23 January, 2008

Sawar Gayee(dil_hi_dil_main)

Album / Movie
dil_hi_dil_main
Singers
UDIT NARAYAN, SRINIVAS
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Chorus:
Sawar Gayee, Sawar Gayee
Kismat Ye Sawar Gayee

Sawar Gayee, Sawar Gayee
Kismat Ye Sawar Gayee
Mila Dulha Aisa
Dulhan Nikhar Gayee
Mila Dulha Aisa
Dulhan Nikhar Gayee

Sawar Gayaa, Sawar Gayaa
Naseeba Ye Sawar Gayaa
Mili Dulhan Aisa
Dulha Nikhar Gayaa
Mili Dulhan Aisa
Dulha Nikhar Gayaa

Naseebon Waala Hai
Khushi Ye Payee Hai
Khilein Hain Phool
Tere Sehrey Ke

Tujhe Mubarak Ho Dulhan
Ye Nayee Subhaa Jeevan Ki
Tujhpe, Chaayein Na Koi Andhere

Srinivas:
Babul Ne Goud Khilaya
Tu Unse Bhi Sharmayee
Kaisa Ye Waqt Hai Aaya, Duhai

In Baahon Mein Jhulayaa
Aur Gham Se Tujhko Bachayaa
Tu Hamko Hi Dard De Jaayegi

Udit:
Pyaar Se Bharengey Daaman
Le Jaayengey Tujhe Saajan
Tere Liye Sajayee Mehfil
Tu Banee Hai Suhagan
Babul Bhi Naachengey
Jhoomeingey...

Chorus:
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee
Hayee Hayee Hayee Hayee...

Udit:
Oooooooooo
Chiragon Ke Badley
Jalega Ye Dil Abh
Roshan Hogi Aisi
Shaamein Meri...

Chiragon Ke Badley
Jalega Ye Dil Abh
Roshan Hogi Aisi
Shaamein Meri

Hawaon Ko Thandak Milegi Zyaada
Un Mein Ghulengi Jab Ye Aahein Meri

Tu Agar Nazar Aayegi
Ye Nigahaa Jhuk Jayegi
Tere Saaye Ko Choomeygi
Aankh Yeh Bhar Aayegi

Par Duaein Dengi Tujhko Jeevan Bhar
Khushiyoon Ki, Jeevan Bhar
Khushiyoon Ki

Chorus:
Sawar Gayee, Sawar Gayee
Kismat Ye Sawar Gayee
Mila Dulha Aisa
Dulhan Nikhar Gayee
Mila Dulha Aisa
Dulhan Nikhar Gayee

Sawar Gayaa, Sawar Gayaa
Naseeba Ye Sawar Gayaa
Mili Dulhan Aisa
Dulha Nikhar Gayaa
Mili Dulhan Aisa
Dulha Nikhar Gayaa...

Udit:
Kajal Se Aankhein, Kiya Kajraari
Gajaroon Se Mehkayee, Zulfein Sunhairi
Kajal Se Aankhein, Kiya Kajraari
Gajaroon Se Mehkayee, Zulfein Sunhairi

Sar Se Paon Tak, Gehnon Mein Sajke
Aaye Shamiyaane Mein, Dulhan Naveli
Meridangdi Taal Pe Bandhe
Haar Dulhan Ko Dulha

Ek Akela Dil Phoolon Ko
Barsaa Ke Deta Hai Ye Dua

Tum Sadaa Hi Jeeti Rehna Phoolon Mein
Khushiyoon Mein, Phoolon Mein
Khushiyoon Mein

Chorus:
Sawar Gayee, Sawar Gayee
Kismat Ye Sawar Gayee
Mila Dulha Aisa
Dulhan Nikhar Gayee
Mila Dulha Aisa
Dulhan Nikhar Gayee

Sawar Gayaa, Sawar Gayaa
Naseeba Ye Sawar Gayaa
Mili Dulhan Aisa
Dulha Nikhar Gayaa
Mili Dulhan Aisa
Dulha Nikhar Gayaa...

Srinivas:
Babul Ne Goud Khilaya
Tu Unse Bhi Sharmayee
Kaisa Ye Waqt Hai Aaya, Duhai

In Baahon Mein Jhulayaa
Aur Gham Se Tujhko Bachayaa
Tu Hamko Hi Dard De Jaayegi...

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: