MUSAFIR
Singers
KUNAL GANJAWALA, SHREYA GHOSHAL
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kuch kaha -2
Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kya kaha
Kaha ke ye jo zamaana hai diwaana hai
Hawa hawaayein nahin, tera fasaana hai
Fasaana hai, fasaana hai
Diwaana hai, diwaana hai
Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kuch kaha
Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kya kaha
Kaha ke ye jo zamaana hai diwaana hai
Hawa hawaayein nahin, tera fasaana hai
Fasaana hai, fasaana hai
Diwaana hai, diwaana hai
Hawa ki sansani, tera hi naam leti hai
Hawa aa kar bas, ye daaman thaam leti hai
Mere dil pe hai tu chhaayi chhaayi
Rhimjhim ke main taraane laayi
Baarish ka geet tumko hi sunaana hai
Sunaana hai, sunaana hai
Diwaana hai, diwaana hai
Teri aankhon mein, ghata kaajal laga degi
Fiza ki masti, tujhe shaayar bana degi
Meri har khushi ko laayi laayi
Khushboo mein main samaayi aayi
Qadmon mein tere is dil ko bichhaana hai
Bichhaana hai, bichhaana hai
Diwaana hai, diwaana hai
Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kuch kaha
Ik dil ne, ik dil se, chhup chhupke kya kaha
Kaha ke ye jo zamaana hai, diwaana hai
Hawa hawaayein nahin, tera fasaana hai
Fasaana hai, fasaana hai
Diwaana hai, diwaana hai -4
(Diwaana hai diwaana diwana…tera diwaana hai, oh…ye…
Diwaana…diwaana diwaana…oh..diwaana…
Diwaana hai)
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment