30 April, 2008

Ishq fitrat hai meri (JANASHEEN)

Album / Movie
JANASHEEN
Singers
SUKHWINDARA SINGH, SUNIDHI CHAUHAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Sukhwinder:
Oy hoy hoy hoy hoy hoy..
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi
Haan.. ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi
Tu nahin aur sahi, gham ka ye daur sahi, ik gunaah aur sahi

Chorus:
Ishq ishq ishq -2

Sunidhi:
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi
Jaaneman jaan nasheen, kar zara gaur sahi, kaise koyi aur sahi

Tere lahje mein kuchh wafa kam hai
Mujh mein bardaasht ka bada dam hai
O oy oy oy oy oy
Tere lahje mein kuchh wafa kam hai
Mujh mein bardaasht ka bada dam hai

Sunidhi:
Ishq ne mujhko ye sikhaaya hai
Tu salaamat hai toh phir kya gham hai

Sukhwinder:
Oh.. ibtida aur sahi, inteha aur sahi, ik gunaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi

Sunidhi:
Jaaneman jaan nasheen, kar zara gaur sahi, kaise koyi aur sahi

Sukhwinder:
Oy oy oy oy oy oy, ishq fitrat hai meri

Sunidhi:
(Kabhi hansna hai kabhi rona hai
Aashiqui mein yehi toh hona hai) -2

Sukhwinder:
Dil diwaana hai hamse khelega
Aaj phir dard ik khilona hai
Dil ye kamzor nahin, inteha aur sahi, ik gunaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi

Sunidhi:
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi
Jaaneman jaan nasheen, kar zara gaur sahi, kaise koyi aur sahi

Sukhwinder:
Oy hoy hoy hoy hoy hoy
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi

Sunidhi:
Ishq fitrat hai meri, dil tabaah aur sahi

Sukhwinder:
Tu nahin aur sahi, gham ka ye daur sahi, ik gunaah aur sahi
Oy oy oy oy ishq fitrat hai meri

Chorus:
Ishq ishq ishq -4

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: