20 January, 2008

Rooth na jaana tumse kahoon to(1942-A love story)

Album / Movie
1942-A love story
Singers
Kumar Sanu
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to
Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Yaad karoge main jo na hoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to

Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chaahe tum karlo sitamb
Meri ye deewangi kabhi na hogi kam
Jitne bhi chaahe tum karlo sitamb
Mujhse bolo ya na bolo
Mujhko dekho ya na dekho
Ye bhi maana mujhse milne aaoge nahin
Saare sitamb hanske main sahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to

Prem ki dariya mein lehrein hazaar
Lehron mein jo bhi dooba hua vohi paar
Prem ki dariya mein lehrein hazaar
Lehron mein jo bhi dooba hua vohi paar
Oonchi neechi neechi oonchi
Neechi oonchi oonchi neechi
Lehron mein tum dekho kaise aaoge nahin
Main in lehron mein jo bahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to

Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to

Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: