19 January, 2008

Nazar ne nazar ko(Dreams)

Album / Movie
Dreams
Singers
Babul Supriyo,Anuradha Paudwal
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Nazar ne nazar ko beyaan de diya
Dil ko dhadakne ka kaam de diya

Nazar ne nazar ko beyaan de diya
Dil ko dhadakne ka kaam de diya

Zamana ise ab kuch bhi kahe
Zamana ise ab kuch bhi kahe
Hum ne mohabbat ka naam de diya

Nazar ne nazar ko beyaan de diya
Dil ko dhadakne ka kaam de diya

Kaisa nazar ka ishara huwa
Dil to deewana deewana huwa

Phirte yeh samjha mohabbat hai kya
Dil apna pehle tumhara huwa

Dil ko mere kya ho gaya
Tum hi bata do sanam

Zamana ise ab kuch bhi kahe
Zamana ise ab kuch bhi kahe
Hum ne mohabbat ka naam de diya

Nazar ne nazar ko beyaan de diya
Dil ko dhadakne ka kaam de diya

Chaahat se dil mera anjaan tha
Sach jo kaho to yeh nadaan tha

Tumko gale se laga leta main
Bechain dil ka yeh armaan tha

Dil ki sanam yeh aarzoo
Ab maan lo tum sanam

Zamana ise ab kuch bhi kahe
Zamana ise ab kuch bhi kahe
Hum ne mohabbat ka naam de diya

Nazar ne nazar ko beyaan de diya
Dil ko dhadakne ka kaam de diya

Zamana ise ab kuch bhi kahe
Zamana ise ab kuch bhi kahe
Hum ne mohabbat ka naam de diya

Posted By : Mastani Laila

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: