23 January, 2008

Sailaru Sailare(josh)

Album / Movie
josh
Singers
SURESH PETER & MANO
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Hum bhi hain josh mein
Baatein kar hosh mein
Hum bhi hain josh mein
Baatein kar hosh mein
Yoon na aankhein dikha
Sailaru sailare kya bola phir bole re
Sailaru sailare kya bola phir bole re

Hum bhi hain josh mein
Baatein kar hosh mein
Hum bhi hain josh mein
Baatein kar hosh mein
Yoon na aankhein dikha
Sailaru sailare kya bola phir bole re
Sailaru sailare kya bola phir bole re

Dekhe hain tere jaise tera iraada kya hai bata
Jaa re yahan na aa re na karna humse koi khata
Dekhe hain tere jaise tera iraada kya hai bata
Jaa re yahan na aa re na karna humse koi khata
Tu kaun re chal door ja baatein na kar yoon na dara
Sun bekhabar jo dam hai agar aa ru ba ru karein jung shuru
Samjha hai tune kya

Sailaru sailare kya bola phir bole re
Hey sailaru sailare kya bola phir bole re

Bachke zara sa bachke tu rehna humse yaar yahan
Hatke zara sa hatke hai darte humse saara jahan
Haan bachke zara sa bachke tu rehna humse yaar yahan
Hatke zara sa hatke hai darte humse saara jahan
Na ye shor kar hai ladna agar to maidan mein aa nazar ko jhuka
Khabardaar hoon main taiyaar hoon aukaad kya teri jaat kya
Ye to mujhe bata

Sailaru sailare kya bola phir bole re
Sailaru sailare kya bola phir bole re

Hum bhi hain josh mein
Baatein kar hosh mein
Hum bhi hain josh mein
Baatein kar hosh mein
Yoon na aankhein dikha
Sailaru sailare kya bola phir bole re
Sailaru sailare kya bola phir bole re

Sailaru sailare kya bola phir bole re
Sailaru sailare kya bola phir bole re
Hey

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: