PITAAH
Singers
ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN
Lyricist
??
Composer
??
Year
??
Singer Version
Ek Rab Ambar Pe Hota Hai
Ek Rab Dharti Pe Hota Hai
Ek Rab Ambar Pe Hota Hai
Ek Rab Dharti Pe Hota Hai
Ambar Tak Pahoocha Kaun
Ambar Tak Pahoocha Kaun
Hum Ko Nahin Pata
Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Ek Rab Ambar Pe Hota Hai
Ek Rab Dharti Pe Hota Hai
Ambar Tak Pahoocha Kaun
Hum Ko Nahin Pata
Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Phool Sa Jiska Mann Hota Hai Aur Seena Faulaad Ka
Phool Sa Jiska Mann Hota Hai Aur Seena Faulaad Ka
Apna Dookh To Woh Na Jaane Jaane Har Dookh Aulad Ka
Gham Sahe Woh Rah Kar Maun Gham Sahe Woh Rah Kar Maun
Hum Ko Nahin Pata
Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Sab Se Pehla Dharm Hain Jiska Apna Ghar Sansaar
Sab Se Pehla Dharm Hain Jiska Apna Ghar Sansaar
Sab Se Phela Karm Hai Jiska Apno Ka Udhdhaar
Uske Bina Hum Kaun Uske Bina Hum Kaun
Hum Ko Nahin Pata
Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Jeene Ka Paigaam Diya Hai
Pitaah Ne Hum Ko Naam Diya Hai
Jeene Ka Paigaam Diya Hai
Pitaah Ne Hum Ko Naam Diya Hai
Hum Se Khata Huvi To Bhi
Apne Sar Par Ilzaam Liya Hai
Unse Bada Hai Kaun Unse Bada Hai Kaun
Hum Ko Nahin Pata
Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Ek Rab Ambar Pe Hota Hai
Ek Rab Dharti Pe Hota Hai
Ambar Tak Pahoocha Kaun
Ambar Tak Pahoocha Kaun
Hum Ko Nahin Pata
Dharti Pe Jo Rab Hota Hai Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Woh Hai Pitaah
Poet Version
??
Composer Version
??
No comments:
Post a Comment