Showing posts with label MOH. RAFFI. Show all posts
Showing posts with label MOH. RAFFI. Show all posts

24 April, 2008

Tumhein jo dekha (MAIN HOON NA)

Album / Movie
MAIN HOON NA
Singers
MOH. RAFFI, ASHA BHOSLE
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Abhijeet:
Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon
Aakhir kyun pal yun diwaana main ho gaya
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2
Jo hosh tha, woh toh gaya
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu, dil kho gaya
Tumhein jo maine socha, tumhein jo maine maana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya

Abhijeet:
Itni kyun, tum khubsoorat ho, ke sab ko hairat ho
Duniya mein sach-much hi rehti hai
Pariyon se bhi zyaada pyaari si ladki koyi
Haan itni kyun, bolo haseen tum ho, jo dekhein gum-sum ho
Dekho na main bhi hoon khoya sa
Behka sa mujhpe bhi chhaayi hai diwaangi
Tumhi ko maine puja, tumhi ko chaaha paana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh hoke beqaabu, dil kho gaya
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -2
Jo hosh tha, woh toh gaya

Shreya:
Tum bhi ho, main bhi hoon, paas aao, toh keh doon
Tumne jo dekha toh kya jaane kya ho gaya
Jaane kyun, rehti hoon khoyi si, jaagi na soyi si
Ab dil mein armaan hai saanson mein toofaan hai
Aankhon mein khwaabon ki hai chaandni
Aa…jaane kyun, behka sa ye mann hai, mehka sa ye tan hai
Chalti hoon itraake, ithlaake, sharmaake
Balkhaake jaise koyi raagini
Tumhein jo maine samjha, tumhein jo pehchaana
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana
Jo hosh tha, woh toh gaya

Abhijeet:
Badan ki ye khushboo, jataane lagi jaadoo
Toh ho hoke beqaabu, dil kho gaya

Both:
Tumhein jo maine dekha, tumhein jo maine jaana -4

Poet Version
??

Composer Version
??

Tumhe Mohabbat Hai Hamse (EK MUSAFIR EK HASINA)

Album / Movie
EK MUSAFIR EK HASINA
Singers
MOH. RAFFI, ASHA BHOSLE
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

aa: qasam Khudaa ki yaqeen

aa: tumhen mohabbat hai hamse maanaa bataao iskaa saboot kyaa hai -2
ra: ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iskaa saboot kyaa hai
aa: tumhen mohabbat hai hamse maanaa bataao iskaa saboot kyaa hai

aa: ye dil ki dhaDkan ye sard aahen yahi shiqaayat hai har kisi ko -2
nayee balaa ko jab bhi dekhaa to pyaar karne lage usi se
nayee bhalaa is mein baat kyaa hai ki ye fasaanaa bahut sunaa hai
ra: ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iskaa saboot kyaa hai
aa: tumhen mohabbat hai hamse maanaa bataao iskaa saboot kyaa hai

ra: jo aag seene mein hai hamaare tumhaare hoti to jaan lete -2
baGhair koi saboot maaNge hamaari chaahat ko maan lete
tumhaari aaNkhoN mein kaash hotaa hamaari aaNkhoN mein jo nashaa hai
ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iskaa saboot kyaa hai
aa: tumhen mohabbat hai hamse maanaa bataao iskaa saboot kyaa hai

aa: yahi nashaa jo rahe hameshaa to ham bhi chaahat kaa jaam pee len -2
ye daur-e-saaGhar yuN hi chalegaa to le ke saaqi kaa naam pee len
magar ye ham par karam ki nazren badal na jaayengi kyaa pataa hai
ra: ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iskaa saboot kyaa hai
aa: tumhen mohabbat hai hamse maanaa bataao iskaa saboot kyaa hai

ra: hamen to saaqi se vaastaa hai suraahi badle yaa jaam badle -2
tere deevaane kabhi na badlenge chaahe saaraa nijaam badle
tere hi qadmoN mein jaan denge ye dil tujhe jab de diyaa hai
aa: tumhen mohabbat hai hamse maanaa bataao iskaa saboot kyaa hai

Poet Version
??

Composer Version
??

21 January, 2008

Phir Tere Shahar Main

Album / Movie
EK MUSAFIR EK HASINA
Singers
MOH. RAFFI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

a: aa aa aa aa aa aa aa
phir tere shahar mein luTne ko chalaa aayaa hooN -2
phir vahi ishq teraa phir vahi dil laayaa hooN
phir tere shahar mein luTne ko chalaa aayaa hooN

dekh kis shaan se aayaa hai teraa saudaai
chorus: dekh kis shaan se aayaa hai teraa saudaai
ra: shor baajoN kaa kahin hai to kahin shahnaai -2
saari duniyaa ko tamaashaai banaa laayaa hooN
phir vahi ishq teraa phir vahi dil laayaa hooN
phir tere shahar mein ra, ko: luTne ko chalaa aayaa hooN

ra: tu na ghabraa teraa ghooNghaT na main uThne dooNgaa
chorus: tu na ghabraa teraa ghooNghaT na main uThne dooNgaa
ra: zindagi chaahe luTe pyaar na luTne dooNgaa -2
dil ke sheeshe ko patthar kaa banaa laayaa hooN
phir vahi ishq teraa phir vahi dil laayaa hooN
phir tere shahar mein ra, ko: luTne ko chalaa aayaa hooN

ra: baat rah jaati insaan rahe yaa na rahe
chorus: baat rah jaati insaan rahe yaa na rahe
ra: yaar ki aan rahe jaan rahe yaa na rahe -2
yaar ke naam par miTne to chalaa aayaa hooN
phir vahi ishq teraa phir vahi dil laayaa hooN
phir tere shahar mein luTne ko chalaa aayaa hooN

ra: teri is maaNg mein sindoor sajaane ke liye
chorus: teri is maaNg mein sindoor sajaane ke liye
ra: surKh mehandi tere haathoN mein rachaane ki liye -2
Khoon-e-dil laayaa hooN aur Khoon-e-jigar laayaa hooN
phir vahi ishq teraa phir vahi dil laayaa hooN
phir tere shahar mein luTne ko chalaa aayaa hooN

Poet Version
??

Composer Version
??