Album / Movie
ZAMAANE KO DIKHANA HAI
Singers
MOHAMMAD RAFI, RISHI, ASHA BHONSLE,PADMINI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
mm hmm…
(Poochho na yaar kya huwa, dil ka qaraar kya huwa) - 2
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se,
jaane hamaara aage kya hoga
Ai yai ya ya…
Aage kya hoga
Aage shaadi
Hamko mil gayi duniya pyaar ki, maana ho gaye tum mere apne
Phir bhi ye sawaal dil mein ye khayaal, na ho ye kahi door ke sapne
Ye aitbaar kya huwa dil ka qaraar huwa
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se,
jaane hamaara aage kya hoga
Ai yai ya ya…
Aur phir kya hoga
Eh paartiya daawatein
Apne paas kya armaan ke siwa, yu to main tumhein aur kya dungi
Jo bhi hai mera main aur mera pyaar, tumpe ek baar sab luta dungi
Chaahoge to main dekhungi tumhein, keh doge to phir sar jhuka lungi
Haay dildaar kya huwa dil ka qaraar huwa
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se,
jaane hamaara aage kya hoga
Ai yai ya ya…
Waah waah ...
Arre baaba tum bhi to kuchh bolo na
Ye baat hai to suno
Chhodo jaan-e-jaana tum bhi ho kaha, ghabhraate nahi ham zamaane se
Dekho to idhar kiska hai jigar, uljhe aapke is diwaane se
Ho uljhe hazaar kya huwa ai mere pyaar kya huwa
Apni khushi hogi ye zindagi bhi
Iske siwa aage kya hoga
Ai yai ya ya…
Poet Version
??
Composer Version
??
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment