Pyaar kiya nahin jaata
Singers
Sonu Nigam and Chitra
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
--MALE--
O ho ho ho, aa ha ha aa aa aa
Eh hey hey, eh hey hey eh
--FEMALE--
Nazrein mil jaati hain, dil bhi kho jaata hai - 2
--MALE--
Jaane anjaane koi apna ho jaata hai
--FEMALE--
Aisa kyoon hota hai, itna bata de koi
--MALE--
Aisa kyoon hota hai, aisa kyoon hota hai
--FEMALE--
Nazrein mil jaati hain, dil bhi kho jaata hai
--MALE--
Jaane anjaane koi apna ho jaata hai
--FEMALE--
Chaahat ki laheron mein toofaani halchal hai jaanam, o jaanam
--MALE--
Aise mein milne ko kehta hai satrangi mausam, yeh mausam
--FEMALE--
Aa, pyaar mein kuch na kisi se kahe hum
--MALE--
Bas yun mile, na ho mohabbat kabhi kam
--FEMALE--
Jaage, jaage
Jaage jaage armaan dil ke
Tujh mein samaake mohabbat jalaane lage
--MALE--
Mera deewanapan mujhko tarsaata hai
--FEMALE--
Reh reh dil ko koi paagal kar jaata hai
--MALE--
Har ek nazaare mein dekhoon tumhaara hi chehra, yeh chehra
--FEMALE--
Hone laga hai mohabbat ka rang aur gehra, rang gehra
--MALE--
Aa jhoom le, pal yeh nahin intezaar ka
--FEMALE--
Tum paas ho, de do nasha ab qaraar ka
--MALE--
Tum jo bolo
Tum jo bolo hum voh maane
Bas pyaar ka yaar ikraar ban jaaye hum
--FEMALE--
Ek pal mein sadiyon ka hamdam ban jaata hai
--MALE--
Nazrein mil jaati hain, dil bhi kho jaata hai
--FEMALE--
Jaane anjaane koi apna ho jaata hai
--MALE--
Aisa kyoon hota hai, itna bata de koi
--FEMALE--
Aisa kyoon hota hai, aisa kyoon hota hai
Poet Version
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment