10 March, 2008

Shokhiyon mein gholaa jaaye(prem_pujari)

Album / Movie
prem_pujari
Singers
LATA MANGESHKAR & KISHOR KUMAR
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

shokhiyon mein gholaa jaaye fulon kaa shabaab
us mein fir milaaee jaaye thodeesee sharaab
hogaa yoon nashaa jo taiyyaar wo pyaar hain

hasataa huaa bachapan wo, bahakaa huaa mausam hain
chhedo to yek sholaa hain, chhoolo to bas shabanam hain
gaanw mein, mele mein, raah mein, akele mein
aataa hain yaad baar baar, wo pyaar hain

rang mein pighale sonaa, ang se yoon ras chhalake
jaise baje dhoon koee raat mein halke halke
dhoop mein chhaanw mein, zoomatee hawaaon mein
haradam kare jo intajaar, wo pyaar hain

yaad agar wo aaye ayese kate tanahaee
sune shahar mein jaise bajane lage shahanaaee
aanaa ho, jaanaa ho, kaisaa bhee jamaanaa ho
utare kabhee naa jo khumaar, wo pyaar hain

Poet Version
??

Composer Version
??

Shirdi Wale Sai Baba(amar_akbar_anthony)

Album / Movie
amar_akbar_anthony
Singers
MOHAMMAD RAFI
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version
Aaaaa...
Zamane ne kaha tooti hui tasweer banti hai
Tere darbaar main bigdi hui taqdeer banti hai

Tareef teri nikli hai dil se
Aayi hai lab pe ban ke qawaali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Chorus:
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Lab pe duayen aakhon main aansoon
Dil main umeedein par jholi khali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Chorus:
Dar pe sawali, aaya hai dar pe sawali

Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Chours:
Ooo...

O mere sai deva tere sab naam lewa

Chours:
O mere sai deva tere sab naam lewa

Khuda insaan saare sabhi, tujhko hain pyaare
Sune fariyaad sabki, tujhe hai yaad sabki
Bada ya koi chhota, nahi mayoos lauta
Ameeron ka sahara, gareebon ka guzara
Teri rahmat ka kissa bayan akbar kare kya
Do din ki duniya, duniya hai gulshan
Sab phool kaante, too sab ka mali

Chorus:
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme

Chorus:
Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme

Tujhe sab maante hain
Tera ghar jaante hain
Chale aate hain daude
Jo khush kismat hain thode
Yeh har rahi ki manzil
Yeh har kashti ka sahil
Jise sab ne nikala
Use toone sambhala

Chorus:
Jise sab ne nikala
Use toone sambhala

Too bichhdon ki milaye
Bujhe deepak jalaye

Chorus:
(Too bichhdon ki milaye
Bujhe deepak jalaye) -2

Yeh gam ki raatain, raatain yeh kaali
Inko banade id aur diwali

Chorus:
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali

Lab pe duayen aakhon main aansoon
Dil main umeedein par jholi khali

Chorus:
(Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali) -4

Poet Version
??

Composer Version
??

Shiqwa Bhi Tumse(dil_maange_more)

Album / Movie
dil_maange_more
Singers
SONU NIGAM
Lyricist
??
Composer
??
Year
??

Singer Version

Dil maange more 0 0 0 0 - 6
(shiqwa bhi tumse
tumse shikatyat
par yeh bhi sach hai
tumse mohabbat hume) - 3
tumse chand taare
tumse yeh nazare
tumse sili raatein
yeh tumse saundhi yaadein
shiqwa bhi tumse
tumse shikatyat
par yeh bhi sach hai
tumse mohabbat humhe

jabse mili tujhse nazar
main bekhabar
main besabar
dekha karoo sapney tere
har din pal chin sham saher
saanson ki lay main
bechain mann main
tanhaiyon main
deewane pan main tumhi
tumse chand taare
tumse yeh nazare
tumse sili raatein
yeh tumse saundhi yaadein
shiqwa bhi tumse
tumse shikatyat
par yeh bhi sach hai
tumse mohabbat humhe

mujhpe sanam kar le yakin
tere siva dillagta nahi
pagal hain har dhadkan
ek pal na ab chain kahi
meri tammmana mera ishara
ab toh samajh le
o dildara jara
tumse chand taare
tumse yeh nazare
tumse sili raatein
yeh tumse saundhi yaadein
shiqwa bhi tumse
tumse shikatyat
par yeh bhi sach hai
tumse mohabbat humhe

Dil maange more 0 0 0 0 - 8

Poet Version
??

Composer Version
??