Showing posts with label P. Show all posts
Showing posts with label P. Show all posts

22 January, 2008

Pyare Nanaduiya

Album / Movie
ZAMANA
Singers
KISHORE KUMAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Haye daiyya haye
arre purane motorwa ki bhonpu (beep beep)
hum aa gaye hain haan....

haaaaaaan aye

ae pyaare nanaduiyya,
nanaduiyyaaaaaaaaan haan

arre pyaare nanaduiyya
pyaare nanaduiyya
sarota kahan bhool aaye
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye
pyaare nanaduiyya
sarota kahan bhool aaye

Chorus : pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

(1)

chhailla banwaiyyan se
najar ladi duiyyan

chorus : chhailla banwaiyyan se
najar ladi duiyyan

Kishore : Arre
chhailla banwaiyyan se
najar ladi duiyyan

main bechari hai hai hoi hoi
main bechari paan khaaon choona chate saiyyan
sarota kahan bhhol aaye

chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

Kishore : aahe pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

(2)

chailla halwaiyya se
najar ladi duiyyan

chorus :
chailla halwaiyya se
najar ladi duiyyan

ahe
chailla halwaiyya se
najar ladi duiyyan

main bechari
yum yum slurp slurp mm mm aa haa haa
main bechari rabdi khaaon patta chate saiyyan

sarota kahan bhhol aaye

chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

Kishore : aahe pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

(3)

chailla rang rajwa se
najar ladi duiyyan

chorus :
chailla halwaiyya se
najar ladi duiyyan

ahe
chailla halwaiyya se
najar ladi duiyyan

main to dolu
o dolu re dolu
ore dolu dolu re dolu
main to dolu rang badalke
tuk tuk takey saiyyan

sarota kahan bhhol aaye

chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

Kishore : aahe pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

(4)

chailla sipahiyya se
najar ladi duiyyan

chorus :
chailla sipahiyya se
najar ladi duiyyan

ahe
chailla sipahiyya se
najar ladi duiyyan

main bechari
haye haye oye hoye
hat ja muhe nahi to bichho ban ke dank maroongi haan
main bechari bachke nikli
pakde gaye saiyyan

sarota kahan bhhol aaye

chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

aahe pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

Ore zamra thamke

chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

aye haye
chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

hoye hoye
chorus :
pyare nanaduiyyan sarota kahan bhool aaye

Bolo bachchiyon lattu maharaj ki
chorus : jai

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Mein Dil Pe

Album / Movie
MAHAAN
Singers
KISHORE KUMAR, ASHA BHONSLE
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Asha: Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
O Jaan-e-Jahaan Mar Kar Bhi Yahan Tera Peechha Chhodoon Na Na Na Na
Ho... Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
O Jaan-e-Jahaan Mar Kar Bhi Yahan Tera Peechha Chhodoon Na Na Na Na
(music)
Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan

Kishore: Are Abhi Roothe Tu Abhi Maane Tu Tauba Yeh Kya Hai Nazaara
Kabhi Bole Na Kabhi Bole Haan Teri Adaaon Ne Maara
Abhi Roothe Tu Abhi Maane Tu Tauba Yeh Kya Hai Nazaara
Kabhi Bole Na Kabhi Bole Haan Teri Adaaon Ne Maara
Tu Laakh Chhupa Thaa Mujhko Pata Teri Naam Jhupi Thi Haan Haan Haan Haan
Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan

Asha: Aisa To Kabhi Socha Hi Nahin Yeh Pyar Hai Itna Pyara
Aa Hi Gayee Main Baahon Mein Teri Dil Ne Yoon Dil Ko Pukaara
Aisa To Kabhi Socha Hi Nahin Yeh Pyar Hai Itna Pyara
Aa Hi Gayee Main Baahon Mein Teri Dil Ne Yoon Dil Ko Pukaara
Kishore: Tere Jaisa Haseen Tere Jaisa Jawaan Koi Hai Mehboob Kahan aaaaa..
(music)
Asha: Aaa...Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan aaa

Kishore: Hey Tere Bina Main Mere Bina Tu Thi Zindagi Mein Adhoori
Asha: Ho Jaan-e-Jahaan Yahan Jeene Ke Liye Tha Apna Milna Zaroori
Kishore: Tere Bina Main (Asha:Aha) Mere Bina Tu (Asha:Oho) Thi Zindagi Mein Adhoori
Asha: O Jaan-e-Jahaan Yahan Jeene Ke Liye Thaa Apna Milna Zaroori
Kishore: Mere Dil Mein Hai Tu Tere Dil Mein Hoon Main Jeena Hai Saath Yahana aaaa
Arre Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
Asha: Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan
Kishore: O Jaan-e-Jahaan Mar Kar Bhi Yahan Tera Peechha Chhodoon Na Na Na Na
Asha: Ho... Ho...
Together: Pyar Mein Dil Pe Maar De Goli Le Le Meri Jaan

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Maanga Hai Tumhi se

Album / Movie
COLLEGE GIRL
Singers
KISHORE KUMAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Pyar Maanga Hai Tumhi Se Na Inqaar Karo
Paas Baitho Zara Aaj To Iqraar Karo

Kitni Haseen Hai Raat Dulhan Bani Hai Raat
Machle Hue Jazbaat Baat Zara Hone Do
Mujhe Pyaar Karo
Pyar Manga Hai Tumhi Se Na Inqaar Karo...

Pehle Bhi Tumhe Dekha Pehle Bhi Tumhe Chaaha
Itna Haseen Paaya Saath Haseen Hone Do
Mujhe Pyaar Karo
Pyar Manga Hai Tumhi Se Na Inqaar Karo...

Kitna Madhur Safar Hai Tu Mera Humsafar Hai
Beete Hue Woh Din Zara Yaad Karo
Mujhe Pyaar Karo
Pyar Manga Hai Tumhi Se Na Inqaar Karo...

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Ko Chahe Kya Ek Nazar

Album / Movie
EK NAZAR
Singers
KISHORE KUMAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Hmm Hm Ek Nazar Ek Nazar

Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar Ek Nazar (3)
Der Se Tu Mere Armaano Ke Aaine Mein (2)
Bandh Palken Liye Baithi Hai Mere Seene Mein
Ae Meri Jaan E Haya
Dekh Idhar Dekh Idhar Dekh Idhar
Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar Ek Nazar (2)

Bekararon Ki Dawa Ek Nazar Ek Nazar (2)
Chain Dekar Jo Bechain Bana Deti Ho (2)
Ho To Shabnam Si Magar (2)
Aag Laga Deti Ho
Jab Miley Shor Uhtey
Hai Re Dil Hai Jigar Hai Jigar
Bekararon Ki Dawa Ek Nazar Ek Nazar (2)

Dardmando Ki Sada Ek Nazar Ek Nazar (2)
Shikwa Baaki Rahe Door Gila Ho Jaaye (2)
Iss Tarah Dekh Deewane Ka Bhala Ho Jaaye
Chahnewaalon Mein Aa
Der Na Kar Der Na Kar Der Na Kar
Dardmando Ki Sada Ek Nazar Ek Nazar (2)

Ishq Maange Hain Dua Ek Nazar Ek Nazar (2)
Khoon-E-Dil Se Bade Rukhsar Ki Laali Teri (2)
Meri Aahon Se Palak Aur Ho Gaali Teri
Meri Haalat Pe Na Ja
Aur Sanwar Aur Sanwar Aur Sanwar
Ishq Maange Hain Dua Ek Nazar Ek Nazar (2)

Pyar Ko Chahiye Kya
Pyar Ko Chahiye Kya Ek Nazar Ek Nazar

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Ki Kashti Mein

Album / Movie
KAHO NA PYAAR HAI
Singers
UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Aai - ri - shi - chu - ru - ru
Haiyahoo - haiyahoo - haiyahoo
Pyaar ki kashti mein, lehron ki masti mein,
Pawan ke shor shor mein, chale hum zor zor mein,
Gagan se door…….
Gagan se door…..
Wahan kya pyar milega, chaman ka phool khilega,
Jise dil dhoondh raha hai, kya woh dildar milega
La - la - la - la
La - la - la - la
Wahan sach honge sapne, banenge gair bhi apne,
Dil ki baraat sajegi, milenge saajan apne
La - la - la - la - la
Maine suna,
Kya suna?
Jo kaha,
Kya kaha?
Jaana hai bahut door……
Pyaar ki kashti mein, lehron ki masti mein,
Pawan ke shor shor mein, chalen hum zor zor mein,
Gagan se door…….
Pyaar ko pyaar mile to, nazar kahin lag na jaaye,
Mile jeewan mein hum tum, kahi phir bichad na jaayen
L - l - l - la - la - la
Nazar kya lage wahan par, hai pyaar hi pyaar jahan par,
Na bichde milne wale, jahan hon sab dil wale
L - l - l -la -la - la
To chalo chale,
Haa chalen,
Yun milke,
Haan milke, hoke khushi mein choor,
Pyar ki kasti mein, lehron ki masti mein,
Pawan ke shor shor mein, chalen hum zor zor mein,
Gagan se door………
Ho rama ho……ho rama ho…..haihahoo….haihahoo…..haihahoo

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar ke liye chaar pal

Album / Movie
DIL KYA KARE
Singers
ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Pyar ke liye chaar pal kam nahin the - 2
Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2
Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the
Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Yeh din barson ke baad aaya
Kuch tumhe, kuch hamein yaad aaya
Kasak phir yeh dil mein uthi hai
Honton pe baat aake ruki hai
Kabhi itne majboor to hum nahin the - 2
Pyar ke liye chaar pal kam nahin the
Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the
Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Aah aah aah, aah aah
Aah aah aah aah aah, aah aah
Agar tum yeh dil maang lete
Jaaneman hum tumhe jaan dete
Tumhe kaise hum bhool jaate
Marke bhi tum hamein yaad aate
Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the - 2
Pyar ke liye chaar pal kam nahin the - 2
Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2
Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the
Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the - 2

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Ka Musafir

Album / Movie
SUNOH (ALBUM)
Singers
LUCKY ALI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Main hoon pyaar ka musafir
Dil khush hai aaj mera
Jahan mile mohabbat
Vaheen mera basera
Mujhko mile safar mein
Kuch dhoop kuch savera
Yeh aarzoo hai paaoon
Kuch chaoon kuch savera
Manzillein meri, door hain kahin
Lagta nahin dil mera yahan
Mujhe jaane do wahan

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Jahan hota ho savera
Kile un mile dil tera
Na ho gum na darr kisi ka
Aur saathi hoga mera
Aisi hi khushi, mille har kahin
Sambhaley kadam mere yahan
Mujhe jaane do vahaan

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Mujh ko to yeh yakeen hai
Manzil meri kareeb hai
Jo dhoondhe mera dil
Aas paas yahin kahin hai
Chaahatein meri, poori ho gayi
Mil gaya mujhe woh aashiyaan
Mujhe jaane do vahaan

Hm hm hm hm hm hm hm.. -2

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Ka Matlab

Album / Movie
OM JAI JAGADISH
Singers
SONU NIGAM, ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Pyar Kisise Kab Hota Hai
Jab Hona Ho Tab Hota Hai
Pyar Ka Kya Matlab Hota Hai
Pyar Ka Kya Matlab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai
Pyar Kisise Kab Hota Hai
Jab Hona Ho Tab Hota Hai
Pyar Ka Kya Matlab Hota Hai
Pyar Ka Kya Matlab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai

Koyi Mehsoos Karke To Dekhe Isse
Khoobsurat Se Bhi Khoobsurat Hai Yeh
Khushboo Ban Ke Yeh Saason Mein Ghul Jaata Hai Yeh
Dil Ki Bechainiyon Ki Zaroot Hai Yeh
Koyi Mehsoos Karke To Dekhe Isse
Khoobsurat Se Bhi Khoobsurat Hai Yeh
Khushboo Ban Ke Yeh Saason Mein Ghul Jaata Hai Yeh
Dil Ki Bechainiyon Ki Zaroot Hai Yeh
Iski Dhadkan Anjaani Si Iska Dard Ajab Hota Hai
Pyar Ka Kya Matlab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai

Na Subaah Ka Pata Na Khabar Shyaam Ki
Iski Chaahat Pe Hai Bas Nasha Hi Nasha
Koyi Maane Na Maane Magar Sachch Hai Yeh Sab Se Hoti Hai Aisi Khata
Na Subaah Ka Pata Na Khabar Shyaam Ki
Iski Chaahat Pe Hai Bas Nasha Hi Nasha
Koyi Maane Na Maane Magar Sachch Hai Yeh Sab Se Hoti Hai Aisi Khata
Iski Pyaas Pata Chalti Hai Jab Hoton Pe Lab Hota Hai
Pyar Ka Kya Matlab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai
Pyar Ka Matlab Rab Rab Rab Rab Hota Hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Ka Khumar

Album / Movie
MADHOSHI
Singers
ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

( Pyar Ka Khumar Leke
Ishq Ki Bahar Leke Ha )…(2)
Sapno Main Mere Aye Woh
Man Me Mere Muskuraye Woh

Janti Nahi Hoon Jinko
Chahne Lagi Hoon Unko
Ho Gaya Hai Kya
Jane Muzko Ho Gaya Hai Kya
Har Taraf Hai Rang Uske
Jaise Mai Hoon Sang Uske
Chaya Hai Nasha
Bus Ushika Chaya Hai Nasha
Ushse Mujko Pyar Sa Hai
Ushka Intjaar Sa Hai
Kitna Mujko Yaad Aye Woh
Maan Me Mere Muskaye Woh

Pahle Baar Jab Miloongi
Jaane Usese Kya Kahoongi Sochati Hoon
Jane Kya Kya Shochti Hoon Main
Woh Yaha Kahi Nahi Hai
Phir Bhi Woh Yahin Kahin Hai
Dekhati Hoon Mai
Ha Ushiko Dekhati Hoon Main
Woh Jo Meri Saanson Me Hai
Ha Mere Ahesaas Mai Hai
Samne Khabhi To Aye Woh
Man Mai Mere Muskurai Woh

Pyar Ka Khumar…Muskuraye Woh

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Ka Badala Mujeh

Album / Movie
YEHI HAI ZINDAGI
Singers
KISHORE KUMAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Pyar Ka Badla Mujhe
Dekho Kaisa Mila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila (X2)

Maine Samjha Jisey Chand Ki Chandni
Wo To Ek Aag Thi Jis Mein Ghar Jal Gaya
Bhool Thi Yeh Meri Kya Karoon Ab Gila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Maine Apna Lahoo Deke Seencha Ise
Mere Gulshan Mein Yeh Kaisi Ayee Baahaar
Kitne Kaante Khile Phool Ek Na Khila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Ek Hasrat Banee Har Tamanna Meri
Itni Daulat Bhala Mere Kis Kaam Ki
Hai Yehi Zindagi, Zindagi Ka Sila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Pyar Ka Badla Mujhe
Dekho Kaisa Mila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Humko Hone Laga

Album / Movie
TUM BIN
Singers
ABHIJEET AND CHITRA
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--MALE--
Mm, jab se tum aaye nazar mein
Khoya khoya rehta hai dil
Dhadkanon se aaj yeh kya
Chupke chupke kehta hai dil
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga

--FEMALE--
Log jo kehne lage hain
Un baaton mein uljha hai dil

--MALE--
Kya haqeeqat hai apni
Kya tumhe bataayenge
O, kya haqeeqat hai apni
Kya tumhe bataayenge
Kaun hain hum aakhir yeh
Kab talak chhupaayenge

--FEMALE--
Tum chhupaao laakh humse
Phir bhi sab kuch humne jaana
Har zubaan pe aayega kal
Hum dono ka yeh afsaana

--MALE--
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga
Pyaar humko hone laga
Khona tha dil, khone laga

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar diwana hota hai

Album / Movie
KATI PATANG
Singers
KISHORE KUMAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

pyaar diwaanaa hotaa hai, mastaanaa hotaa hain
har khushee se, har gam se, begaanaa hotaa hain

shamaa kahe parawaane se, pare chalaa jaa
meree tarah jal jaayegaa, yahaa naheen aa
wo naheen sunataa, us ko jal jaanaa hotaa hain

rahe koee sau paradon me, dare sharam se
najar ajee laakh churaye, koee sanam se
aa hee jaataa hain jis pe, dil aanaa hotaa hain

suno kisee shaayar ne ye, kahaa bahot khub
manaa kare duniyaan lekin mere mehaboob
wo chhalak jaataa hai, jo paimaanaa hotaa hain

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyar Bharaa Geet

Album / Movie
LOC
Singers
SONU NIGAM AND SHREYA GOSHAL
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Aa Aa Aa
Dhin Tak Dhin Ta Dhin Tak Dhin Ta
Dhin Tak Dhin Ta Dhin Tak Dhin Ta
Aa Aa Aa
Pyaar Bharaa Geet Koi Dekho Piyaa Tumko Gaanaa Hi Hogaa
Hey Hey Samjhaa Karo Mushkil Meri
Chaahoon Na Chaahoon Mujhko Jaanaa Hi Hogaa
Piyaa Mere Tan Man Mere Pyaar Ke Bandhan Do Pal Tumhein Rokte Hain
Koi Jaataa Ho To Pichhe Se Usko Aise Nahin Tokte Hain
Sautan Meri Kyaa Hai Koi Jaldii Hai Kyun Samjhaanaa Hi Hogaa
Aa Aa Aa

Jaanaa Pade Jo
Jaanaa Pade Jo Mujhko Kahin To Aise Na Roothaa Karo
Na Sar Ko Jhatko Na Pair Patko Na Thandi Aahein Bharo
Haan Jaao Tumhe Kyaa Jaise Rahoon Main
Sunte Nahin Ho Jo Bhi Kahoon Main
Jaane Kaa Gham Hai Mujhko Bhi Is Gham Ko Lekin Bahlaanaa Hi Hogaa
Piyaa Mere Tan Man Mere Pyaar Ke Bandhan Do Pal Tumhein Rokte Hain
Koi Jaataa Ho To Pichhe Se Usko Aise Nahin Tokte Hain
Pyaar Bharaa Geet Koi Dekho Piyaa Tumko Gaanaa Hi Hogaa

Khilte Raheinge
Khilte Raheinge Phool Dilon Ke Jab Tak Hai Ye Gulsitaan
Jalne Lagaa Jo Apnaa Chaman To Jaayeinge Ham Tum Kahaan
Ho Lekin Meraa Jo Dil Jal Rahaa Hai Kyun Nahin Tumko Uskaa Pataa Hai
Jo Aag Hai Dil Mein Lagi Kuchh Din To Uspe Qaaboo Paanaa Hi Hogaa
Piyaa Mere Tan Man Mere Pyaar Ke Bandhan Do Pal Tumhein Rokte Hain
Koi Jaataa Ho To Pichhe Se Usko Aise Nahin Tokte Hain
Pyaar Bharaa Geet Koi Dekho Piyaa Tumko Gaanaa Hi Hogaa
Aa Aa Aa

Aayeinge Phir Se
Aayeinge Phir Se Din Ye Milan Ke Phir Aayegaa Ye Samaa
Chhaayeinge Baadal Ham Premi Paagal Yun Hi Mileinge Yahaan
Vaadaa Kiyaa Hai Dekho Na Bhoole Aake Jhulaanaa Saavan Ke Jhoole
Baat Aisi Hai Tumne Kahi Saavan Mein To Mujhko Aanaa Hi Hogaa
Piyaa Mere Tan Man Mere Pyaar Ke Bandhan Do Pal Tumhein Rokte Hain
Koi Jaataa Ho To Pichhe Se Usko Aise Nahin Tokte Hain
Pyaar Bharaa Geet Koi Dekho Piyaa Tumko Gaanaa Hi Hogaa

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaar Par Bas Toh Nahi Hai Mera

Album / Movie
SONE KI CHIDIYA
Singers
MOHD. RAFI, ASHA BHOSLE
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

ra: ( raat bhar kaa hai mehmaaN andheraa
kiske roke rukaa hai saveraa) -2
raat bhar kaa hai mehmaaN andheraa

aa: koi milke tadbeer sochen
dukh ke sapnoN ki taabeer sochen
jo teraa hai vohi Gham hai meraa
kiske roke rukaa hai saveraa
raat bhar kaa hai mehmaaN..

aa: raat jitni bhi sangeen hogi
subah utni hi rangeen hogi
both: raat jitni bhi sangeen hogi
subah utni hi rangeen hogi
Gham na kar Dar hai paagal ghaneraa
kiske roke rukaa hai saveraa
raat bhar kaa hai mehmaaN andheraa
ra: raat bhar kaa hai mehmaaN andheraa

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaara Sa Gaaon

Album / Movie
ZUBEIDAA
Singers
LATA MANGESHKAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm
Hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm
Ah ha ha aa aa aa aa aa
Door kahin ek aam ki bagiya
Ah ha ha aa aa aa aa aa
Door kahin ek aam ki bagiya
Bagiya mein hai thandi chhaaon
Chhaaon mein ek kachcha rasta
Raste mein pyaara sa gaaon
Gaaon mein ek chhota sa ghar
Ghar mein ek ujla sa aangan
Aangan mein chandan ka palna
Palne mein chanda sa munna
Munne ki aankhon mein nindiya
Door kahin ek aam ki bagiya
Bagiya mein hai thandi chhaaon
Chhaaon mein ek kachcha rasta
Raste mein pyaara sa gaaon
Neele neele aasmaan mein taaron ka hai ek nagar
Jagmag jagmag ek taare par ek shehzaadi ka hai ghar
Chupke chupke raat ko uthke dhyaan se dekhe koi agar
Jhilmil jhilmil hai taarein mein us shehzaadi ke zevar
Shehzaadi ithlaaye, shehzaadi yeh gaaye
Door kahin ek aam ki bagiya
Aadhi raat jab ho jaati hai, jab duniya so jaati hai
Taaron se shehzaadi utarke munne ke ghar aati hai
Meethe meethe saare sapne apne saath voh laati hai
Sote munne ki palkon pe yeh sapne voh sajaati hai
Sirhaane voh aaye, haule se voh gaaye
Door kahin ek aam ki bagiya

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaara bhaiya mera dulha raja banke

Album / Movie
KYA KEHNA
Singers
ALKA YAGNIK & KUMAR SANU
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya
Pyaara bhaiya mera

Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera

Aaj kaisi dhoom hai ga rahi shehnaaiyaan
Aanchal ki chhaaonmein baitha bhaiya saiyaan
Saj ke doli aayegi laut ke jab saath mein
Pyaari si bhabhi ka haath loongi apne haath mein
Phie ek din arre kya kehna ek phool sa khilega angna

Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera

Dekho kaisi saj rahi soorat mere yaar ki
Masti mein kya jhoomti shaam aayi pyaar ki
Goriyon ke beech mein baitha kaisi shaan se
Aise hi poore hon din mere bhi armaan ke
In haathon mein bhi koi haath aaye
Apni bhi suhaag ki raat aaye

Dekho yaara mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera

Pyaara bhaiya mera dulha raja banke aa gaya
Pyaara bhaiya mera
Resham ki pagdi pe sehra ghar aangan mehka gaya
Dekho yaara mera

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaar Zindagi Hai

Album / Movie
PYAAR ZINDAGI HAI
Singers
SONU NIGAM AND KAVITA KRISHNAMURTHY
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--MALE--
Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

--FEMALE--
Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

--BOTH--
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
O ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

--MALE--
(Pyaar hai voh khushboo ka jhonka
Jo saanson ko mahekaaye) - 2
Pyaar hai voh geeton ki sargam
Jisko har dhadkan gaaye

--FEMALE--
Pyaar suhaana mausam hai
Pyaar gulon ki laali hai
Pyaar labon ki shabnam hai
Pyaar bina sab khaali hai
Pyaar bekhudi hai, pyaar zindagi hai
Oh pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
(Pyaar kiya Laila Majnu ne
Pyaar pe voh qurbaan gaye) - 2
Pyaar ke dushman is duniya ko
Deke apni jaan gaye

--MALE--
Pyaar to voh ehsaas hai jo ke
Rooh mein aate utarta hai
Premi mar jaate hai lekin
Pyaar kabhi nahin marta hai
Pyaar bandagi hai, pyaar zindagi hai
Ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

--FEMALE--
Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

--MALE--
Jo log mohabbat karte hain
Voh marne se nahin darrte hain
Har zulm sitam voh sehte hain
Phir bhi duniya se kehte hain

--BOTH--
Pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai
Ho pyaar zindagi hai, pyaar zindagi hai

--MALE--
Pyaar zindagi hai

--FEMALE--
Pyaar zindagi hai

--MALE--
Pyaar zindagi hai

--FEMALE--
Pyaar zindagi hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaar ye jaane kaisa hai

Album / Movie
RANGEELA
Singers
SURESH WADKAR & KAVITA KRISHNAMOORTHY
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Din to guzarte hain jiske khayaalon mein
Raatein guzarti hain uski hi yaadon mein
Waqt milan ka aaye to raahon mein
Jhoome bahaarein phoolon ki kaliyon mein
Bhanvaron ki toli aaye
Kaliyon pe vo mandaraaye
Darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Aankhon pe chhaye hain sapna banke to
Koi paraaya aaye apna banke
Chalte chalte hi raahon ki dhoop mein
Saathi mil jaaye koi saaya banke
Manzil aaye na aaye ya koi toofan aaye
Dilwaalon ko ye jeena sikhaaye

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaar Tune Kya Kiya

Album / Movie
PYAAR TUNE KYA KIYA
Singers
SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

--FEMALE--
Pyaar tune kya kiya, mm hmm mm mm kya kiya
Ek hi pal mein achaanak
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya
Di hai nayi khushiyaa

--MALE--
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya
Di hai nayi khushiyaa

--FEMALE--
Pehli dafaaon se dekh kar, hone laga kuch aisa asar - 2
Khud se hui main bekhabar
Main hoon yahan, dil mera hai vahan

--MALE--
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya

--FEMALE--
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya
Di hai nayi khushiyaa

--MALE--
Tu de raha hai ehsaas yeh, jaise koi mere paas hai - 2
Jiske badan ko chhookar mere badan ko chhoo rahi hai hawa

--FEMALE--
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya
Di hai nayi khushiyaa

--MALE--
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya
Di hai nayi khushiyaa

Poet Version
??

Composer Version
??

Pyaar to hona hi tha

Album / Movie
PYAAR TO HONA HI THA
Singers
REMO FERNANDES & JASPINDER NARULA
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Turu..
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Turu..
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha

Aankhon ke raste dil mein samaana
Dil mein samaake neendein udaana
Bada sambhaala tha maine isay
Dil to khona hi tha

Rara..
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha

Tara..
Pyaar to honi hi tha
Pyaar to honi hi tha
Honi hi

Poet Version
??

Composer Version
??