09 January, 2008

Lagata Nahin Hai Dil Mera (LAL QUILA)

Album / Movie
LAL QUILA
Singers
MOHAMMAD RAFI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayaar Mein
Kiski Bani Hai Aalam-E-Napaydaar Mein

Keh Do In Hasraton se Kahin Aur Ja Basein
Itni Jageh Kahan Hai Dil-E-Daagdar Mein

Umr-E-Daraaz Mang kar Laye The Chaar Din
Do Aarzoo Mein kat Gaye Do Intezaar Mein

Kitna Hai Badnaseeb \\\'Jafar\\\' Dafan Ke Liye
Do Gaz Zameen Bhi Na Mili Kuch-E-Yaar Mein

Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayaar Mein
Kiski Bani Hai Aalam-E-Napaydaar Mein

Poet Version
??

Composer Version
??

No comments: