Hum Saath Saath Hain
Singers
Kavita Krishnamoorthy,Alka Yagnik & Anuradha Paudwal
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
Tang mujhe karta hai sang mere ladta
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
Tang mujhe karta hai sang mere ladta
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Gokul ki galiyon mein jamuna kinaare
Vo to hai kankaniya chhup chhupke maare
Natkhat adayein soorat hai bholi
Holi mein meri bhigaaye vo choli
Baiyyaan na chhode
Kalaiyyaan marode
Baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode
Paiyyaan padoon phir bhi peechha na chhode
Meethi meethi baaton mein mujhko phasaaye
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Jab jab bajaaye mohan muraliya
Chhan chhan chhanakti hai meri paayaliya
Neinon se jab vo kare chhedkhaani
Dil thaame reh jaaye prem deewani
Sadh budh gawaayi
Neendein udaayi
Sadh budh gawaayi neendein udaayi
Jo karne baithi thi vo kar na paayi
Badi mushkil se dil ko sambhaala
Hay
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se main bachi
Raamji ki kripa se
Gokul ka kaanah re dil mein samaaya
Main bhaagyashaali inhein maine paaya
Maana ki sabke hain ye kanhaiyya
Kehlayenge bas tumhaare hi maiyya
Pyaara piya hai
Tumne diya hai
Pyaara piya hai tumne diya hai
Mamta ke aanchal mein humko liya hai
Charnon mein tere o maa humko rehna hai
Raamji ki kripa se haan ji haan
Raamji ki kripa se haan ji haan
Raamji ki kripa se
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment