Gopi
Singers
Mahendra Kapoor
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Hey ramchandra kah gaye siya se aisa kalyug aega
Hansh choogega dana tunka kawa moti khaega
Siya ne pucha..
Bhagwan kalyug me dharm karm ko koi nahin manega
To prabhu bole …
Dharm bhi hoga karm bhi hoga prantu sarm naheen hogi
Baat-baat me mata-pita ko beta aankh dikhayega
Raja aur praja dono mein hongi nisadin khichtani
Kadam-kadam par karenge dono apni-apni manmani
Jiske haath mein hogi lathi bhais wahi le jayega
Suno siya kalyug mein kala dhan
Aur kale man honge
Chor uchake nagar seth aur prabhu bhakt nirdhan honge
Jo hoga lobhi aur bhogi wahi jogi kahlaega
Mandir suna suna hoga bhari rahengi madhusala
Pita ke sang 2 bhari sabha me nachegi ghar ki bala
Kaisa kanyadan pita hi kanya ka dhan khayega
Hain murakh ki preet buri juae ki jeet buri
Bure ke sang baithe chain bhage hi bhage
Kajal ki kothri me kaisa hi jatan karo
Kajal ka daag bhai lage hi lage
Kitni jali ho koi kitni sati ho koi
Kamini sang kam jage hi jage
Suno kahe gopi ram jiska hai naam kaun
Uska to phand gale lage hi lage
Poet Version??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment