18 April, 2008

Tez Dhaar (Sex On The Wheels Mix) (MUSAFIR)

Album / Movie
MUSAFIR
Singers
SANJAY DUTT
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Huh.. ab jacket pehno, bike nikaalo, Goa jaao
Bedroom ka paisa, raaste mein naachta, dimaag ka bheja banaaye
Na raaste ka bharosa, na mausam ka bharosa, kaun bharega paisa?
Kaun khaayega goli? Main? Nahin nahin umm..hmm..umm..hmm..
Apna bas ek usool, saare jahaan qubool hai -2
Jaan jaaye toh jaan jaaye, par mera maal na jaaye
Maal jaaye toh kissi na kissi ki, jaan jaaye
Koyi rehmat maange, koyi maulat maange -2
Apun ka ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar…umm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar, bas tez dhaar
Kitna samjhaaya hero ko
Is desh mein har hindustaani ka favourite time pass hai gaana aur bajaana
Aur naahin toh gaane ke liye rukega na bajaane ke liye letega
Lekin woh saala, ruk gaya aur billo ka dil, tok gaya
Mauka chunega kahaan chunega woh, mauka chunega kahaan chunega
Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, mauka chunega, mauka chunega
Haddon ki kya hai kimmat, kimmat toh bas, jaan ki hai, jaan ki hai
Muntazir ki kimmat, ha ha bas, jaan hi hai
Umm hmm hmm seena zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar…umm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar bas tez dhaar
Jaan bach gayi toh neend chali jaayegi
Neend kabhi aa bhi gayi toh cheekta huwa, darrta huwa
Kaampta huwa jaagega tu! mauka
Tez dhaar…hmm tez dhaar
Mauka chunega kahaan chunega woh, mauka chunega kahaan chunega
Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, mauka chunega, mauka chunega
Abbe saale, taqdeer teri jhukti pehle, maut tere sar pe hai
Lekin baatein aisi karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai
Mauka chunega kahaan chunega woh, mauka chunega kahaan chunega
Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, mauka chunega, mauka chunega
Umm…zindagi… aur mauke ke peechhe, aur ye tez, tez dhaar
Umm hmm hmm seena zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar…tez dhaar tez dhaar…
Mauka chunega kahaan chunega woh, mauka chunega kahaan chunega
Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, mauka chunega, mauka chunega
Kya karta boss? Public ki demand thi, toh Billa ko aana hi pada
Kahaani khatam hone ko aayi, aur saala action shuru hi nahin huwa
Ha! Ab main aa gaya hoon na
Ab dikha doon tamaasha, dikha doon tere ko be pasha samjha!

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: