03 May, 2008

Ek Baar Tujhko Dekha (DEEWANA (ALBUM))

Album / Movie
(DEEWANA (ALBUM)
Singers
SONU NIGAM
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Tera khayal mere dil se ja nahi sakta
Tamam umar mein tujhko
Bhula nahi sakta, bhula nahi sakta
Aaja
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Hmm ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)

Mera tasavur meri deewangi tu hi to hain
Kash tujhe khabar hoti
Yeh zindagi tujh bin har lamha
Mujhe tadpaati hain
Mein kya karu ?
Zindagi se bhaag kar kaha jau ?
Tera pata bhi to nahi

Ashaon ka banke darpan
Tune badla mera jeevan
Anjaane mein jod di maine
Tujhse apne dil ki dhadkan
Aai hain yaad phir tu
Phir hosh kho gaya
Phir dil machal machal ke
Betaab ho gaya
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)

Ab tak maine khwab jo dekhe
Un khwabon ki chahat hain tu
Lagta hain kyo aaisa mujhko
Dil ki pehli hasrat hain tu
Yeh meri beqaraari yeh meri bekhudi
Has has ke roj mujhse karti hain dillagi
Hooo deewana kiya hain teri yaadon ne
Tu aake zara dekh le, aaja
Hoo deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Ek baar tujhko dekha
Phir dekhu yeh dil kahe
Ab mein jaha bhi jau teri justaju rahe
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekh le)
Aaja (aaja)
Deewana (deewana)
Kiya hain teri yaadon ne (yaadon ne)
Tu aake zara dekh le (dekhle)
Aaja (aaja)

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: