15 August, 2007

Ishq mein kho gaye (Lajja)

Ishq mein kho gaye, asar bhi nahin
Mar mite hum inhe khabar bhi nahin
Aaiye, aa jaaiye, aa hi jaaiye - 2
Yun na reh rehke hamein tarsaaiye
O aaiye, aa jaaiye, aa hi jaaiye
Yun na reh rehke hamein tarsaaiye
Shola sard sard kyoon hai
Meetha dard dard kyoon hai
Paani kyoon lage sharaara, bataana
Saansein garam garam kyoon hai
Yeh lab naram naram kyoon hai
Chhooke chhooke mere yaara, bataana
Uljhi lattein suljhaaiye
Inko sanam aise na bikhraaiye
Jaaiye, le jaaiye, dil le jaaiye
Yun na reh rehke hamein tarsaaiye
Koi pyaas pyaas hogi
Mann mein aas aas hogi
Dilbar ki talaash hogi, mehbooba
Aadhi raat raat hogi
Saari baat baat hogi
Pal pal paas paas hogi, mehbooba
Yeh pyaar na thukraaiye
Jaaneman, is pal ko mahekaaiye
Aise na ghabraaiye, na ghabraaiye
Yun na reh rehke hamein tarsaaiye
O aaiye, aa jaaiye, aa hi jaaiye
Yun na reh rehke hamein tarsaaiye

Ho aa gaya, (Hum Tumahre Hain Sanam)

--MALE--
Ho aa gaya, hey aa gaya, haan aa gaya
Aa gaya, aa gaya, aa gaya
Hey you beautiful girls, I have this beautiful flower in my hand
I wonder which one of you will be lucky to get it
You, you, you, how about you?
Aa gaya, aa gaya, dil churaane main aa gaya - 2

--CHORUS--
Aa gaya, aa gaya, dil churaane yeh aa gaya

--MALE--
Life is loveable, pyaar nahin saleable - 2
Dil mera available tere liye
Aa gaya, aa gaya, dil churaane main aa gaya

--CHORUS--
Aa gaya, aa gaya, dil churaane yeh aa gaya

--MALE--
Naya geet hai, naya saaz hai
Nayi beat hai, haan naya raag hai
Hey naya geet hai, naya saaz hai
Nayi beat hai, naya raag hai
Mere saath mein zara jhoom le
Milaake nazar aa mujhe choom le
Rang jamaane aaya, dhoom machaane aaya
Chain churaane aaya, pyaar ka tofa laaya, laaya
Aa gaya, aa gaya, dil churaane main aa gaya

--CHORUS--
Aa gaya, aa gaya, dil churaane yeh aa gaya

--MALE--
Jawaan umr hai, haan haseen raat hai
Chaahaton bhari mulaaqaat hai
Arre jawaan umr hai, haseen raat hai
Chaahaton bhari mulaaqaat hai
Jisko dekhiye beqaraar hai
Har haseen ko mujhse pyaar hai
Hosh udaane aaya, khwaab sajaane aaya
Gham bhulaane aaya, mehfilon pe chhaaya, chhaaya
Aa gaya, aa gaya, dil churaane main aa gaya

--CHORUS--
Aa gaya, aa gaya, dil churaane yeh aa gaya

--MALE--
Hey, life is loveable, pyaar nahin saleable
Life is loveable, pyaar nahin saleable
Dil mera available tere liye
Aa gaya, aa gaya, dil churaane main aa gaya - 2
Main aa gaya, main aa gaya - 2

AADMI AUR APSARA (1991)

AADMI AUR APSARA (1991)
CHIRANJEEVI, SRIDEVI, AMRISH PURI, RAMI REDDY
Produced By: SAMBHU PRIYA FILMS.
Directed By: K.RAGHVENDRA RAO
Music By: ILLIYARAJA
FANTASY, DUBBED

Aa chal ke tujhe (Door Gagan Ke Chaon Mein)

--MALE--
Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhii na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hii pyaar pale

Aa chal ke tujeh main le ke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2)
chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera bhaage (2)
kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile
lambii sii Dagar na khale
jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae laharaee
(2)
jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa laayen (2)
sapano me pali hansati ho kali
jahan shaam suhaani dhale
jahan gam bhi na ho,aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila ho
hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho
kahin bhair na ho koyi ghair na ho
sab milke chalte chale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale
aa chal ke tujeh mein leke chaluun
ik aise gagan ke tale
jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho
bas pyaar hi pyaar pale
ik aise gagan ke tale

Kaise Jeete Hein Bhala, (Dost)

Rafi:
Kaise Jeete Hein Bhala, Ham Se Seekho Yeh Ada (2)
Aise Kyon Zinda Hein Log, Jaise Sharminda Hein Log,
Dil Pe Sehekar Sitam Ke Teer Bhi,
Pehenkar Pavun Mein Zanjeer Bhi,
Raks Kiya Jaatha Hai,
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai (2)

Dar Se Khamosh Hai Jo, Kaisa Befeer Hein Voh,
Han Voh Insaan Nahin, Ek Tasveer Hein Voh,
Shotgun Sinha (SS):
Tho Baftha-e-Khuda, Jisse Darta Hai Apan,
Aur Is Gareebi Mein, Badi Mauj Karta Hai Apan,
Rafi:
Pareshan Lakh Sahi, Gul Nahin Khakh Sahi,
Zindagi Hai Lajawab, Yeh Voh Beva Hai Janab,
Khubsurat Hai Jo Dulhan Se Bhi,
Dost Tho Dost Hai Dushman Se Bhi,
Pyar Kiya Jaatha Hai
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai (2)

Cheez Is Gam Se Badi, Is Zamane Mein Nahin,
Jo Maza Rone Mein Hai, Muskurane Mein Nahin,
SS:
Isliye Tho Bhai, Ruki-Sukhi Jo Mile Pet Bharne Ke Liye,
Aur Kafi Do Gaj Hai Zameen, Jeene Marne Ke Liye
Rafi:
Kaise Nadaan Hai Voh, Gam Se Anjaan Hai Jo,
Ranj Na Hota Agar, Kya Kushi Ki Thi Kadar,
Dard Khud Hai Maseeha Doston, Dard Se Bhi Dava Ka Doston,
Kaam Liya Ja Tha Hai..
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai
Lata:
Chain Mehelon Ki Nahin, Rang Raliyon Mein Mujeh,
Dedo Thodi Si Jagah Apni Galiyon Mein Mujeh,
Jhoom Kar Nachne Do, Aaj Masti Mein Zara,
Le Chalo Saath Mujeh Apni Basti Mein Zara,
Bana Ho Sone Ka Bhi, Pinjara Hai Pinjara Ji,
Paisa Kis Kaam Ka Hai, Dhoka Bas Naam Ka Hai,
Rokle Jo Labon Pe Geet Ko, Apne Haathon Se Aisi Reet Ko,
Thod Diya Jaatha Hai..
Maine Bhi Seekh Liya Kaise Jiya Jaatha Hai
Rafi:
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai (2)
SS:
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai (2)
Chorus:
Aa Batadenge Tujeh Kaise Jiya Jaatha Hai (3)

Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman (Aa Ab Laut Chale)

Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman
Bulata Hai Humein Phir Woh Chaahat Ka Samaa
Aa Ab Laut Chalen ...

Anjaan Tha Maein Naadan Tha Maein
Tere Pyar Ko Jo Na Samajh Paaya
Tune Itna Bechain Kiya
Maein Tere Paas Chala Aaya
Teri Saansein Mera Jeevan
Mere Dil Mein Tera Ghar Hai
Zara Dekhe Koi Isko
Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai
Bina Tere Nahin Chaina
Nahin Chaina Yahaan
Aa Ab Laut Chalen ...

Ek Pal Ke Liye Ek Din Ke Liye
Na Door Maein Tujhse Jaungi
Teri Palkon Ki In Galiyon Mein
Sapno Ki Sej Sajaungi
Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun
Teri Khushboo Mein Kho Jaun
Yahi Meri Tamanna Hai Teri Baahon Mein So Jaun
Dard-E-Dil Nahin Sehna
Nahin Sehna Yahaan
Aa Ab Laut Chalen ...

A B B G - Kuchh Na Kaho - Udit Narayan + Mahalakshmi

A B B G
T P O G
A B B G
T P O G
I P K I
U P O G
A B B G T P O G
I P K I U P O G
Yeah Yeah Yeah Yeah
A B B G T P O G
I P K I U P O G
Hum Chahate Jaisa Jaisa
Sab Waisa Waisa Hota
Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota
Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota
A B B G T P O G
I P K I U P O G
A B B G T P O G
I P K I U P O G
Monday Se Saturday Tak
Sunday Ko Padhne Hum
Apne School Jate
Ooh La La Ooh La La La La O
Ooh La La Ooh La La La La O
Teacher Uthne Hi Khush Hote
Jitne Hum Late Hote
Har Class Mein Ice Cream Hoti
Har Class Mein Chocolate Hote
School Hare Sapno Ke
School Ke Jaisa Hota
Zara Socho To Aisa Hota To
O P R A
Pyaare
T P O G
O P R E
Pyaari
U P O G
A B B G T P O G
I P K I U P O G
Hum Saath School Mein Apne
Koi Homework Nahin Lata
Koi Bhi Na Ghar Mein Bigadta
Hum Jitna Shor Machate
Kamre Mein Cricket Khelte
Table Par Dance Karte
Train Hamare Ghar Mein Aati
Plane Hamare Chat Pe Utarte
Bazaar Mein Sab Kuch Free Milta
Na Rupiya Na Paisa Hota
Zara Socho To Aisa Hota To
Haan Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota
Hum Chahate Jaisa JaisaSab Waisa Waisa Hota
Zara Socho To Aisa Hota To
Zara Socho To Aisa Hota To
Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota
Zara Socho To Aisa Hota To Kaisa Hota

08 August, 2007

Aa bhi jaa,

--MALE--
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaaAa bhi jaa,
aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaaAa bhi jaa,
aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2

--FEMALE--
Dekhoon chaahe jisko, kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main, tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa - 2

Aa Laut Ke Aaja Mere Meet - Rani Roopmati - Mukesh

Aa Laut Ke Aaja Mere Meet
Mera Soona Padha Re Sangeet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet

Barse Gagan Mere Barse Nayan
Dekho Tarse Hai Man Ab To Aaja
Sheetal Pavan Yeh Lagaye Agan
O Sajan Ab To Mukhada Dikha Ja
Toone Bhali Re Nibhai Preet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain
Aa Laut Ke Aaja Mere Meet

Ek Pal Hai Hasna Ek Pal Hai Rona
Kaisa Hai Jeevan Ka Khela
Ek Pal Hai Milna Ek Pal Bichhadna
Duniya Hai Do Din Ka Mela
Yeh Ghadi Na Jaye Beet
Tujhe Mere Geet Bulate Hain

Aa Laut Ke Aaja Mere Meet

Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche - Brahmchari - Rafi+Asha

Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche Har Zubaan Par
Sab Ko Maloom Hai Aur Sabko Khabar Ho Gayi

Humne To Pyar Mein Aisa Kaam Kar Liya
Pyar Ki Raah Mein Apna Naam Kar Liya
Aajkal Tere Mere.......

Do Badan Ek Dil Ek Jaan Ho Gaye
Manzilen Ek Hui Humsafar Ban Gaye
Aajkal Tere Mere.......

Kyon Bhala Hum Daren Dil Ke Malik Hain Hum
Har Janam Mein Tujhe Apna Mana Sanam
Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche Har Zubaan Par
Sab Ko Maloom Hai Aur Sabko Khabar Ho Gayi

Aage bhi jaane na tu - Waqt - Asha Bhonsle

Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu…

Anjaane saayo ka raaho mein dera hai
Andekhi baaho ne ham sabko ghera hai
Ye pal ujaala hai baaqi andhera hai
Ye pal gawaana na ye pal hi tera hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...

Is pal ke jalwo ne mehfil sawaari hai
Is pal ki garmi ne dhadkan ubhaari hai
Is pal ke hone se duniya hamaari hai
Ye pal jo dekho to sadiyo pe bhaari hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le purii aarzoo
Aage bhi ...

Is pal ke saaye mein apna thhikaana hai
Is pal ke aage hi har shae fasaana hai
Kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai
Is pal se paayega jo tujhko paana hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...