1947 - EARTH
Singers
RINIVAS AND SUJATA TRIVEDI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Jo afsaane dil ne buney
Unko koi dil hi suney
Hum haule haule pyaar ki dhundhli fizayon meinaaye
Gehre gehre hain khwaab ki neeli ghatayon ke saaye
Hum tum dono khoye khoye
Sapne dekhein jaage soye
Gumsum hairaan
Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai
Behti hain chingariyaan jaise sar se paon tak nas nas mein
Halka halka hosh hai lekin kuchh bhi nahin ab mere bas mein
Mere ang ang mein becheini bijli
banke lehraaye
Ek meethe meethe dard ka badal
tan man par chhaye
Saansein uljhein dhadkein
lekin jaane kaisi meri mushkil hogi aasaan
Ye jo zindagi hai koi dastaan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai
Kab hoga kya ye khabar kahan hai
Ye jo zindagi hai koi carvaan hai
Kahan jayegi ye khabar kahan hai.
Poet Version
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment