Showing posts with label SAPNA AWASTHI. Show all posts
Showing posts with label SAPNA AWASTHI. Show all posts

22 January, 2008

Saajan Saajan(dil_ka_rishta)

Album / Movie
dil_ka_rishta
Singers
ALKA YAGNIK, KUMAR SANU, SAPNA AWASTHI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Maine Maana Ke Pyaar Ki Had Hoti Hai
Haan Maine Maana Ke Intezar Ki Had Hoti Hai
Maine Maana Ke Dil Dhadakta Hai Sirf Tere Liye
Maine Maana Ke Ikraar Ki Had Hoti Hai
Saajan Saajan Saajan Saajan..(2)
O More Saajan Saajan Saajan Saajan..(2)
Ishq Mein Jab Jee Ghabraaya Dooriyan Dil Seh Nahin Paya..(2)
Kitne Deewanee Ho Gayi Main Kuch Samajh Na Aaya
Ishq Mein Jab Jee Ghabraaya Dooriyan Dil Seh Nahin Paya
Saajan Saajan Saajan Saajan..(2)
O More Saajan Saajan Saajan Saajan..(2)

Saajan Saajan Saajan Saajan
O More Saajan Saajan Saajan Saajan
Ishq Mein Jeena Hai Ishq Mein Marna Hai..(2)
Ishq Bina Ab To Kuch Nahin Karna Hai..(2)
Duniya Waalo Se Ab Nahin Darna Hai..(2)
Mere Dil Ki Har Dhadkan Mein Ishq Samaya
Ishq Mein Jab Jee Ghabraaya Dooriyan Dil Seh Nahin Paya
Saajan Saajan Saajan Saajan
O More Saajan Saajan Saajan Saajan

Ishq Nahin Aasaan Ishq Bada Mushkil..(2)
Ishq Ke Raahi Ko Milti Nahi Manzil ..(2)
Ishq Mein Kuch Bhi To Hota Nahin Haasil..(2)
Ishq Hai Kya Is Ishq Ko Koyi Samajh Na Paya
Ishq Mein Jab Jee Ghabraaya Dooriyan Dil Seh Nahin Paya
Kitne Deewanee Ho Gayi Main Kuch Samajh Na Aaya ..(3)
(Saajan Saajan Saajan Saajan
O More Saajan Saajan Saajan Saajan..(2))..(2)


Poet Version
??

Composer Version
??

21 January, 2008

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai

Album / Movie
JUNGLE
Singers
SUKHWINDER SINGH, SAPNA AWASTHI, SANDEEP CHOWTA & JOLLY MUKHARJEE
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Ye comya ba ye comya sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho
Sho sho sho
Ye comya ba
Ba ba ba
Ye comya sho
Sho sho sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho

Jiya mera dhadak dhadak jaaye re
arre shola koi bhadak bhadak jaaye re
Hay re hay re jaan meri tadap tadap jaaye re
Zara si pyaas bujha de aa ja meri jaan
Aankhon mein laaj ka surma
Honthon pe phoolon ki laali
Aankhon mein laaj ka surma
Honthon pe phoolon ki laali
Dekh meri chhamiya tera yaar idhar hai
Aag lagi dil mein bada pyaasa jigar hai
Zara sa jhumka hila zara sa thumka laga
Ye kaali zulf hata nakhre na dikha
Zara sa jhumka hila zara sa thumka laga
Ye kaali zulf hata nakhre na dikha
Hay tu jo balkhaaye humein aaye bada maza
Tu jo lehraaye rani chhaye koi nasha
ang hai tera jaadui rang hai tera jaadui
Humpe deewani aisa jaadu na chala

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Ye comya ba ye comya sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho
Comya sho
Ye comya ba
Ba ba ba
Ye comya sho
Sho sho sho
Ye comya ba ba ba ba re comya sho

Matak matak matak tu jo chale re
Arre re re chatak chatak chatak badan jale re
Hay re hay re hay re aake hume lagale tu galey re
Kaahe ko door khadi hai paas aa zara

Ja re ja chhod de peechha
Aise tu daal na daane
Haan ja re ja chhod de peechha
Aise tu daal na daane
Jaane de na zulmi mera pyaar udhar hai
Itne dinon se meri uspe nazar hai
Arre usko bataana vohi mera deewana
Hai uske paas jaana rok na mujhe
Arre usko bataana vohi mera deewana
Hai uske paas jaana rok na mujhe

Nazar milake nazar modke na ja
Aise mein akele humein chhodke na ja
Ye jawaani ooi ooi chhoo na mujhe main chhuimui
Door se tu dekh magar haath na laga

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Patli kamar chikna badan tirchhi nazar hai
Masti bhari teri baali umar hai

Poet Version
??

Composer Version
??