17 April, 2008

Tere Aane Se Aaye (RUN)

Album / Movie
RUN
Singers
ALKA YAGNIK KUMAR SANU
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mahbooba
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara

Ek Pal Mein Dil Ka Rishta Judne Laga
Dam Bhar Mein Dil Ka Panchhi Udne Laga
Yahi Khwahish Hai, Farmaish Hai, Hamein Chaho Tum Ye Guzarish Hai
Jo Hai Aashiqi Hamaare Liye, Bane Zindagi Tumhaare Liye
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara

Aisa Hai Kya Tujh Mein Jo, Marte Hain Ham
Beinteha Chahat Kyon Karte Hain Ham
Ye Na Socha Hai, Ye Na Jaana Hai, Bas Hamne To Yahi Mana Hai
Sitaron Mein The, Zamin Pe Sanam Utara Gaya Tumhare Liye
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mahbooba
Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2
Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: