KuchKuch Khatti Kuch Meethi
Singers
Alka Yagnik and Kumar Sanu
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
--FEMALE--
(Neend ud rahi hai, chain kho raha hai
Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai) - 2
--MALE--
Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai
--FEMALE--
Aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
Haan, aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
--MALE--
(Neend ud rahi hai, chain kho raha hai
Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai) - 2
--FEMALE--
Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai
--MALE--
Aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
Haan, aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
--FEMALE--
Khushboo khushboo baatein teri
Maheka maheka chehraa tera
--MALE--
Teri baahein, teri narmi
Saanson ki yeh dheemi garmi
Baarish ki boondon mein
Saagar ki lehron mein
Tum ho sanam, tum ho sanam
--FEMALE--
Deewani ho gayi hoon, aisa lag raha hai
Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai
--MALE--
Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai
--FEMALE--
Aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
Haan, aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
--MALE--
Dhadkan meri sun lo jaanam
Kehti kya hai socho jaanam
--FEMALE--
Tumse rishta kitna gehraa
Do hi pal mein sadiyon jaisa
Nagmon mein, saazon mein
Dhun mein dil ki
Tum ho sanam, tum ho sanam
--MALE--
Dil ke mandiron mein tera deep jal raha hai
Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai
--FEMALE--
Neend ud rahi hai, chain kho raha hai
Jaan jaa rahi hai, yeh kya ho raha hai
--MALE--
Yeh kya ho raha hai, yeh kya ho raha hai
--FEMALE--
Aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
--MALE--
Haan, aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
--FEMALE--
Haan, aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
--MALE--
Haan, aise naa mujhe dekho
Mera dil dhadak raha hai
Poet Version
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment