, late khuli to naagin hai
Pairon mein paayal hai, nigaahein husn-e-kaatil hain
Baadal ko garajne do, baarish ko barasne do
Mausam hai bada beimaan
Dil ko aur dhadakne do, dil ko aur tadapne do
--FEMALE--
Jhoote bol sunaane se kya tujhko mil jaayega
Jab tu chhodega toofaan mein, dil naazook hai hil jaayega
Aankhen hain bheegi bheegi, mausam hai bheega bheega
Taarein hain maddham maddham, baahon mein khoye hain hum
Mm mm, mm mm, aa aa aa aa aa
Baadal ko garajne do
--MALE--
Baarish ko barasne do
--FEMALE--
Mausam hai bada beimaan
--MALE--
Dil ko aur dhadakne do
--FEMALE--
Dil ko tadapne do
--MALE--
Baadal ko garajne do
--FEMALE--
Baarish ko barasne do
--MALE--
Mausam hai bada beimaan
--FEMALE--
Dil ko aur dhadakne do
Dil ko tadapne do
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment