19 January, 2008

Rabba-Agony and Ecstacy Mix(Musafir)

Album / Movie
Musafir
Singers
Krishna,Sukhwinder Singh
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Krishna:
Aa…dhholna…dhholna…

Sukhwinder:
(Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2
Toh pehele koyi hasaaye na rabba

Sukhwinder:
(Dil ke jo armaan the, dil mein hi reh gaye
Aashiqui jo kee toh ham, ashqon mein beh gaye) -2
Gham ka fasaana hai, dard ye puraana hai -2
Itna bhi koyi yaad aaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2

Krishna:
Ashq aankhon mein bhare hain, jigar jalta hai
Kya qayaamat hai, kya qayaamat hai
Kya qayaamat hai…
Bhari barsaat mein ghar jalta hai

Sukhwinder:
(Yahi sochta hoon kaise usko bhoolaaunga
Na woh kabhi aayegi na, usse bhool paaunga) -2
Jeene ka thheekaana hai na, marne ka bahaana hai -2
Itna bhi koyi bhi sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -3
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Pehele koyi hasaaye

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: