Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Udit:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2

Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam
Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Udit:
(Tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna
Dil ne mere maana, dilbar tumhein apna) -2
Mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz
Meri chaahton se tum
Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz
Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Alka:
(Zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai
Tu meri saason mein, har waqt rehta hai) -2
Mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz
Meri chaahton se tum
Meri chaahton se tum, na karna kabhi aitraaz
Udit:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Alka:
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi ho…eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
01 November, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment