RAJA BHAIYA
Singers
KAVITA, UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Tu Jo Hans Hans Ke Sanam Mujhse Baat Karti Hai
Tu Jo Hans Hans Ke Sanam Mujhse Baat Karti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Teri Chaahat Jo Mere Saath Saath Chalti Hai
Teri Chaahat Jo Mere Saath Saath Chalti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Maine Ek Baar Nahin Baar Baar Dekha Hai
Tere Haathon Mein Mere Pyaar Ki Jo Rekha Hai
Maine Ek Baar Nahin Baar Baar Dekha Hai
Tere Haathon Mein Mere Pyaar Ki Jo Rekha Hai
Teri Khushboo Meri Saanson Mein Jo Mehekti Hai
Teri Khushboo Meri Saanson Mein Jo Mehekti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Mere Hamdard Tu Samjha De Dil Deewane Ko
Har Bhali Cheez Buri Lagti Hai Zamane Ko
Mere Hamdard Tu Samjha De Dil Deewane Ko
Har Bhali Cheez Buri Lagti Hai Zamane Ko
Meri Rag Rag Mein Wafaa Banke Lahoo Behti Hai
Meri Rag Rag Mein Wafaa Banke Lahoo Behti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Main Tere Khwaab Sajata Hoon Apni Aankhon Mein
Naam Aa Jata Hai Tera Meri Har Baaton Mein
Main Tere Khwaab Sajata Hoon Apni Aankhon Mein
Naam Aa Jata Hai Tera Meri Har Baaton Mein
Teri Taarif Mere Lab Se Jo Nikalti Hai
Teri Taarif Mere Lab Se Jo Nikalti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Tu Jo Hans Hans Ke Sanam Mujhse Baat Karti Hai
Teri Chaahat Jo Mere Saath Saath Chalti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane Ko Buri Lagti Hai
Poet Version
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment