19 January, 2008

Rang ye Duniya Badalti(Naughty boy)

Album / Movie
Naughty boy
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

chorus: ( chistaakobaa naakobaa naakobaa naakobaa naakaa peshtaa taa peshtaa
zuaa puaa paa -3 ) -2

chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare
tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare
hey.. ki: *Laughs*
chorus: hey.. ki: *Speaks: * haaN ham nahin khelenge, haaN jaao
chorus: ( hey ki: oy ) -3
chorus: hey..
ki: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare
tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare

ki: mausam aaye mausam jaaye, phir khil jaayen kaliyaaN -2
apne aap khulti jaayen armaanoN ki galiyaaN
tu bhi bhool ke sabko, arey tu bhi bhool ke sabko
aaj manaa rangraliyaaN
chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare
tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare

ki: dil kaa saaz jab chhiD jaaye, dhaDkan gaane gaaye
arey dil kaa saaz jab chhiD jaaye, dhaDkan gaane gaaye
phir ek shaam ki pahchaan afsaanaa ban jaaye
jeevan vo dhaaraa hai, arey jeevan vo dhaaraa hai
jo bajh ke rah na paaye
chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare
tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare

ki: jab tak saaNs tab tak aas, sach kahte ho yaaro
arey jab tak saaNs tab tak aas, sach kahte ho yaaro
hai din chaar mauj bahaar, kal ko goli maaro
jab tak jaisi guzre, arey jab tak jaisi guzare
haNste hue guzaaro
chorus: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare
tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare
ki: bolo re
ki, cho: rang ye duniyaa badalti hai badal jaa pyaare
tu bhi jeevan ke naye saaNche mein Dhal jaa pyaare

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: