INDIAN
Singers
SUNIDHI CHAUHAN AND RICHA SHARMA
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
--FEMALE 2--
Na pyar se bach saka dil kisi ka
--FEMALE 1--
Hona hai, hona hai, pyar kabhi to hona hai
--FEMALE 2--
Khona hai, khona hai, dil kabhi to khona hai
--FEMALE 1--
Tadapna hai, tarasna hai, aakhir pyar to karna hai
Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2
--FEMALE 2--
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
--FEMALE 1--
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Band rekhar yeh zabaan karti hai baatein yahan - 2
--FEMALE 2--
Haan, badi hi mushkil se kat ti hai raatein yahan
Band rekhar yeh zabaan karti hai baatein yahan
Haan, badi hi mushkil se kat ti hai raatein yahan
Kya anjaam se darrna hai, aakhir pyar to karna hai
--FEMALE 1--
Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2
Pyar mein hain mastiyaan, mast ho jaa pyar mein - 2
Jo mazaa ikraar mein, voh kahan inkaar mein
--FEMALE 2--
Pyar mein hain mastiyaan, mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein, voh kahan inkaar mein
--FEMALE 1--
Itna kyoon sisakna hai, aakhir pyar to karna hai
Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2
--FEMALE 2--
Dard bhi mil jaaye to hain ganwaara pyar mein - 2
Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein
--FEMALE 1--
Dard bhi mil jaaye to hain ganwaara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein
Kyoon kar aahe bharna hai, aakhir pyar to karna hai
Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
--FEMALE 2--
Na pyar se bach saka dil kisi ka
--FEMALE 1--
Hona hai, hona hai, pyar kabhi to hona hai
--FEMALE 2--
Khona hai, khona hai, dil kabhi to khona hai
Tadapna hai, tarasna hai, aakhir pyar to karna hai
Hone do, hone de voh, hone do, hone de voh - 2
Poet Version
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment