19 January, 2008

Rabba- Lounge Farewell To Sadness Mix(Musafir)

Album / Movie
Musafir
Singers
Richa Sharma
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

(Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

(Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya
Suni suni akhiyon ko gham, koyi de gaya) -2
Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai -2
Itna bhi koyi, sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2

(Dil lene waale pe zor nahin chalta
Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta) -2
Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai -2
Itna bhi koyi tadpaaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2


Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: