Pankaj: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Anuradha: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Pankaj: Behad aur behisaab aaya hai
Pankaj: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Anuradha: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Anuradha: Saamne tum ho ya hai khawab koi
Khusnaseebi pe apni hairaan hoon
Tum dayavan devta ho mere
Tumko Pujoon ke tum se pyar karoon
Tumko Pujoon ke tum se pyar karoon
Maine kismat se tumko paaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Pankaj: Is bhare shehar main akela tha
Is bhare shehar main akela tha
Gum tha main zindagi ke mele main
Tum mile to pata mila apna
Chand utar aaya mere seene main
Tumko paaya to khudko paaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Anuradha: Meri har saans mein samaye raho
Yehi hai raat din duvaa meri
Yehi hai raat din duvaa meri
Pankaj: Har khushi tum se, zindagi tum se
Har khushi tum se, zindagi tum se
Tum hi umeed tum hi wafa meri
Anuradha: Maine sub kuch tum hi se paaya hai
Pankaj: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Anuradha: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
Both together: Aaj phir tum pe pyar aaya hai
Behad aur behisaab aaya hai
01 November, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment