16 January, 2008

Om Jai Jagdish Hare (Purab Aur Pachim)

Album / Movie
Purab Aur Pachim
Singers
Mahendra Kapoor
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Om jai jagdish hare swami jai jagdish hare

Bhakt jano ke sankat,

Das jano ke sankat chan me door karen

Om jai jagdish hare …

Jo dhawe phal pawe dukh bin se man ka

Swami dukh ….

Sukh sampati ghar awe kast mite tan ka

Mat-pita tum mere saran padoon main kiske swami …

Tum bin aur n dooja aas karon main jiski

Tum puran parmatma tum antaryami

Swami tum…

Parbrahma parmeswar tum sabke swami

Tum karuna ke sagar tum palan karta

Swami tum ..

Main murakh khal kami, main sewak tum swami

Kripa karo bharta

Wisaya vikar mitao paap haro deva

Swami paap …

Sardha bhakti badhawo santan ki sewa

Tan man dhan sab hai tera swami sab kuch hai tera

Tera tujhko arpan kya lage mera

Dinbandhi dukh harta tum thakur mere

Swami tum rakshak mere … swami tum rakshak mere …

Apne haath uthawo, apni saran me bithwo

Dwar khara main tere

Om jai jagdish hare …

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: